Cheetah's Misunderstanding.

584 54 26
                                    

KS: Sarkar ji aayi thi, aur iss topa insaan ne hume bataya tak nahi. (Remembering Billu)

...

Flashback

Babita ji entered thana.

BS: Aree...yaha toh koi nahi hain.
Karishma madam? (Loudly)

...
She searched whole thana but couldn't find Karishma.
She could hear sounds from bathroom, but it was Billu's voice who was singing and bathing.
...

BS: Andar toh Billu hain. Karishma kaha gayi? (Thinks)

She went outside near her desk.

BS: Phone lagake dekhte hain.

She took her phone out from desk's drawer, but to Karishma's luck battery was dead.

BS: Battery bhi nahi hain. 'C' type wire nahi hoga thane mein. Billu ke liye rukti hoon.

She sat on a chair waiting for Billu.

5 minutes later.
.
.
.
Phone on Pushpa ji's desk rang.

BS: Hello! Mahila Police Thana Janpad Lucknow. Kahiye.

Caller: Namaste. Main Savita bol rahi hoon. Janvi ki mummy. Kuch pata chala meri bacchi ka?
(Her voice expressed concern)

BS: Aap bilkul chinta mat kijiye. Hum pata laga rahe hain. Bohot jaldh aapki bacchi surakshit, aapke paas hogi.

SB: Please madam. Jitni jaldhi ho sake kuch kijiye. Meri beti...pata nahi kaha hogi, kaisi hogi... (Pleads)

BS: Hum samajh sakte hain aap ka dard. Usse kuch nahi hoga. Bharosa rakhiye. (Softly calming SB)

SB: Thank you madam. (She cuts the call)

BS: Iss case mein kuch toh aisa hain jo hum miss kar rahe hain. Lekin kya? (Thinks)

...

Billu ji came out, in his towel.

BJ: "Main naachu aaj Cham-cham-cham hey (jumps) ...Cham-cham-chaammmm"... (stopped seeing Babita ji angrily glaring him)

BJ: Aree baap re...yeh kaha se aa gayi. (Murmurs fearfully)

BS: Billu jaake kapde pehen ke aao. (Sternly)

He ran inside.
.
.
BS: Haseena kaise sambhalti hain sabko! (sighs)

2 minutes later.

BJ came slowly, taking baby steps.

BJ: Aap yaha kya kar rahi hain madam?

BS: Phone bhool gaye the. Vahi lene aaye hain.

BJ: 2 ghante baad yaad aaya aapko? (In flow)

BS: (glares) Hume laga aake ghar pe kahi rakh diya hoga. Ring bhi nahi baji, issiliye yaha aane mein der do gayi.
15 minute toh tumhara intezar karte karte nikal gaye!

BJ: Ohh I see! Main toh phone ke bina 5 min bhi nahi reh sakta.

BS: Karishma madam kaha hain? (Coming to the point)

BJ: Kaha hain...yahi hongi. (Seeing around)

BS: Topa samajhe ho hume. Dekh liya poora thana. Kaha hain Karishma madam? (Raising her voice)

BJ: Aaa...bbb...rou...haan round pe gayi hain madam. (Fumbling)

BS: Thana khula chhodke! Aisa bhi kya ho gaya? (Raising her eyebrows)

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now