'The Tug of Bag!'

706 52 52
                                    

Sorry for the delay.

Long part awaits you all.

Happy reading!

•••

VG: Mujhe aisa kyun lag raha hain ki inhe kahi dekha hain? (Thinks seeing Amar who was talking to Deewan ji)

AV: Toh kaise hain aap sab? (With soft smile)

MP: Mata Rani ki kasam, aap ko dekh liya, ek dum khush ho gaye. (In flow adoring him)

PJ clears her throat.

AV: Kya matlab Misri ji?

MP: Khu..khush ho gaye aapko dekhke...ki ab humara kaam kam ho jaayega. Aap hain toh aasani hogi na... (Fumbling)

...

DJ: Miss toh humne bhi bohot kiya aap sab ko. (Keeping bag on PJ's desk)

PJ: Aree...woh humari desk hain. (Frowns)

DJ: Jaante hain. Abhi ke liye rehene dijiye, jagah milte hi hata lenge.

PJ: Itna bada thana hain, andar gym room hain. Aapko humari hi desk mili bag rakhne. (Picking his bag)

DJ: Humara bag wapas kariye. (Holding bag from other side)

PJ: Nahi. Isse andar rakhne dijiye hume. (Pulling it)

DJ: Hum rakh denge khud.

PJ: Bohot acche se jaante hain aap ko. Aap isse fir se yahi rakhenge. Hume chidhane! (Pulling with more force and moving backwards)

DJ: Dekhaaa...dekha sir.
Yeh aurton ko sab khud karna hain aur fir mahanta ka jhanda leke chalti hain. (pulling)

AV: Deewan ji. Chhod dijiye na. Unhone kaha woh rakh dengi. (Softly)

DJ: Nahi sir. Aap bhole hain.
Main jaanta hu aurton ko, yeh abhi bag rakh dengi aur fir zindagi bhar hume jatayengi ki hum apna bag khud nahi rakh sakte. (Forcefully moving bag towards him)

Amar moves his head in disbelief.

HM: Pushpa ji, aap hi chhod dijiye. Aise toh bag fhat jaayega. (Requesting her)

PJ: Nahi Maddam sir. Aaj baat humare sanmaan ki hain, aurton ka jhanda humare haathon mein hain.
Aaj yeh Pushpa nahi jhukegi.
(Doing Pushpa's iconic hand gesture with one hand)

KS: Batao, aap khud aadha jhuk kar bag keech rahi hain. (Sarcastically)

Everyone laughs.

PJ: Haan aap humara paksh kabhi mat lena. Yeh nahi ki hume protsahit kare, humara manobal badhaye.
.
.
Issiliye toh hum (pulling bag with jerk, causing DJ to move a little forward) kehete hain, humare lalla ke toh bhaag hi fut gaye.

Haseena giggles seeing Karishma who slapped her forehead lightly.

VG: PJ aapke lalla ke bhaag kaise fute?
(He was unaware about Karishma's marriage)

Before anyone could respond

KS: Tum zayada mat socho. Woh kuch bhi bolti reheti hain.

VG: Okay. (And started seeing a message which popped up on his phone's notification bar)

2 minutes later...

BAG WAR wasn't over yet.

SS: Misri madam aap toh kuch boliye.
(To MP who was enjoying 'the tug of bag!')

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now