Sorted.

428 44 14
                                    

Karishma looked at BS shockingly.
Whereas everyone else excitedly smiled.

KS: Yeh kab tay hua? Nahi hum thane mein hain aur baat sirf khane ki hui thi madam.

HM: Toh khana khaate-khaate hi sunn lenge na KS. (With a smirk)

...

Mind connection

KS: Hum jaante hain, yeh aap hi ka idea hain.

HM: Kya baat hain, aap kaafi acche se jaanti hain hume. (Raising her eyebrows)
Aise bhi humne toh bas aapke plan ko aur productive banaya hain.

KS: Par...

Connection disconnected

...

Iqbal: Haan yeh ho sakta hain.

KS: Aur thane ke anushasan ka kya? Aise baithke hum itni der tak baate thodi kar sakte hain. (Quickly)

BS: Uski chinta tum mat karo, humne DSP sir ko inform kar diya tha, ki aaj hum sab thane mein ek saath dinner karna chahte hain, aur thodi der ho jaayegi.

KS: Aur woh maan gaye? (Surprisingly)

BS looks at Haseena.

KS: Haaan!! (Understanding)
Maddam sir, aap apne jajbaaton ka upyog galat jagah kar rahi hain. (Pretending to be angry)

HM: Kuch galat nahi hain KS. Hum toh bas apni team mein ekta badha rahe hain.

Everyone looked at her confusingly...

HM: Humara matlab hain, "A Family that eats together, stays together" right?
Bas vahi kar rahe hain.

SS: Sahi kaha Maddam sir ne, aise bhi mujhe bohot bhook lag rahi hain.

BJ: Aaj khana khate-khate movie!

Giving Santu Hi-fi

...

PJ: Lekin khana?

KS: Aaj Sarkar ji aur Maddam sir ke haath ka khana enjoy kijiye. (Taking tiffin out from a bag)

PJ: Isski kya zaroorat thi Babita ji.

BS: Aree, aap do (2) din se humare liye bana rahi hain, aaj hume bhi mauka dijiye.

HM: Lekin usse pehele, Pushpa ji please...
.
.
.
KS: Waise hum yeh bata de Amma, yeh jo kuch bhi Maddam sir ne thane mein aake, kuch der pehele kaha woh sab humare plan ka hissa nahi tha.

Haseena glares at Karishma.

KS: Kaa??
Aap hume aise kya dekh rahi hain, itna zayada overacting karne kisne kaha tha aapko.

HM: Aap aag mein ghee kyun daal rahi hain? (Whispering angrily)

KS: Aapne bina bataye plan aage badhane ki jo cheating ki hain na uske liye toh hume petrol daalna chahiye.

...

They were sitting besides each other and were whispering when, Santu stood behind them, listening to their whispers out of curiosity...

SS: Baat toh sahi hain Maddam sir.
(Shocks Haseena and Karishma with her overhead presence)

PJ: Santu tumhe bhook lagi thi na, aao hum khana laga dete hain. (Ignoring their talks)

SS: Pushpeee, aap aur Maddam Sir aise rahenge toh, naa aap log enjoy kar paayenge aur naa hum.

CC: Haan Pushpa ji. Please maan jaiye na...

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now