FOUR

1.8K 102 19
                                    

Wedding Day.

Meerab is getting ready and her mother helps her.

Anila:Dekho to meri beti ko itni haseen laag rahi hai dulhan ki jore mein.Allah kare tumhe Duniya ki tamam khushiyan mile.
Meerab:Aur man hi man yeh keh rahe ho na meri kismat aap jaise na ho.

Anila smiles.

Meerab:Malik Aur khan mein se koi fadak nahi hoga.Mere baap ne mere liye apne jaisa hi koi shaks dhunda hoga jo Mujhe bhi torture kar sakte.
Anila:Tumhare baap torture kab kiya Mujhe?Unhone kabhi mujh pe hath nahi uthaya.
Meerab:Lekin galij zuban se baat karne se kabhi thake nahi woh.Humesha apki baizzati Aur aap ko chota mehsos karwaya woh.Ammi sirf jism mein kharoch ko hi torture nahi kehte.Unhone aap ko zehni torture kiya hai kiya woh kisi jismi torture se kam hai?Nahi na.Na unhone aap ko biwi ka izzat di na rutba.Aise pesh aate hai aap ke sath jaise kahin qarid ke lee aye hai aap ko.
Anila:Unka manna hai aurat juti ke barabar hai.Aur juti ke asli jaga pedo pe hoti hai.Agar jyada sad pe chadao to sad kha jayega.
Meerab:Aurat izzat ke haqdar hai yeh hi Baat kehte hai yeh log apni election ki campaign mein.Aur ghar mein apni bahu beti ke sath kaise pesh aate hai.Itne jhote Aur makkar kisi ka baap hota hai bhala.Log kehte hai Duniya mein bohot bure insaan hai Lekin ek bhi bura baap nahi hai.Galat baat hai Ammi.Bohot galat baap.Bad se badtarin baap bhi hai.Woh hai mere baap.
Anila:Aaj ki din dil maat dukhao.Khushi khushi ruksat ho jau acche yadon ke sath.
Meerab:Mere maike mein beshak bohot tankh yadein hai Lekin khushi ki bhi bohot paal maine guzari hai.Aur ek baat ke liye malik ki Shukriya ada karungi.
Anila:Konsi baat?
Meerab:Logo ko dikhane ke liye hi sahi Mujhe university tak to padne diya.Ilm haseel karne ka haq Mujhse nahi china.
Anila:Tayar ho tum?
Meerab:Ek qaid se chutke dusre qaid mein jane ke liye Bilkul tayar hu mein.Lekin ammi ek baat maine than liya hai.
Anila:kiya?
Meerab:Agar meri bhi beti hui Aur woh admi uski shakal dekhna bhi gawara na kare to mein use chodke kahin Aur chali jaungi apni beti ke sath.Apni beti ki kismat mein aapne jaisa banne nahi dungi.Aur na woh aziyat se use guzarne dungi jo pura Bachpan maine guzara hai.
Anila:Aaj ke din aise nahi sochte.Khuda pe Yakeen rakho.Chalo niche.Sab Tumhare muntazir hai.

Anila put long veil on her face and take her the wedding venue.

Her parents make her sit on the stage.Meerab feels irritated to see her father's act to being nice.

Meerab looks at the man who sit opposite of her.Is he looks at her?Maybe not.Why this man is always serious?

Qazi Sahab started the niqah.When he asked Meerab's permission,she takes little bit time and then gives the permission.

Murtasim immediately said Qubool after asking him.

Niqah ceremony done.

Azad looks at them and said in himself;

"Jo Tujhe chaha nahi
Kabhi apne rab se manga nahi
Use mil gaya aaj tu muft mein."

After the dinner,Salma khanam insisted that they have to leave now.They should done the ruksati as soon as possible.

After the ruksati,Meerab entered the Khan haveli.

Its looks like the home of her own.Who knows this environment will be just like that.

Salma khanam make Meerab in the lounge area.Murtasim said;

Murtasim:Maa jaruri kam se bahar jaa raha hu.
Salma:Abhi is waqt?Biwi ko chod ke koi jata hai bhala.
Murtasim:Kam bohot jaruri hai Maa.Samajne ki koshish kijiye.Mein jaldi lautne ki koshish karunga.

Murtasim takes his turban and left from the home.

Why Meerab feels bad after his departure she don't know.

Then someone comes to her and said;

"Bhai chale gaye to kiya hua mein hu na aap ko entertainment karne ke liye."

Meerab doesn't know him.

"Mujhe nahi pehchana bhabi.Mein Hadi hu aap ka ek lauta Devar."

Meerab greetings to him.

Anwar khan comes and said;

Anwar:Yeh mera beta hai Hadi.Shaadi mein Shayed pehchan nahi hui.
Hadi:Aab to baba puri Zindegi hai jaan pehchanne ke liye.Dekhe Bhabi aap ka jo shohar hai Aur humare bhai hujur.Kafi boring kisam ke insaan hai.Aap unke sath humesha bore hi hote rahenge.Is liye agar dil behlane ki zarorat ho to mujhe bata dena Entertainment ke liye humesha hajir rahunga.
Salma khanam:Iski baat ka bura nahi mano beta.Mazak karne ki adat hai ise.
Hadi:Mazak kyun nahi karunga Maa begum.Bhabi se mera mazak ka hi to rishtan hai.
Bura to nahi manenge na Bhabi?
Meerab:Nahi.
Salma khanam:Bohot ho gaya mazak.Aab Bhabi ko kamre mein jake aram karne do.Mariyaam jau beta andar leke bhabi ko.Aur Haya kaha hai?
Mariyaam:Maa uski sad mein dard hai to aram kar rahi hai.
Salma khanam:Thik hai mein dekh aati hu.Tum leke jau beta.
Mariyaam:Chale bhabi.

Mariyaam takes Meerab to Murtasim's room and said;

Mariyaam:Yeh hai Bhabi aap ka kamra.Bhai kafi boring hai is Liye unka kamra bhi waisa hi hai.Maa ne kafi koshish ki kamre ki design change karne ki Lekin unhe changes nahi pasand.Is liye kamre mein hath tak kisi ko lagane nahi diya.Lekin aab aap aa gaye ho na to apni hisab se change kar lena.Aap aram kare mein aati hu.Akele dar to nahi lagega?
Meerab:Mujhe akele dar nahi lagta hai.
Mariyaam:Kafi himmatwali hai aap.
Meerab:Log kehte hai.
Mariyaam:Kisi chij ki zarorat ho to mujhe awaz de dena.Chalte hai.

Mariyaam left from the room.

Meerab looks at the Room and thinks about Murtasim.Don't know how will be his nature.What if he wants his right tonight?Will he asked her consent?No man doesn't care about women's consent.They will do what they wants.They didn't care about anything.Murtasim will be same to same.He will come and snatch his right.He doesn't care about Meerab.

Author's note:Need your feedback.

𝙈𝙀𝙍𝙀 𝙆𝙃𝘼𝙒𝘽𝙊 𝙆𝙊 𝙍𝘼𝙉𝙂 𝘿𝙀Where stories live. Discover now