END

1.5K 77 15
                                    

5 years later.

Meerab comb Meesam's hair and said;

Meerab:Beta aap ki best friend kon hai?
Meesam:Aap mama.
Meerab:To thik hai mama jo aap ko bolegi woh dyan se sunna.Ok?
Meesam:Ok.
Meerab:Agar aap ko kabhi koi bad touched kare...
Meesam:Bad touch kiya hota hai mama?
Meerab:Bad touch hota hai galat tarike se ya galat jaga koi touch kare Aur aap ko zara bhi Accha na lage woh.Agar koi aap ke sath aisa kuch kare to aap khud ko kisi safe jaga pe lee jana.Agar by any chance safe jaga pe na jaa sako to itne shor machana ke log sun paye.Agar shor bhi na macha pao to mama aap ko sikhaige us insaan ki kaha hit karna hai.Ok?
Meesam:Ok.
Meerab:Sab se important kabhi bhi koi baat mama se yaa baba se maat chupana.Kuch bhi ho jai to darna maat.Humesha yaad rakhna mama baba hai sath.Unhe kuch bhi bologe to woh tum par gussa nahi karenge.
Meesam:Ok Mama.Aab mein khelne jau?
Meerab:Ok jau.

Meesam left from there and Murtasim entered the room.

Murtasim:Beti ko samjha diya?
Meerab:Haa.Beti ki maa hu na to ek maan mein khauf sa hai ke kiya pata kab kon darinda uske masomiyat chinle.Use pata hona chahiye kon pyar jata raha hai Aur kon hawas.Abhi pata na ho to use samaj nahi ayegi kon kya irade se qarib aa raha hai.
Murtasim:Use samjhane ke sath sath hume bhi careful rehna hoga.Aur Meesam ki aitbaar jitna hoga ta ki woh koi bhi baat hume bejhijak keh sake.
Meerab:Sahi keh rahe hai aap.Waise mangni ki sare tayari ho gayi?
Murtasim:Behen ki magni hai kaise tayari pura na hoga.Bohot khush hu mein Meerab.Finally Haya ne move on kiya.
Meerab:Itna asan nahi hai jo bhi hua uske baad kisi par bharosa karna Aur aapni dar se ladna.Haya bohot himmatwali hai.
Murtasim:Uske andar himmat aap ne hi to paida ki thi.Agar aap nahi hoti to Shayed hume kabhi pata bhi na chalta uske sath apne hi ghar mein kiya kiya zaidti ho raha tha.
Meerab:Sach tha to ekdin samne aana hi tha.Khuda ko yehi manjur tha ke wasila mein banu.
Murtasim:Azad ka bhi bohot hath hai is mein.Apni dosti se Haya ke maan se mard ke taraf jo beyakini Aur khauf tha woh dur kiya.Phir dil ke baat batane ke baad uske haa ke liye 3 saal intezar kiya.Mohabbat ke aad mein bhi kabhi koi Baittamizi nahi ki uske sath.Sahi maino mein uska ihteram kiya.
Meerab:Haya ki mohabbat se mili himmat ke wajah se hi to jo apni walid ke samne kuch bhi bolne se unki jaban ladkhadata tha woh bhi chale gaye.Aur pehli baar apni mohabbat ko apna banane ke liye apne walid se bhi lade.Sach Mein Azad bhai hi hai Haya ke liye sab se deserving partner.
Murtasim:They both are made for each other.Just like us.I love you.
Meerab:I love you too.

Murtasim hugs her.

8 years later.

Meesam turned 14 years.Meerab and Murtasim coming to her school for the annual day function.

Meerab sees Her different expression and said;

Meerab:Koi pareshaani hai kya beta?
Meesam:Mama agar koi galat kare uske khilaf awaz uthani chahiye na?
Meerab:Ha jarur.Agar galat ke khilaf awaz nahi uthaoge to zurm band kaise hoga.Muzrim kabhi benaqab nahi ho payega beta.
Meesam:Aap ne sahi kaha.

Meesam looks at the stage and go towards it.

Murtasim asked;

Murtasim:Meesam ko kiya hua hai?
Meerab:Pata nahi.

She goes the stage and tightly slap the one of her teacher.

Everyone shocked and surprised by her action.

She takes the microphone and said;

Meesam:Maine jo kiya iske liye Mujhe koi afsos nahi.Kyun ki mere mama baba ne Bachpan se Mujhe sikhaya hai ke humesha zurm ke khilaf awaz uthane chahiye.Aaj maine thapad apni teacher ko nahi balki ek dharinde ko mara hai.Jo apni beti jaisi student par ganda nazar dalta hai.Jis par nazar par jai Unhe jaanbuj kar fail karwata hai.Unhe apni cabin bulake unki faida lutne ki koshish karta hai.Isne meri dost Shiza ke sath bhi aisa ganda kam karne ki koshish kiya tha.Woh to khud ko bacha liya Lekin tum nahi bachoge teacher.
Teacher:Yeh jhoth hai.Mujh par yeh bohtan hai.Maine Kuch nahi kiya.

Meerab And murtasim looks at her with proud eyes.

Then some group of girls come to the stage and beat him badly.They give statements against him and prove that how he always try to abuse them.

School authorities expelled the teachers and hand over him to the police.

School principal and other stuff praise the bravery of Meesam.

Principal:Itni himmat kaha se aayi tumhare andar.
Meesam:Mama baba se.Unhone humesha Mujhe galat ke khilaf awaz uthana sikhaya hai.Baba bolte hai jab koi abuse hota hai usme kabhi victim ki Galti nahi hoti.Galti abuser ki gandi soch ki hai.Agar mein chup raho to uske himmat aur badegi.Sir agar muzrim ki himmat bad jaye to galat hona band to nahi hoga.Is liye aaj maine yeh soch ke bhi awaz uthai agar kisi ke zehen mein bhi kisi ke sath galat karne ke khayal bhi aay to use aaj ke din yaad karke woh karna bhul jayega.Aur victim ki dil mein himmat badane taki  woh apni khilaf galat hone pe awaz utha sake.
Principal:Salute to your parents jo tumhe sahi tarbiyat diya hai.Aise mamlo mein chup rehne se bajai awaz uthana sikhaya hai.

Then Meerab and Murtasim comes to stage.Murtasim kissed on Meesam's forehead and said;

Murtasim:Aaj jab tumne yeh qadam uthai to mujhe tumhare andar apni maa ki parchai nazar aaya.
Meerab:Maa ki beti jo hai.
Meesam:Mein to apni mama baba dono ki beti hu.

Meesam hugs her parents and they both kissed her.
                                    
                                  THE END

Author's note:The purpose behind the wrote this story to highlight the sensitive topic like abuse.Because in our society everyone blame the victim and they lived whole life in a miserable condition.And the abuser who should punished,he roaming around freely.Because victim family wants their daughter remained silent so that their so called prestige get secured.But I think victim should raise her voice for herself so that Abuser got his deserving punishment.

𝙈𝙀𝙍𝙀 𝙆𝙃𝘼𝙒𝘽𝙊 𝙆𝙊 𝙍𝘼𝙉𝙂 𝘿𝙀Where stories live. Discover now