In the next day.
Meerab heard someone reciting Quran in a sweet voice.
Meerab gets mesmerised and listening to his enchanting voice.
Murtasim complete his recitation and Meerab gets up from the bed.
Murtasim:As Salamu Alaikum.
Meerab:Walaikum As Salam.
Murtasim:Thik hai aap?Raat ko meri wajah se koi masla to nahi hui.
Meerab:Bilkul nahi.Mujhe koi masla nahi hui.Main namaz par leti hu.
Murtasim:Maine aap ko jaanbuj ke nahi jagai.Kiya pata aap padenge yaa nahi.Mein aap se puch ke koi awkward situation mein dalna Bilkul munasib nahi samjha.
Meerab:It's ok.Aap har din aise subhe subhe uth jate hai?
Murtasim:Ji hum fazar pe uthke masjid jate hai.Quran ki tilawat se hi apne din ki shuruwat karte hai.Aise din shuru karne se pura din bohot Accha jata hai.Yeh maine experience kiya hai.
Meerab:Aap bohot acche insaan hai.Sach kahu maine kabhi aise mard nahi dekhe.Aur mera manna hai jo log Allah se khaufzada hote hai woh dusre ke sath bure nahi kar sakte.
Murtasim:Allah se khaufzada hone se jyada unse behad mohabbat karta hu.Is liye Hukm manne ki koshish karta hu.Shaitan ki behkave mein aake nahi maan pate Allah Mujhe maf kare gaflat ke liye.Namaz parle Phir niche chalenge ekhatte.
Meerab:Ji thik hai.Meerab goes to freshen up.Meerab complete her prayer and go to downstairs with Murtasim.
She meets Salma khanam in the lounge area and she sits alone with some women.
Murtasim:As Salamu Alaikum.
Meerab:As Salamu Alaikum.
Salma:Walaikum As Salam.Khush raho dono.Lo bhai yeh hai meri bahu Aur murtasim ki biwi.
Woman:Malik ki beti hai.Waise khanam beti ko sath mein diya kiya hai.Suna hai bade rahis hai to chij bhi kimti di hogi.
Murtasim:Ji ha diya hai Sab se kimti tohfa apni beti.Inse jyada koi chij itni kimti nahi hogi Aur nahi Mujhe chahiye.Ummed karta hu aise Fazool Bakwas dobara kisi ghar mein jake nahi kahenge jab ghar mein nayi bahu aay.
Woman:Hum to bas aise hi puch liya.
Murtasim:Phir kabhi maat puchiyega.Sunnewalo ko takleef hoti hai.Meerab looks at him and thinks this is the first time a man spoke for her.
Salma:Jau beta tayar ho jau.Yaad hai na aaj tumhari gadde nashini ki rasm ada karni hai.
Murtasim:Ji maa.Murtasim holds her hand and takes her the room.
Murtasim getting ready and said to Meerab;
"Zara mera coat pakdana."
Meerab gives his coat and Murtasim said;
Murtasim:Agar mein kahu Mujhe yeh coat aap ki hath pehenni hai to kya aap ko koi aitraaz hoga.
Meerab:Nahi to.Meerab wears him and said;
Meerab:Aaj aap ki sad pagri pehnake yeh elan kiya jayega ki aap aab yaha ki gadde nashin hai?
Murtasim:Ji haa aisa hi hoga.
Meerab:Kafi bada zimmedari hai waise.
Murtasim:Sath aap ka raha na to yeh badi zimmedari bhi hum nibhahi lenge.Agar mein kabhi koi faisla karte waqt bhatak jau to mujhe samhal lena.
Meerab:Mujhe yeh sab ki samaj thodi hai.
Murtasim:Lekin zimmedari to aap pe bhi ayegi.Gadde nashin ki biwi bhi koi aam ladki nahi hoti.Mein hukmrani bahar karunga Aur aap andar.Yaha ki sare khwatin ki zimmedari aap pe hogi.Unke maslo ko haal karna unka khayal rakhna etc etc.
Meerab:Mujhse nahi hoga.
Murtasim:Ho jayega.Aab tak yeh sab Kuch maa ne samhale the aab aap ki badi.Fiqr nahi kare maa hai na woh aap ko sab sikha denge.Maa ke bade mein ek baat kahu.
Meerab:Bole.
Murtasim:Woh Bilkul Nariyel ki tarha hai.Bahar se sakht hai Aur andar se naram.Woh aap se bohot pyar karegi.Aur karegi bhi kyun nahi aap pasand hai unki.
Meerab:Aur aap ki?
Murtasim:Agar dil mein haa nahi hota to zuban pe Qubool lafz kabhi nahi aata.I hope aap ko mera jawab mil gaya.Meerab smiles.
Murtasim:Tayar hai to niche chale.
Meerab:Ji.Meerab put her dupatta on her head and goes with Murtasim.
Meerab sees her entire family there.She ignore her Father and uncle but meet with the other family members of her.
She feels irritated to see her father and uncle extra sweet behaviour towards Murtasim.She knows behind the sweetness they have their own motives.Such a selfish people they are.
Azad comes to her and said;
Azad:Kaisi ho?
Meerab:Bohot acchi.
Azad:Woh to tumhari chehre ki chamak se hi pata chal raha hai.Murtasim thik to hai na tumhare sath?
Meerab:Murtasim se milke pata hai Mujhe kaisa mehsos ho rahe hai Azad bhai.
Azad:Kaisa?
Meerab:Jaise lambe safar ke baad thake hui kisi musafir ko ghar milne jaise sukoon milta hai Bilkul waise.
Azad:Khushiyan to tumne milni hi thi.Apne ghar mein bohot Kuch saha hai tumne.Aab bas khush hone ki badi hai.Mein bhi humesha apne rab se tumhari khushiyon ko dua mangi hai.Khush raho humesha.Aur tumhari chehre pe udasi nahi khushiyan jyada jasta hai.Meerab smiles and Azad is delighted to see finally Meerab gets her happiness.
The ritual gets started and Anwar khan put the turban on Murtasim head and declared the new Gadde nashin of here.
Meerab looks at him then Hadi comes and said;
Hadi:Bhai ke sath sath sab kuch ki bagdor bhi aab aap ke hath bhi aa gaye hai.Humari hasi mazak ko khata samjhke hume saza maat dena Bhabi begum.Hum nadan hai to nadani se kabhi kuch keh bhi de to aap bada dil karke khatawar ki qusoor baksh dijiyega.
Meerab laughed to hear his talk.
Meerab:Aap bhi kamal hai Hadi bhai.
Hadi:Kya kare do din ki Zindegi hai hasi mazak se hi guzar lete hai.Author's note:Thank you Thank you for loving the character of Murtasim.I deliberately didn't disclose his character before just to surprise you.
YOU ARE READING
𝙈𝙀𝙍𝙀 𝙆𝙃𝘼𝙒𝘽𝙊 𝙆𝙊 𝙍𝘼𝙉𝙂 𝘿𝙀
FanfictionCharacter from the drama but plot belongs to me Ranking on #1 out of 1000 stories of Pakistan.