Sangeet (Part 2)

700 112 34
                                    

"Woh finally after these beautiful and energetic performance hehe mein apni tareef khud hi karta hu khair wo chode lekin ab baari hai ek bohot hi pyaari si special performance ki jo ready kari hai hamari bride ki family ne please give a big round of applause for them" Abhishek said and left the stage. Suddenly all light went off. Shehnaaz hold Sidharth's hand tightly in fear.

"Shhh relax mein hu na" he hold her tightly when suddenly some of her childhood picture appear on screen.

"Shehnaaz naam se hi sharaft jhalakti hai lekin jitni iske chehre se sharaft jhalakti hai utni hi ye shararti hai lekin hum sab ki ladli hai" vivaan said.

Pyari si ik behna meri,

Har lamha tere sang rehna hai

Ik dor se bandhi tune khushiyan,

Yeh rishta hamesha nibhana hai

"Raksha bandhan par hamesha luta hai isne mujhe lekin kabhi kisi cheez ki zid nahi kari jo meine diya wo hamesha pyaar se expect kiya, kabhi socha nahi tha ki tere is duniya par aane me mein itna khush honga socha tha tu aayegi to pyaar bat jayega sab undivided pyaar tujhe hi milega jo hua bhi but usme bhi mujhe khushi hi hui pata hai kiu kiuki tune jab meri pehli baar meri ungli thami thi na tabhi soch liya tha ki tujhe hamesha khush rakhunga chahe kuch bhi ho jaaye" Some more pictures from there childhood appear on the projector. Shehnaaz cry while biting her lip. Everyone have tears in their eyes.

O behna meri, tu nanhi si,

Tere aane se gul chahek utha

Tu pyari si ik gudiya hai,

Phoolon ki mehak,

khushboo ki tarah

"Teri ye pyaari si smile ke liye mummy se daant khata tha kiuki kaand tu karti thi lekin fhasta mein tha lekin uska bhi alag hi maza tha kiuki us daant ke badle teri smile dekhne milti thi tere aasu behne se rukte the i may sound weird but tere aasu bohot keemti hai meri jaan".

O behna meri, muskan teri,

Sath rango se bhi nyari hai

Feeka na pade kabhi rang tera,

Tu sabki laad dulari hai

Teri khushiyan ban main jeewan,

Tere aansu sab main peevan,

Itni si hai dil ki aarzoo...

"Tu to chali jaayegi na tere kamre par ab sirf mera haq hoga khush hone ka moka hai lekin dukh zyda ho raha hai yaar kya karu, behen hai tu meri, meri galtiyo par hamesha tune parda daala hai, mummy ki daant se bachaya hai tune aur fasaya bhi hai lekin tera aur mera rishta jo hai wo kisi aur se kabhi nahi ho payega, jab bhi kuch share karna hota tha dor kar tere pass aati thi because i know tu kabhi mujhe judge nahi karegi aur hamesha ek acha rasta hi dikhayegi" kanchan said

Je tu hasdi main khil jawan,

Jad rondi tenu behlawa,

Itni si hai dil ki aarzoo

Ho Ho..., Ho Ho Ho Ho....

O behna meri,

tu hasti rahe,

Teri aankh ghadi bhar namn na ho
Tu jaan meri aur maan mera,

Teri laad dulari kam na ho

Mohabbat - The Tale Of Love (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें