Chapter 3

526 16 3
                                    

I woke up early today and went to my sister 's room to greet her knowing her she has probably woke up . While going to her sisters room she saw her father .
Dropanya : parnipat pitashree aap kushal to hey na . Aap kuch bayakul partit horayhe .
Draupad : muje tume aapni koi baat batha ne ki koi aabashyakta nahi hei . Chali jau mere netro se dur . After saying that draupad went to the sabha .
Dropanya : pitashree aapka prem to mai pakehi rahungi .
She saw her sister draupadhi coming towards her .
Dropanya : parnipat jiji .
Draupadhi : pranipat choti kesi ho . Kuch hua hai kya . Draupadhi asked being worried
Dropanya : nahi jiji kuch hua nahi hai . Chali ye na jiji shikandhini or bharata dristadhyum khadak paratiyogita karrahe hai . Mai tou aapko lene anewali thiki aap agai .
Draupadhi : acha thik hai chalo . Kitna anadh ayega na .
Dropanya : han jiji han .
They reached the training ground and saw both of the warriors ready with their swords.
Shikandhini : dhyan se anuj kahi tumeh agar koi chati pounchi tou pitashree muje kshama nahi karenge .
Drishtadhyum : chinta hin ho k mere saath ahvyaas kijiye jiji .
Dropanya : aapko kya lagta hai ki kon jiteyga .
Droupadhi : muje lagta hai ki jiji jityengi .
Dropanya : kyun aapko aisa kyun lagta hai .
Droupadhi : kyun ki jiji yek yodha hai or uneh tou barso ka abvyaas bhi hai . Or dusri taraf bharata dristadhyum hamare saath hi janme hai . Kitne din huhe hai hame janme .
Dropanya : dou din .

After shikandini won the game they went to were practicing more and more seeing that the yagyeseni's decided to go to the garden . While going they went from the sabha hall . Where they could clearly hear thier father talk .

Draupad : hame aab hamse china gaya rajya hame puneh haasil karna hoga . Hame paanchal ki taraf aakramand karna chahiye .
Mantri : parantu maharaj hamari sena abhi itni takatwar nahi he ki ham uttar panchaal ki taraf aakramand karsake .

Senapati : hah maharaj uttar paanchal ke raja aab dronacharya putra aswatthama hai . Or uttar paanchal aab kuru kumar duryodhan ke adhin hai .

Mantri 2 : ji maharaj agar ham yedi hamla karte hai to hamara hi nukshan hoga .

Draupad : kyun hamara kyun nukshan hoga mantri ji . Kya mujhe mere aapman k partishot lene ka aadhikar nahi .

Mantri 3 : yesi baat nahi he maharaj parantu agar ham aakramand kartehai tou hame kuru kumaro se yudh karna padhega or unki sena bhisahal kaye hai .

Droupad : kuru rajkumaro se bhevit honeki kya aabashyakta hai . Unhe tou maine yudh me haradiya tha .

Mantri : haan maharaj parantu abhi tou agar hamne yudh kiya tou kebal kuru rajkurmaro sehi nahi balki angraj karn se bhi yudh karna padega or iss me aapke paradoh pe bhi sangkat aasahkta hai .

Listening to this both of the rajkumaris barged into the sabha fearing for the life of their father .

Droupadi : pitashree haam aapko ye yudh karne nahi de sakte .

Dropanya : haan pitashree ye yudh agar aapke or bharata shree k paradoh par sangkat ka karand banega to ye haam kadhapi hone nahi denge .

Droupad : TUM DONO KI HIMMAT KAISE HUI MERE RAJ SABHA MEI AAKE MUJSE ISS PARAKAR BAAT KARNE KI . MUJE KYA KARNA CHAHIYE KYA NAHI KARNA CHAHIYE YE TUM DONO SIKHAOGI .

Draupadi: nahi pitashree haam aapko kuch sikhanae ki chesta nahi kar rahe hai parantu ham dono aapke paraano k liye chintith hai .

Dropanya : haan pitashree .

Droupad : mujhe tumahari athwa tumhari chinta ki koi aawashykta nahi hai . Chali jao meri netro k samne se .

Dropanya : pitashree aap hamse sadhev hi iss parakar baat kyun karte hai . Kya ham aapki putriya nahi hai kya .

Droupad: tumhari himmat kaise hui mujse uche sur mei baat karne ki . Iss ki saja k roop mei mei tumhe or tumhari iss behen ko rajya se barishkar karta hu . Dubara laut k maat aana yaha .

Hearing this whole courtroom was silent how could a father have this much of bitterness towards his daughters who didn't did anything to him .

Both of the princess were sitting on a rock far away from their fathers palace .

Dropanya : kshama kijiye jiji meri wajha se aapko bhi yaha aana padha . Agar mei aapne mukh ko bandh rak-

Draupadi : shaant ho jao ,tum meri behen ho Dropnaya mujhe. Kuch bura nahi laga kyun ki tum ne satya hi tou kaha hey na .

Dropnaya: paranthu jiji mere kaaran pitashree ne aapko bhi barishkaar kardiya .

Draupadi: koi baat nahi hum dono jahan bhi jayengi saath mei hi jayengi .

Dropanya : bachan dijiye .

Draupadi: bachan diya .

Both were giggling when suddenly.

Someone : oi tum dono yaha kya karrahi ho .
Both of the girls looked at him .

Draupadi: haam yaha kya karrahe hai isse tumhe kya .

Dropanya : haan hamse parsna puchne se purv aapna parichaya do kon ho tum .

Someone : aab mai tumhe kya hi parchaya du aapna . Koi mujhe kahna khete hai tou koi mujhe gopal kise k liye mai krishna tou kisi k liye murlidhar par mujhe mere mitra madhav khete hai . Par tum dono mujhe dawarkadheesh athawa panchal naresh bhi khysakti ho .

Draupadi: panchaal naresh or tum .
Krishna : haan mai kyun

Dropanya : paranthu tum paanchal naresh kaise ho sakte ho wo to maharaj droupad hai .

Krishna : hai nahi thehy aab mai hu paanchal naresh .

Dropnaya: kaise tumhe uskeliye to unse yudh karke unhe parajit karna padhega .

Krishna : haan tou mai unse yudh karke unhe parajit karke paanchal naresh baanney aaya hu .

Draupadi: kya tum aakele yudh karoge .

Krishna : haan oh ho tum dono mera samay berhth karrahi hou . Baise tumhe dekh ke aisa paratit hora hai ki tum rajkumari ho paanchal ki . Aab mai paanchal ka raja hu isiliye tum wo wastra mujhe swap dena .

After saying that krishna moved his chariot towards the direction of the palace . Both of the princesses got worried for the safety of their father .

This much for today hope you like it of you did don't forget to comment and vote .

Peace out ✌️

Another pandavpriya Where stories live. Discover now