Chapter 8

331 16 8
                                    

It is almost the end of week both of the princess were excited and sad at the same time cause they will have to leave their family after the sowayambar. Only two days were remaining for the sowayambar.

Hey it's just the remainder to imagine the story as i am . So you won't have to be confused 😕.

Droupad : putriyo kaal tumhara sowayambar hai isiliye pratha anusaar tum dono ko shiv mandir jake puja karni hogi .

Draupadi: abasya pitashree mei abhi paanchala ko leke mandir ki or prasthan karti hun .

Draupadi went from there and droupad was left with his running thoughts thinking of the future of his daughters. Just then krishna entered his room .

Krishna: kya hua maharaj aap kuch dukhi pratith horahe hai .

Droupad: haan vasudev . Meri putriyo ka sowayambar hai kaal . Abhi k liye tou meri putriya yaha hai par kaal nahi houngi . Meri putriyo k saath ye yek warsh kis prakar bitgaye gyat hi nahi hua .

Krishna: aap tou nirsah lagtahe hai maharaj aapko tou khush hona chahiye ki aapki putriyo ka bibha hone jaraha hai .

Droupad: mei khush hun vasudev ki meri putriyo ka bibha hone jaraha hai parantu ye tou aap bhi jaante hai ki yek pita k liye uski santano se adhik kuch nahi hota . Purva mei mene meri putriyo ko swikar nahi kiya or devtayo se unkeliye jeewan bhar ka kasht manga . Jiskaran mujhe yeh bhye hai ki kahai meri putriyo k jeewan mei kuch anist nahojaye .

Krishna went silent hearing the last sentence of droupad. How would he tell a father that his children are born to bear only pain in this life and that they will have to wait a lot of years to have a happy life which will be filled with guilt for them .

In dropanya's room .

Our dear paanchala was sitting on the window looking outside where see could clearly see the busy market . And was lost in the thoughts. When Draupadi entered.

Draupadi: paanchala chalo . Hame shiv mandir jaake puja karni hai .

Draupadi said but realized that paanchala was not in her sense she was lost only govind knows where .

Draupadi: paanchala , paanchala .
She called but received no response. She went near her and put her hand on dropanya's shoulder.

Draupadi: paanchala .

Dropanya flinched and looked at Draupadi with shock.

Dropanya : jiji aap kab aai yaha pe .

Draupadi: mei tumhe kabse pukar rahi thi tum suni nahi rahi thi . Kya soch rahi thi tum .

Dropanya : wahi na jiji ki hamara bibha hojauega kaal woh bhi yek hi bhyakti se . Hame pitashree ka ghar chodke kissi or ke ghar jana padhega .

Draupadi: bibha k paschyat yek istri ko apne pita ghar chodna hi padhta he paanchala . Tum dhukhi mat hou ham dono sath hi tou hongi na .

Dropanya : waysi baat nahi hai jiji . Kahi hamare bich mei patni dharma ko nibhane k madye koi karanwash madhbhed utpan hogai tou .

Krishna: tou use milke sudhar ne ki samta tou tum dono mei hey na sakhiyo.

Draupadi: haan paanchala govind uchhit kheyrahe hai . Agar yesha hou narayan kare ki yesha nahou paranthu kisi karanwash yesha hogaya tou haam dono use milke sudhar lenge athwa yeshi isthiti utpan hi nahou iskliye ham apna apna karya baatlengi .

Krishna: hmm yeh you aatyant hi subh bichar hai sakhi . Tumhara kya bichar hai sakhi .

Dropanya : uttam bichar hai .

Krishna: aab chalo mei tum dono ko yeh batane aaya tha ki tum dono ko shiv mandir jana hai apne bibha ko sadhev hi sanghkat se mukth karne k liye puja karni hai .

Krishna said with a mischievous smile and both of the princess went from the room .
Krishna pov

Mei tumse milne k liye aatur hun parth . Asa hai ki tum bhi hogya .

Meanwhile somewhere in paanchal .

Yudhisthir : hame kadachit yaha pe isthan khojna chahiye .

Sahadev: uchhit hai jyesth.

Bheem : waha pe kisi se puchte hai ki yaha koi rehne k liye and sthan hai ya nahi .

Arjun : chqliye jyesth.

Nakul : aaiye mata .

Yudhisthir : pranipat bujurk mahodaya .

Pot maker : parnipat bharamin devta . Kahiye mai kya sewa karu aapki .

Kunti : ji hame yaha pe rukne k liye dharamsala ki aabashyakta hai .

Bheem : isiliye mahodaya aap bataiye ki hame kaha dharamsala milegi .

Pot maker : kshama kijiye bharamin dev parantu aapko yaha pe koi bhi dharamsala nahi milegi .

Arjun : kyun . Mahodaya hame yaha pe koi dharamsala nahi milegi .

Pot maker : kyun ki yaha ki rajkumariyo ka sowayambar hai jis kaaran saare k saare dharamsala bhari pari hai .

Nakul : kiska sowayambar rajkumari shikandini ka .

Pot maker : nahi aapko gyat nahi kya bharamin devta hamare rajya mei kebal yek rajkumari nahin apitu teen rajumarya hai .

Sahadev: teen paanchal naresh ki dou our putriya kahase aagyai .

Pot maker : maharaj ne yek bishal yagya kiya tha jiske fal sorup unhe yek putra hua or dou putriya .

Kunti : agni se janme putra or putriya. Adhbhut .

Pot maker : haan woh agni suta hai . Aryavart ki sabse sundar istriya hai . Jitni sundar woh dono hai utni hi dayalu bhi hai .

Yudhisthir: tou kya hame yaha par koi dharamsala nahi milsakti .

Pot maker : nahi paranthu aap mere kutiya mei rehsakte hai . Mere paas aapko dene k liye yehi yek niwas or dou samaya ka bhojan hi hai .

Bheem : dhanyawadh mahodaya.

Arjun : aapke iss upkar ke baadle haam aapki kya sewa kare .

Pot maker : aap ko kuch karni ki aabashyakta nahi hai bharamin dev .

Nakul : nahi kahiye haam aapki kya sewa kare .

Pot maker : aap sabh tou atithi hai or atithi do bhagwan ka roop hote hai . Mei bhagwan se koi karyeh kse karwaun .

Sahadev : aap ne hame yaha rehne de kar hampar upkar kiya hai . Aap kebal aadesh dijiye haam aapka woh karya kardenge .

Kunti : aap mere putroyon ko koi karya dijiye mahaodaya aapki sahayata hojayegi .

Pot maker : uchhit hai devi . Mei budah hochuka hun isiliye mei matkeh bananekliye maati nahi layasakta . Or jise meine iss karya k liye rakha tha woh rogse garasht hai . Aap jaake  shiv mandir k pichye se maati layake dedijye .






In the next chap they are gonna meet excited 😜. Peace out ✌️

Another pandavpriya Where stories live. Discover now