Chapter 16

363 17 4
                                    

After some time .

Ved vyas : samjhne k prayash kijiye maharaj .

Droupad : mei kya samjhu prabhu . Meri putriyo k jeevan ka to annt nischit hai .

Krishna : maharaj aapki putriyo ko janam bishesh karye k liye hua hai or yeh bibha unki hi niyati hai .

Droupad : aap mujhe apne sabdho k jaal mei phasane ka prayatna larrahe hai vasudev .

Ved vyas : nahi maharaj... vasudev ney kaha ki yeh bibha unki niyati hai or niyati ko koi badal nahi sakta or iss bibha se aapki putriyo ko bhi koi ayetraj nahi hai .

The discussion went for some time and paandavs were silent . It won't be wrong to say that they were afraid about their future . After some time droupad agreed hesitantly cause no matter what a father can't think bad for his children.

Droupad : uc... h.. uchhit hai mei iss bibha kliye sajh hu . Paranthu mei meri putriyo se baat karna chahata hun .

Hearing this krishna and ved vyas were glad . So they all went towards the room where the sister were talking among themselves.

Dropanya : jiji kya jo haam karrahe hai woh uchhit hai ?

Draupadi : kyun paanchala tumhe aesa kyun paratit hota hai ki yeh anuchit hai ? Kya tumhe govind pe sandhya hai ?

Dropanya : nahi jiji kada pi nahi parantu iss karya se parishtihti itni bikat ho...

Draupadi : parishtihti kitni bhi bikat ho haam dono uska milkar samna karengi .

Dropanya : awashya jiji isme koi sandhey nahi . Or haam pandu putro ko bilagh hone bhi nahi desakti .

Draupadi: uchhit kaha paanchala .

Then they both hugged each other when droupad along with rishi ves vays , krishna and pandavs entered the room . Both sisters greeted every body .

Droupad : putriyo kya tumhe iss bibha se koi aapatti nahi .

Droupad asked with hopeful voice hoping that his daughters will say yes but it was exactly the opposite.

Dropanya : nahi pitashree .

Draupadi: haan pitashree hame iss bibha se koi bhi aapatti nahi hai .

Droupad: parantu yek bar punhe bichar karlo putriyo .

Dropanya : hamne soch kar hi nirnaya kiya hai pitashree. Asaha hai ki aap hamare iss nirnaya ka samman katenge .

Droupad : uchhit hai pitri mai tumhare iss nirnaya ka samman karta hun .

Ved vyas : tum dono ne uchhit nirnaya liya hai putriyo . Saubhagya bhati vhaba .

Ved vyas blessed droupad kanyas .

Krishna : tyo ham kal hi bibha karte hai . Kya khete hai maharaj .

Droupad: uchhit hai vasudev . Agar aap sabko koi aapatti naho to ...

He asked looking at kunti and paandavs .

Kunti : nahi maharaj hame koi aapatti nahi hai . Haam bibha kaal hi karenge .

Saying this they bid good night to each other and left the room . In the whole conversation paandavs , paanchala and paanchali didn't even looked at each other .

After some time ved vyas and maharaj also went from the room leaving krishna and princess completely alone.

Krishna : kya soch rahi ho sakhi .

Krishna asked noticing dropanya was staring at. The door . Draupadi also looked at dropanya . Dropanya flinched when she heard krishna's voice .

Dropanya : kuch bhi to nahi govind .

Krishna : ab apne sakha se jhoot bologi . Annuchit hai sakhi . Sakhi tum apni behen ko samjhao ki mujhse kuch nahi chupta .

Draupadi : paanchala kya hua ? Kis bichar mei khoi hui ho ?

Dropanya : jiji kal hamara anokha bibha hone wala hai jiske sakaratmak parinam se adhik mujhe nakaratmak parinam dikh rahe hai. . Sab kushal to hoga na ?

Dropanya asked Draupadi . Draupadi fell silent and was thinking indeed what they are going to do is not easy for any woman . But woman are meant to be strong right they have to face everything the society throws at them . It's not like they are going to be the only woman who are going to marry more than one man right . A man can marry as many woman as he please but a woman can't what a irony . They will be able to handle it right .

Krishna : oh ho sakhiyo in sabhki tum dono beyhart hi chinta karrahi ho .

Draupadi: paanchala uchhit to kehrahi hai govind kya ham dono iss jimmedari nibha payengi .

Dropanya : kya ham iss jimmedari nibhane ki yogya hai . Govind .

Krishna : sakhiyo jimmedari ussehi di jati hai jo usey nibhanek yogya ho . Agar tumhe yeh jimmedari ki parapti hui hey iska aarth yeh hai ki tum iss jimmedari nibhane ki yogya ho .

Draupadi: paranthu govind ....

Krishna : kintu parantu ka parashna nahi hai sakhiyo or tumhe apne govind pe apne sakha pe bishwash hai na... mei tum dono ko yeh wachan deta hun ki jabhi tumhe aesha pratit ho ki tumhare pass ab kuch sesh nahi raha tab
"Tumhara rakshan mei awashya karunga ".

Saying this krishna smiled seriously and the princess felt that he will fulfill his promise no matter how . They smiled feeling relieved.

Krishna : ab tum dono apne kaksh mei jao or bhiahram karo kal tumhare jeevan ka bishesh diwas hai . Pandav bharata tumhari pratikshya to abhise karrahe honge .

Krishna said mischievously teasing the princess and the princess went from their blushing and praying that everything shall be okay .

Back to krishna .

Krishna : tumhare iss jeevan mei itne kasht hai sakhiyo ki uski kalpana matra se ye jagat roh padhe ga . Tumhe lagta hoga ki tumhe kebal jeevan k kaade prapt honge parnatu tumhare jeevan mei pushph bhi hai jinki prapti k liye tumhe apna sampundh jeevan tapasya banani padhegi .

Krishna said with his eyes closed he was really sad about the future of his sakhis . But the least he can do is make them understand the path of dharma and make them come to the path of dharma .






Well this much for today don't know when will i update again but it is sure that i am not going to abandon this book . So yeah and i was not updating because i had my final exams and all the pressure you have and the tuition oufff .

Bye for mow and peace ✌️ out

Another pandavpriya Where stories live. Discover now