Chapter 9

352 17 10
                                    

Krishna : sakhiyo tum dono puja karlo tab tak mei yaha baajar se kuch layakye aata hun .

Draupadi: uchhit hai govind.

Dropanya : haan par sighra aana .

Dropanya amd Draupadi went inside the temple . They started to do their puja .
Draupadi: arey bel patra tou hai he nahi .

Dropanya : bel patra tou malini layake aani wali thi . Kaha hai woh .

Draupadi: mujhe gyat nahi . Paranthu kahin puja ka subh mahurat nachala kaye .

Dropanya : aap chintit naa hoiye jiji me abhi jake dhekti hun ki malini abhi tak kyun nahi aai .

Meanwhile

Bheem : arjun meine sun ki yaha mandir k uss taraf prasadh baata jaaraha hai isiliye mei waha jaake sabkeliye parasadh leta hun tab tak tum maati nikalo .

Arjun : paranthu bharata suni—Bharata bheem bhi na bhojan sunte hi kahi bhi chale jaate hai .

Saying this arjun started to dig mitti .

Dropanya : malini tum yaha par hou . Puja kliye bel patra kyun nahi laya—malini tum kusahal tou ho na .

Malini : nahi rajkumari mei khusahal hun paranthu .

Dropanya : paranthu kya hua .

Malini : mera sish mei atyant pidha horahi hai .

Dropanya: ayesa hai tou tum kuch dasiyo k saath mehel laut jaou . Or jaake rajvaidhya ko dikhao .

Malini : paranthu rajkumari mei aapki or rajkumari Draupadi ki mukhya daasi hun agar maharaj ko gyat hua tou woh mujpe kupit honge .

Dropanya : malini sabse jayadha mahattopundh swasth hota hai . Woh bel patra wali thaali mujhe dedo or tum mehel jaou mei or jiji pitashree se baat karlengi .

Malini : dhanyawadh rajkumari.

After taking the thali she went from their towards the temple where Draupadi was waiting for her.

Dropanya : mandir ke aagye tou bhid hai mei yaha se tou nahi japaungi . Pichhey k dwar se jaati hun .

While going from the back door of the mandhir she was busy adjusting the thali which contained flowers fruits and bel patra . And our dear arjun heard the sound of paayals and looked at the direction from where the sound was coming he was mesmerized seeing her that he didn't moved and they both collide with each other . Arjun quickly wrapped his arm around her waist to prevent her from falling.both were lost in each other's eyes 👀.
They broke the eye contact when the thali made contact with the ground.

Arjun : aap kushal tou hai na devi .

Dropanya : ji bhramandh devta mei kushal hun . Paranthu meri puja ki thali .

Arjun : ksahama kijiyega devi mere karandh —

Dropanya : nahi bheamandh dev aap kyun kshama maanghrahe hai . Bhul tou meri bhi thi tou kshama maagna tou mujhe bhi chahiye .

Arjun: koi baat nahi devi . Mei aapki sahayeta karta hun . Mei aapko iss brilsh se bel patra deta hun or uss pohdeye se phul deta hun .

Dropanya : dhanyawadh bhramandh dev .

After getting the help she went inside the temple happily and maybe a little confused. While pur dear narrattom was still mesmerized by her .

Dropanya : kya bhav utpan hua mere hiridhya mei unko dehek kar .

She saw Draupadi waiting for her inside.

Draupadi: kaha rehgai thi tum malini kaha hai .

Dropanya : malini ko kuch kushal nahi lagraha tha isiliye meine useh mehel bhejdiya or aate aate mei yek bharamin se takrah gai jiskarandh mere haat se thali girgai or unhone meri saaheyta ki tou kadachit thora blilam hogaya kshama jiji .

Draupadi smiled and said .
Koi baat nahi chalo ab ham sighra aapni puja samapt karte hai .

They did their puja and went outside the temple . They both sat on their palanquins. I don't what that is called so yeah . Dropanya had curtains of her palanquins closed so arjun couldn't see her but when Draupadi sat she saw him and they made eye contact both were mesmerized. After a while their palanquins started to move leaving a happy Draupadi and confused arjun .

Bheem : kya dhekrahe hou arjun .

Arjun: kuch nahi bharat bheem chaliye mata k pass chalte hai .

After a while the pandavs along with kunti were roaming around the market  when they saw Krishna.

Nakul : maata woh tou vasudev hai na .

Kunti: haan par woh yaha kya karraha hai .

Yudhisthir: sayadh vasudev rajkumariyo ke sowayambar mei aaue hou .

Arjun : madhav sowayambar mei .

Bheem : arjun dhire bolo kahi woh sun nale .

Sahadev : woh tou hamari or hi dhekh rahe hai mata .

Kunti : kahin woh hame pehenchan tou nahi jayegha na .

Yudhisthir: nahi mata aap chinta mat kijiye .

They were turning around to go from their but heard the voice of Krishna just behind them .

Krishna: pranipat bharamin devtao .

Pandavs: paranipat .

Krishna: pranipat bua .

Kunti : parani— bua
Kunti asked being shocked with paandavs .

Krishna: kshama kijiye devi mata aap bilkul meri bua jesi dikti hai isiliye kadachit meine aapko bua kehdiya .

Kunti: thik hai putra koi baat nahi hai .

Krishna: waise meine aapko kabhi yaha pe nahi dekha aap iss rajya k tou nahi lagte hai .

Yudhisthir: ji haam yaha se nahi hai .

Krishna: tou kaha se hai aap log .

Yudhisthir: haam sabh has—

Nakul : haste gaate jeewan k yatra pe chalne wale yatri hai or haam kaha se hai isska kya uttar dey haam aapko .

Krishna : acha aap sabh se wartalabh karke atyant khushi ki anubhati hui mei yaha meri sakhiyo k sowayambar kliye yaha aaya hun . Tou aap sabh bhi wahan abasya aaiyega bharatao , parnipat bua .

Saying this krishna went from there leaving pandavs scared that he might have recognized them . Then they all decided that they will stay i the forest of paanchal.

In the night time .

Arjun : kya tha woh anubhav .

In palace

Dropanya : kyun aisa laga jaise meine unhe purvah mei kahin dekha hai .

In other room .

Draupadi: meine aaj aapke darshan karhiliye kumar arjun .

In forest .
Arjun : yek hi din mei dou alag alag istriyo k liye yek hi prakar ka bhav kyun utpan hua mere man mei .

Dropanya's room .

Dropanya : adhbhut kyun paratit hua  unke  isparsh se .

Draupadi's room .

Draupadi: aap kal ayenge na arjun .


That night three hearts were restless one was feeling he was doing adharma by having feelings for two women on same day . One was confused why her heart was beating when she was with him while the other was worried if the one she desires will come to win her or not .





Guess this much for today what do you think will happen in the next chapter . I specifically wrote this chapter for siddhi siwar . Peace out ✌️

Another pandavpriya Where stories live. Discover now