Chapter 14

344 16 2
                                    

Droupad: asambhav .

Droupad shouted and shot  a arrow in front of the pandavs and everyone looked at him . He came down from the chariot and walked towards them .

Droupad : asambhav vasudev mei apni putriyo ko yeh durbhagya ki bhagidar nahi banne dunga .

Krishna: maharaj droupad aap in dono ki niyati nahi badal sakte samajhne ka prayash kijiye  .

Droupad : nahi mujhe kuch samjhna samjhana nahi hai vasudev aap tou meri putriyo ke sakha hai aap unhe iss prakar apne jeevan ko narg bananek liye prerit kyun karrahe hai .

Krishna: maharaj droupad mei inhe kuch karne k liye prerit nahi karraha hun apitu mei tou unhe kebal unke niyati unke bhagya mei jo hai wohi unhe dene ka karya karraha hun .

Droupad: mei aapka sammaan karta hun casudev paranthu iska arth ye nahi hai ki mei aapni putriyo ka sarwanash hote hue dekhlu .

Krishna: unka jeewan mei kebal sarwanash hai ye satya nahi hai maharaj aapki putriya sukh mei bhi rahengi .

Droupad : paranthh yeh adharma hai vasudev kisibhi isstri ka bibha paanch puruso se kese hosakta hai . Meri putriyo ka yesha bhagya kyun hai vasudev kyun ..

Krishna: aap soyam jante hai ki mei kadhabhi adharma ka saath nahi deta or innka yesa bhagya tou aap hine inke janam k samaya maangha tha bhul gaye  maharaj .

Droupd : mujhe kshama kardena putriyo mere karan tum dono ko yeh sabh sehena parega .

Droupad said with broken voice and looked at his daughters sadly how could he even asked something like this for his daughters what  type of father was he  why did he behave so rudely with his daughters when they were born he will feel guilty for asking pain for them for their entire life.

Draupadi: nahi pitaji yeh aapki bhul nahi hai aapko hamse ksahama maangne ki aabashyakta  nahi hai .

Dropanya : haan pitaji yeh sabh jo horaha hai ye isswar ki iccha se horah hai .

Droupad: nahi putriyo chahey jobhi hou mei tumhe iss adharma ka iss durbhagya ki bhagidari nahi hone dunga mei yeh bibha nahi hone dunga chalo  haam mehel wapas chalte hai  chalo putriyo chalo .

Droupad said hurriedly and dragged Draupadi and dropanya with him . But dropanya stopped walking and droupad and Draupadi went towards the chariot and climbed . Dropanya looked towards the paandavs with eyes that were screaming that she didn't wanted to go with her father and want and  but to stay with them  . Droupad noticed this  and he ordered dristadhyum to get dropanya to the chariot.

Dristadhyum: behen dropanya chalo sighra. Dropanya iss samaya pitashree korodh mei hai agar tum yehi rukjaogi tou kahi pitashree inka vadh nakarde chalo behen .

Dristadhyum said and gripped her hands and started to move towards the chariot while dropanya again looked confusedly towards the paandavs  and went towards the chariot .

They went from their . And it was silent for couple of minutes when kunti spoke .

Kunti : abh kya hoga putra .

Krishna : jo hona hai woh hokar rahe ga bua aap chinti mat hoiye .

Yudhisthir: vasudev maharaj froupad uchhit kherahe hai yeh adharma hi to hoga na .

Krishna: jeysth aap ko ro yeh gyaat hona chahiye na ki mei kabhi adharma ka paksh nahi leta .

Arjun : jeysth ucchit kehrahe hai madhav chahe ham manle tum manlo paranthu koi or nahi manega ki yeh dharma hai .

Krishna: parth kya tum mujhpar sandhye karrahe hou yeh ucchit nahi hai mei adharma  nahi  adharma karta hun or nahi uska saath deta hun paranthu agar mei yeh kehrahahun ki yeh bibha adharma nahi hai tou aap sahb mujpe  sandhye kyun karrahe hai .

They were talking when they heard a voice behind them .

Ved vyas : lagta hai meri yaha koi aabashyakta hi nahi thi .

All of them greeted him and said their troubles.

Ved vyas : vasudev kya aapne inhe nahi samjhya .

Krishna : nahi rishiwar mene inhe samjha ya paranthu yeh mera bishwash nahi karna chahate . Aap hi samjhaiye  .

After the clearance of the things all of the pandavs and kunti agreed to the marriage and were ready to share the princess of the paanchal .

Kunti : paranthu parabhu maharaj droupad ne tou iss bibha keliye apni aswikirti dedi hai abh...

Ved vyas : abhi maharaj droupad aap sabhka satya nahi jaante woh aapni putriyo ke bhabishya k liye chinti hai har pita ko apni putriyo k liye chinta hoti hai . Isiliye aap sabh mehel ki or prasthan kijiye or unhe aapne baaremei bataiye unhe yeh aaswasth kijiye ki aap unki putriyo ka khayal rakhenge .

Then they decided to go towards the palace and  made the king understand the situation and to give him their words that they will take care of his daughters well .

Well this much for today it's a little short one compared to other chapters. Thanks for the support and love you guys are giving to this book . I will update soon again .

Peace out ✌️

Another pandavpriya Where stories live. Discover now