Chapter 7

352 15 5
                                    

Dropanya : jiji shigrah kijiye govind aatehi honge .

Draupadi: haan haan chalo chalte hai .

Dropanya : jiji ab apko kya lagta hai ki hame kya sikhna chahiye .

Draupadi: kya sikhna chahiye. Bhojan banana aata hai , pujapath lagayat ghargherasti k sampundh karye tou aate hi hai na hame .

Dropanya : haan jiji parantu kuch our karya jaise . Shastra bidhya , chitra bidhya . Nirtya kala , athwa  sangeet kala .

Draupadi: tum tou ase kherahi ho jaise iss yek bars  mei hamne kuch hi nahi kiya . Yad hai sarbapratham hamne shstra bidhya sikni chahithi par uske kuch din paschyat ham unn shastra ko utha bhi nahi parayethe , phir hamne chitra bidhya sikhneka paryas kiya jismei tumhe safalta paraptha hui uske paschyat hamne nirtya kala sikhneka paryatna kiya parantu pitashree ne hamse kaha ki hame nirtya kala ki koi aabashyakta nahi hai , kebal sangeet kala hi yesi kala hai jo hamne abhi tak nahi kiya .

Dropanya : haan par aap tou janti hai na yeh kala sikhna kitna kathhin hota hai .

Draupadi: haan par tum yeh sahab kyun puch rahiho . Abhi tou govind aagya hai na .

Dropanya : haan jiji paranthu woh kabhi yaha che din se adhik nahi ruke hai na isiliye unke jane k paschyat hame kuch tou karna padhega na .

Draupadi: acha acha chalo dekho ham dowar  tak pounch gaye .

Droupad:putriyo tum dono ne kitna samya liya kaksh se yaha tak anekliye .

Dropanya : kshama pitashree haam wartalab karte hui aarahithi . Isiliye kadachit thodi dehr hogai .

Draupadi: haan pitashree kshama kardijiye .

Droupad: acha acha koi baat nahi . Tum dono aapni mata jaise hi hou . Tumhari mata bhi hamesa hi adhik samaya letithi sajjit hone mei or phir ye kehthithi  ki aathe samaya wartalab karte karte dehr hogai .

Dristadhyum: pitashree istriyo ka tou sadehv se hi yehi hai hamesa sajjit hone mai samaya lagati hai .  Iss pure brahmand me agar koi hai jo sajjit hone mei samaya nahi leti tou  woh kebal aap hai jestha .

Shikandini: dhanyawadh anuj .

Draupadi: aapka arth kya hai bharata ki ham istriyo ko sajjit hone mei sadhev hi adhik samaya leti hai . Kyun ki hamse kul gharan ka maan judha hota hai

Dropanya : agar istriya sajjit nahi hongi tou kaya aap honge . Dekhiyega bharata aapka bibha hone k paschyat mei bhabhishree se sikhayat abashya  karungi .

Dristadhyum: pitashree dekhi paanchala ko .

Droupad: bas bas aab sabh saganth  hojau .

Droupad smiled seeing his four children arguing with each other related to silly topic . He was praying to god to keep his children happy . When .

Announcer : dwarkadhees shri krishna padhar rahe hai .

Krishna got down from his chariot and greeted the royal family and went yo his sakhis . He smiled seeing his friends but he was also sad knowing the fates of his sakhis .

Krishna: kaisi hou sakhiyo.
Dra,drop: haam kushal hai govind tum kaise hou .

Krishna: agar mere sakhiya kushal hai tou mei bhi kushal hun .
Krishna said with his mischievous smile.
Droupad: aiye vasudev aiye . Paanchal mei aapka swagat hai .
Krishna: dhanyawadh maharaj.

Krishna and Draupad were in his room discussing about topics related to kingdoms. When Krishna said .

Krishna: ab samaya aagaya hai maharaj ki aapki putriyo ka bibha hou .

Droupad: haan vasudev samaya tou hochuka hai . Paranthu jinse mei meri putriyo ka bibha karwana chathatha woh tou jeevit hi nahi hai .

Krishna : jeewan mei har byakti ko jo woh chatha hai woh use milhi jaaye yesa tou sambhav nahi haina maharaj kon janta hai ki aapki ye iccha puri hogi yah nahi . Aap kebal aapna kartavya kijiye unke bhagya mei jo hai woh tou unhe parapta hoga .

Droupad: jaisa aap kahe vasudev .

Dropanya : kya tum ne pitashree yeh kaha ki woh hamara bibha karwade .

Draupadi: tum jaante hona ki mei kisse bibha karna chathi hun .

Krishna: haan sakhiyo tumhara bibha usise hoga jisse tum chathi hou . Tumhe kya lagta hai ki meine tumhare sowayambar k liye itni pratikshya kyun ki taaki unke kadam unhe siwyam yaha leykar aajaya .

Draupadi: arthath kumar arjun yaha hai . Paanchal mei .

Dropanya : ...K Y A ....
Both looked at her weirdly.

Dropanya : ahhumm mera aarth tha woh yaha paanchal mei aachuke hai .

Krishna: haan or isse purv ki woh paanchal se chale jaye hame tumhara sowayambar ki taiyari karni hogi .

Both Draupadi and dropanya were happy hearing the news of their sowayambar. Maharaj droupad sent the invitations for sowayambar yo each and every kingdom in aryavart .

Meanwhile somewhere little far from paanchal.

Arjun : jeysth mata abhi thakit pratith horahi hey .

Bheem : haan jeysth kadachit hame yaha rukjana chahiye .

Yudisthir: ucchit hai mata aaj ham yehi bishram karte hai . Nakul , sahadev tum dono mata k liye khath taiyar karo , bheem or arjun tum dono jaou or kuch fal or jal leke aaou .

Pandavs: jo agya jeysth.

Yudisthir: mata aap yaha bishram kijiye mei aapk saath yaha ruk ta hun .

Kunti : uchhit hai putra .

After a while everything was ready. They were eating food and laughing unknown to what was going to happen.

Droupad: yeh nischya hochuka hai ki aabh tumhara sowayambar 1 haapte baadh hoga .





This is it then good night 🌙

Love ❤️ comment if you liked it plz and peace out ✌️

Another pandavpriya Where stories live. Discover now