Chapter 6

403 15 0
                                    

It's been a year the bonding between the family of the agni suta's has been really strong . The yagyeseni's have been trying to do everything that will not make them feel bored

Dropanya : jiji kuch kijiye yese tou mei nahi rehpaungi .

Draupadi: kaya hua paanchala .

Dropanya : jiji mehel mei yese kuch acha nahi lag raha .

Draupadi: yese kaho ki tumhe sararat karni hai .

Dropanya: aap mujhe kitne acche se janti hai .

Draupadi: wo tou hai .

Right then droupad came .

Drop,drau: parnipat pitashree .

Draupad: parnipat putriyo. Kaya karrahi thi .

Dropanya : kuch bishesh nahi pitashree .

Draupadi : aap yaha kuch baat hey kya pitashree.

Droupad: kuch bishesh nahi mei tou tumhe ye patra den aya tha . Ye patra dwarka se aya hai tumhariliye .

Dropnya : dwarka se iska arth hua ki sakha ne likha hai .

Draupadi: govind ka patra dijiye na pitashree.

Droupad: acha acha ye lo, khush .
Mantri : maharaj aapka or yuvraj ka sabha mei jane ka samya suru horaha hei .

Droupad: abasya Mantri ji aap jake yuvraj ko sabha mei bulaiye mei waha milta hu.acha putriyo ab mei sabha mei jata hu .

Drop,drau : ucchit hai pitashree.

Droupad smiled and went from their . Both of the sisters started to tead the letter.

Dropanya : payari sakhiyo asa hai ki tum dono kushal ho . Mei bhi yaha sah parvar kushal hu . Hame bhet hui mahinyo beit gaye .

Draupadi: ab samaya aagaya hai ki . Tum dono ki manki uss prabal iccha ko purnad kiya jaye . Isi karan warsh mei tumse bhet karne k liye paanchal aarahahu .

Drop,drau: tumhara sakha govind.

Both of the princess were happy hearing the news of the arrival of thier sakha . Unknown of their new problematic life that was going to happen after few days .

After the happy news they got they went to their own rooms . Draupadi cane to her room and sat on her dressing table in front of the mirror she saw him .

Draupadi: asa hai ki aap kushal hai rajkumar arjun . Meri behen ne  aapka chitra  atyant hi manmohok banai he . Parantu mujhe gyat hai aap iss chitra se bhi adhik sundar hai .

Meanwhile dropanya in her room .

Dropanya : aap kya karrahe hoge kaha hai aap . Mei aapke bare mei adhik kyun sochti hun . Mei sowyam se kyun baat karrahi hun . Kya karun . Haan jiji ke kaksh mei jati hun .

Dropanya : jiji aap kisse baate karrahi ho .

Draupadi: arey tumne to mujhe darahi diya .

Dropanya : kshama , parantu aap kisse baate karrahi thi .

Draupadi: rajkumar arjun k chitra se .

Dropanya : jiji lagta hai aapko bhi meri tarah akele paan neh gherliya . Chaliye abhi bahar chaliye .

Draupadi: acha acha thik hai paanchala . Paranthu thori paratiksha kara mei abhi isnan kaksh se isnan karke aati hu uske paschyat chalenge thik hai .

Dropanya : uchhit hai paranthu sighra kijiye ga . Kahi aapke wapas anetak bhojan ka samaya nahojaya .

Another pandavpriya Where stories live. Discover now