Chapter 4

375 20 0
                                    

Dropanya : jiji mujhe tou pitashree kliye man me chinta utpan horahi hai .

Draupadi: meri bhi man ki yehi abastha hai paanchalaa .

Draupadi is also known as paanchali and even on the serial the pandavs used to call her as paanchali so i gave dropanya a guy name that the pandavs will call her as "panchalaa"

Dropanya : jiji kya haam mehel waapas chale kya .

Draupadi: thik hai chalo haam chalte hai .

After the interval of almost like 25 minutes they reached the palace and they saw their father kneeling in front of govind and her sister and brother were knocked out on the floor .

Dropanya : jiji , bharata pitashree.

Draupadi: pitashree , jiji, bharata

Krishna was using sudarshan chakra on draupad but before it could reach to draupad both of the princess ran towards their father and stood in front of him willing to take the weapon before their father . Krishna gave a knowing smile . And the chakra stopped and vanished.

Draupadi: agar tumhe mere pariwar ko chati pohuchani hai tou tume hai sarba pratham mujse takrana padhega .

Dropanya : pitashree aap kushal tou hai na aapko koi chati tou nahi pounchi na .

Krishna : dekha aapne maharaj draupad jin putriyo ka aapne janam se hi aswikar kiya aaj wohi putriya aapke praandho ki raksha kliye soyam k paarn dau pe lagane kiliye tattpar hai .

Draupad was silent and was staring at his youngest daughter the worry clearly visible in her voice and expression. Then draupad's eyes went towards his madhayan daughter who is still clearly observing vasudev to see if he will again try to harm him or not . Then he saw his eldest daughter only god knows how many times she putted her life in danger just to save his . Then he realized his mistake . No no his sin that he had committed.

Dropanya : pitashree aap kuch bol kyun nahi rahe hai .

Draupadi: mmujhe lagta hai ki hame raj vyaidha ko bulana chahiye .

Droupad : kisi ko bulane ki koi awashykta nahi hai putriyo mujhe kshama kardo maine tumhara sadehv hi tiraskar kiya tumhe sadhev hi aapne katu sabdo se prahaar kiya phir bhi tumne mmeri raksah ki .

Draupadi: aapko hamse kshama mangne ki koi awashyakta nahi hai pitashree .

Dropanya : jiji bilkul sahi kherahi hai pitashree . Aap hamare pita hai our pita ka tou janma sidh adhikar hota hai ki woh aapne santanoh ko daate .

Draupadi: our aab jab aapne hamse kahama manghili hai toh hamne aapko kshama kiya .

Droupad : dhanyabadh vasudev ki aapne mujhe putriyo ka mahtbo samjhaya aapko koti koti naaman . Tou aaj se mai paanchal desh ka raja yeh paratigya leta hu ki main aapni putriyo ko sadhev hi prem saath rakhunga .

Krishna : aapko putriyo k mahtbo ko saamjhana kathin tou tha parantu mai usme bhi safal hogaya .

Droupad: sipahi raj vyaidha ko bulao or mere putra or putri ko unke kaksh mei leke jao .

Sipahi : ji maharaj .

Droupad : aaj aap yehi ruk jaiye vasudev aaj ham sab saath mei bhojan karenge aapke sath .

Krishna : abasya maharaj mei tou aapni sakhiyon se wartalab karne k liye aatur hu .

Draupadi: kshama kare pitashree parantu haam abhi waapas jarahe hai .

Droupad: kaha waapas jarahe ho tum dono .

Dropanya : pitashree kadachit aap ye bhul gaye ki aapne hume barishkar kiya hai .

Draupadi: haan pitashree or aab hum waapas jaha thi wahan jarahi hai .

Droupad : nahi nahi putriyo mai aapna adesh waapas leta hu tum dono ko kahi jaane ki awashykta nahi hai tum mere sath raho gi .

Dropanya : hmm apki putriya hai pitashree agar aapke kehene k paaschyat bhi ham yaha ruke tou aapke upaar lanchan lagega .

Draupadi: or ye hame swikar nahi pitashree.

Without giving droupad a chance to speak they both left and sat where they were before the incident took place . After sitting silently watching the stars since it was night time already . They heard krishna's voice .

Krishna : ohho tou tum dono yaha pe ho chalo mehel . Bhojan ka samay hogaya hai .

Dropanya : ham nahi ashaktay .

Krishna: kyun tumhe bhuk nahi lagi hey kya .

Draupadi: lagi hey par ham wapas mehel tou nahi ja sakte nah.
Krishna : kisne kaha ki nahi jasakte wo mehel tumhara ghar hai or aapne ghar jane se koi kyun tumhe tokegha .

Dropanya : paranthu hamne pitashree se kaha tha ki ham nahi aayenge .

Krishna : wo pita hai tunhare or unhone tumhe wapaas aneki anumati dedi hai tou phir tum kisi our k bare mei kyun soch rahi ho sakhi .

Draupadi: sakhi hum tumhare kabse sakhi hogai .

Krishna : abse tum dono meei sakhi hou or mai tumhara sakha ucchit hai na .

Dro,drau: ucchit hai .

I just started this book like two days ago and I can't believe the progress it is already making in the next chapter they are going to learn about the pandavs don't forget to vote and comment if you liked this chapter .

Peace out ✌️

Another pandavpriya Where stories live. Discover now