Continue from the last part
Pakhi: hnn mein.... Aap log chinta mat kariye aap log ko pareshan karne nahin aaye hun... Balki hamare aur aapke halat bilkul ek Jaise Hain... Isiliye ham aapki halat samajh sakte hain aur aap bhi hamare halat samajh sakte hain
ham donon parivaron Ko pata hai yeh shaadi hona Kitna jaruri hai... Isiliye Maine ek Aisa Tarika nikala hai jisse Shayad situation Sambhal sakta hai....
Rao Saheb: Tarika.. kaisa tarika...( With confused)
Pakhi: kya ....aapke...Pune Wale guest ko harini pata hai....
Surekha: nhi....
Pakhi: toh bas... hogaya...sab kuch manage....
Surekha: kaise....
Pakhi: Surekha jii....yahan Dulha hai..... mandap hai....pandit hai ....sirf Dulhan ki Kami hai toh usse ki jagah toh koi bhi le sakta hai na....
Everyone change there expression
Surekha: aap kehna kya chahti ho...
Pakhi: main yah kahana chahti hun ki aap Ishaan ki shaadi Harini ki chhoti behan savi se karva dijiye... Matter wahi sort out ho jaega....
Ishaan: aap yeh kya kah rahi hai... Aap chahte Hain jisse Mera shaadi Tay hua tha main uski chhoti behan ke sath shaadi kar loon... Aapko sunane mein bhi Ajeeb nahin lag raha hai...
Pakhi: abhi important yeh shaadi hai... Sahi galat ka time nahi hai hamare pass.... Isiliye main aapse kah rahi hun ki aap Ishaan ki shaadi savi se karva dijiye....
Rao Saheb: toh woh manegi
Pakhi: kyun nhi manegi .... Usse maana hi padega..... aakhir kar yeh iss Ghar ki ijjat ki baat hai....
betiyan ijjat rakh bhi sakti hai aur usse Tod bhi sakti hai aur abhi toh aapane uska udaharan toh dekh hi liya hai....
Surekha: aap... Kah rahi hai ki hum fir se iss Ghar ki Beti per Vishwas kare.....kya prove hai aapke pass uski chhoti behan bhi uski tarah nahin hogi....
Pakhi: ladki .... Ka character shaadi ke bad bhi badla ja sakta hai lekin abhi important yeh shaadi hai....aur Kyunki mujhe lagta hai yah aakhri option hai aap sabke pass agar aapko manjur hai to theek hai....
Rao Saheb: thik theek hai hamen manjur hai....
Surekha: saheb.... Aap abhi bhi ine logon ki baat per Vishwas kar rahe hain...
Rao Saheb: toh koi Aur rasta hai.... Agar hai to Tum hi bata do.... Aap Jaye aur Bhawani Ji se baat Kar lijiye ki hamen manjur hai....
Shantanu: Rao saheb... wahini bhi theek hi kah rahi hai... Jab is Ghar ki badi beti aisi hai toh chhoti beti kaisi hogi....
Rao Saheb: mere liye yeh shaadi hona jaruri hai kiske sath ho raha hai mujhe usse matlab nahin hai... Ishaan yahan Tak tune meri baat maan le....mein tere samne hath jodta Hun Tu usse ladki se shaadi kar le....
Scene shift
Pakhi: harini....matlab..... Kya timing hai mandap chhodkar jaane ki.... Mera aadha badla toh harini ki vajah se complete ho gaya Sai ka badala.....main savi se lungi...( With evil smile)
Then she went and told whole plan...to bhavani...she agrees...but the whole family don't agree....
Ashwini: wahini.... Ab kya kah rahi hai.... Ham savi ki shaadi aise nahin kar sakte...
YOU ARE READING
Ghum Hai Kisi Ke Pyar Mein
FanfictionThe story begins after the leap with the new generation and new characters.... #TOP RANKING #1 sairat [2024 sep 26] #1 sairat [ 2024 oct 1]