Is marriage really a sacred bond?

68 4 0
                                    

Yeh sabaq kitabon mein kahan thy?
Jo waqt ne diye.

Finally the functions started the whole house was super busy in preparations from last 2 days and today was  the mayoun ceremony it was around 10 in the morning n the function was held in evening murad was still not back as his flight got delayed 4 hrs . In the past few days maham had zero interaction with hamza so she was feeling quiet relief coz he himself didn't try to had a conversation with her so it was well balanced out between the two but can't say how long does her relief lasts.
As maham was passing by the hall when hamza held her hand n said 'mujhe tumse kuch baat karni h important hai n I really meant it maahi' she scoffed his hand n replied 'pehli baat toh mujhe maahi bulane ka Haq maine apko nahi diya h n haan mein aapki koi client ya employee nahi hu jo apne mujhse important baat karni aur aainda mera haath pakdene ki sochiyega bhi mat ye London nahi jahan ye sab casual ho toh yeh London return wali harkaton ka deedar unhe karaiyega jo aap me interested ho jisme mera naam toh bilkul bhi nahi ata' she ended her speech n further asked 'itna kaafi tha ab mai jaon ya aur bhi kuch baatein karni h apne' too which hamza replied 'tum kabse itni sang dil ho gayi maham' n she answered 'dil todne ke baad aise sawal nahi kiya krte' n left from their leaving a guilty hamza behind.
Rumaisa was getting ready in her room lost in her own thoughts when a knock on the door brought her back to reality she turned behind to see the intruder n a smile adorned her face as arisha was standing their with a tray of flower jewellery in her hands seeing her rumaisa said Arre tum maine socha ki before she could complete the latter interrupted her saying tumne socha hoga murad bhai hain pata mujhe kitna besabri se intezaar h tumhe unka lekin sorry bhai ko aane m abhi 1 ghanta h so maine socha kyu na mein apni bhabhi se baate karloon only if you don't mind to which roomi replied 'pehli baat toh mein ni kar rahi thi unka ka intezaar mein toh sirf apne gajre ka wait kar rahi thi aur dusri baat itni formality kis baat ki jaaneman'  n arisha sat on the adjacent sofa n continued saying "baat formalities ki nahi hai roomi aaj na mein apne liye ni apne bhai ke liye aayi hoon rumaisa mujhe nahi maloom ki mein tumhare liye kya mayne rakhti  hoon lekin tum mujhe bhot Aziz ho kyuki tum murad bhai ki har khushi ki wajah ho tumhe shayad ilm nahi hai ki tum unke liye kya ho tum unke liye khuda ka diya hua woh tohfa ho jiski khwahish unhone hamesha kari magar kabhi manga nahi tum unhe bin mange mili hui nemat ho jiski hifazat woh saari zindagi krenge haan unke mohabbat karne ka tariqa tumhe galat lagta sakta h lekin unki mohabbat mein khayanat nahi h tum toh bachpan se janti ho unhe ,unki har adaat aur andaaz tumhe ache se pta h unhe mohabbat jatana nahi ata aur har rishte ki khubsoorti yahi hoti hai ki ek mohabbat karta  h toh dusra usse jatana janta mein chahti tum dono purani har talqh baatein aur yaadein bhulakar apne rishte ki ek new start karo"roomi moved a little closer to her n held her n said "arisha mein na kabhi itni samajdhar aur zimmedar nahi thi mein na zindagi bas apne terms n conditions par jeeti thi woh kehta haina my life my rules mein na exactly wahi kiya hamesha aur aage bhi waise hi jeena chahti thi lekin kehte na hamesha har cheez apki marzi ki nahi ho sakti apko thoda adjust aur compromise karna aana chahiye aur fir murad ek adjustment aur compromise bankar meri zindagi m agaye to bas mene bhi bas khuda ke faisle ke aage sar jhuka liya aur go with flow ki theory ko accept kr liya lekin meri jaan ek baat hamesha yaad rakhna kabhi apni self respect aur khushiyon ko compromise mat karna kyuki jab aap khudko apni priority nahi banate na toh log apko na ek chabbi wali gudiya samaj lete h jis par bass woh apni marzi aur faisle chalate h jaise mano woh insaan nahi koi property ho unki jisse woh apne according use n throw kr skte h khair mene bhi kahan tumhe baaton mein laga diya chalo ab murad nahi sahi toh tum hi apni bhabhi ko yeh gajre pehna do what say n she happily complied but still an uncertainty lingered in arisha's mind"
The function was in full swing murad has arrived n hour ago n was getting ready n just after 5 minutes he descended the stairs claded in a an off white coloured kurta looking as handsome as ever seeing him a smile adorned everyone's face n madiha ordered the girls to bring rumaisa downstairs n on the que they all went to bring rumaisa downstairs finally rumaisa was descending the stairs clad in an orange patiala suit n was adorned in floral Jewellery looking as breathtaking as ever as soon as she came down bi Amma said Mashallah allah meri bachi itni pyaari lag rahi mano jaise ko gudiya ho Zeenat jaldi se iski nazar utaare meanwhile murad was busy in some call so he didn't noticed her as soon as the call ended listening the commotion behind he turned around n his eyes instantly fell on rumaisa n his  world stopped right then n their he was so lost in her that he forgot about his sorroundings n started moving towards her n  stopped right in front of her n said Mashallah n stared at her for a good 2 minutes just then Ramana interrupted him saying Arre bhai tumhari hi begum jitni marzi dekh lena filhal rasam karni zaroori n now rumaisa was taken to make her sit on a flower jhoola specially made for her now one by one each family member put haldi on her n finally it was maham's turn she took a little amount of haldi n put it on roomi n said 'Allah tumhe Har khushi se nawaze roomi' rumaisa got emotional hearing her n just then maham poured a large bowl of haldi on rumaisa making her scrunch her nose n she replied 'maahi ki bachi tumhe naa mein ne dekh lena saare hisab pure karongi m apne bas aane do tumhari baari'

Character aesthetics:

Character aesthetics:

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rumaisa's haldi look

Rumaisa's haldi look

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Murad's haldi look

Hues Of LoveWhere stories live. Discover now