Rasm-e-henna

77 4 0
                                    

"Dil usse dekh hairan tha kyuki
Uski haath ki mehendi m mera naam tha
Kya ek khwaab tha kyuki
Nazara toh ye aam na tha"

A pleasant morning of zarmina haveli as all were gathered in the dinning hall having their breakfast discussing yesterday's function their was not much too discuss as it was just a close family function but still ladies n their endless gossips have no boundaries iykyk.
Same was today and moreover it was n all ladies function so no boys allowed.
All were busy in their own chatter batter when bi Amma informed hamza beta kal kashaf ( hamza's mom)ka phone aya tha bata rahi thi wo log kal Karachi are hai aur aap ne hume batana zarrori nahi samjha too which he replied Arre nahi bi Amma aisi baat nahi woh toh bas zehan se nikal gaya sorry too which she nodded saying acha thik koi baat nahi lekin haan unse keh dijiye ga ki amma ne kaha kuch din haveli m humare saath hi guzarne h bada arsa hume unse mile.

Rumaisa was sitting in her room when beenish n kainat barged in saying chalo utho roomi jaldi se tayyar ho jao sab neeche wait kar rahe h tumhara ye function tumhare liye hi h humare liye ni n roomi quickly got ready after giving final touch to her look kainat n beenish took her downstairs the hall was beautiful decorated according to theme of mehendi function roomi was made sit in center of mattress the rasam started by placing a leaf on rumaisa's palm n ladies applied little amount of henna on it one by one as it was just ladies so after that the henna artist began applying mehendi on rumaisa hand and feet n all the girls starters getting their henna done after 3 hours finally all were done . It was around 8 in the night men's came back from office n upon seeing all the ladies gathered in the hall they were surprised n Kabir asked ye aap sab ki fauj yaha kyu ikhata h let me guess zaroor mujh handsome ka wait kar rahe honge ab kya kar sakte h banda hai hi itna handsome ki ek nazar ke deewane h log bas kabhi guroor nahi kiya too which Haider replied 'aise deewane na aksar aandhe hua krte h Kabir so just shut up' n miraal giggled n said 'bilkul sahi haider bhaijaan ye Kabir hai hi aisa na mauka na dastoor bina baat ke fazool ek mein hun iski hi twin lekin dekhe kitni haseen aur zaheen hoon wo kehte h na beauty with brains aur ye toh puche hi mat kaisa bandar jaisa h ugly aur brainless dono' n saima stepped in saying bas bhi kardo tum dono jab dekho sabka time waste karna h apni pagalpanti wali baaton se aur haan Haider wo hum sab na kashf aapi ka intezar kr rhe the too which he replied aare haan chachi woh mere dhyan ni rha hamza unhe pick karne airport gaya h just then hamza entered inthe hall with lady in her mid fifties but she was looking so elegant n beautiful in her off white jora it was non there than kashf durrani seeing her a smile adorned everyone's face but bi Amma quickly spread her arms n just gestured her to come n she happily complied the two ladies were hugging each other from last 5 minutes n were basically crying bi Amma said 'meri bachi itna arsa ho gaya tumhe dekhe mujhe toh lagta tha tum mujhe bhool gayi hogi aur ab tumhe dekhna naseeb ni hoga mujhe  kam se kam is duniya m toh nahi' to which kashf interrupted saying 'khaala ammi aap kaisi bata kar rahi h aap toh meri maa jaisi h paala hai apne mujhe woh bhi jab meri maa iss duniya se chali gayi uske baad unka darja apko dediya mene toh bhaala ye beti apni maa ko kaise bhool sakti mein toh sirf aapse milne aayi hoon' n finally bi Amma left her kissing her forehead n said ab baaki sabse mil lo mere kya mein din bhar tumhara picha nahi chodne wali n just like that kashf met with everyone.
It was around midnight all were gathered in lawn having a coffee when kashf started a conversation saying 'madiha bhabhi mein jab gayi thi toh sab bache kitne chote chote the yaad h apko inki shararaten lagta hi nahi tha ki insaan ke bache h ye sab mano jaise ekdum jangli the kabhi kuch toh kabhi kuch yaad h apko ek baar hamza aur haider ne cricket match haar jaane par dusri team kr bachon kr sar par ande fod diye the aur khud bhi pura usme naha liya tha yaad h humne inhe kitna saaf kara tha fir 2 din tak smell nahi gayi aur fir jab bhi maham ya miraal ko god le toh woh dono rone lag jaye aur murad ka toh puche mat inko rumaisa ke pass hi nahi aane de raha tha kehta ki hato tum dono tum dono ki smell se meri doll ki tabiyat kharab ho jayegi' listening to him all started laughing n Hayat said kashf khaala aur sunaye bachpan ki kahaniyan badi mazedar hein too which Khadija replied Arre kashf ye sab bade huye nahi bas samjho waqt guzar gaya aur aaj bhi aisi shararaten karte h na khaskar ye maham,rumaisa, miraal aur Kabir ye toh abhi ekdum badmaash h lekin sach pucho toh yahi h humari haveli ki raunak ye na ho toh haveli m sannata cha jata h n the night ended in their chatter batter.

Character aesthetics:

Rumaisa's mehendi look

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rumaisa's mehendi look

No one Just Murad being rumaisa's bodyguard 😂 ( samaj rahe na hamesha se humari ladki par nazar thi iski )

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

No one Just Murad being rumaisa's bodyguard 😂 ( samaj rahe na hamesha se humari ladki par nazar thi iski )

Shararat gang be like ek photo toh banti h akhir ko mehefil ka chand jo hein hum ( true dat inke bina toh Zarmina haveli, haveli kam detention camp zyada lage)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Shararat gang be like ek photo toh banti h akhir ko mehefil ka chand jo hein hum ( true dat inke bina toh Zarmina haveli, haveli kam detention camp zyada lage)

————————————————————— khushiyaan hi khushiyan charo or faili hui hein kya khayal h ek bomb blast💥 ho jaye .... Just kidding guys ,Ab tum log comment ni karoge toh aisi khayal aane h meine .
Chalo koi naa mein bura ni manti padh rahe ho yahi kaafi h till then byeee....,

Hues Of LoveWhere stories live. Discover now