Was it meant to be?

80 4 5
                                    


                         Sitaaron ki mehfil mein, faqat            tum hi mera noorani chaand ho.

ONE WEEK LATER:
Bi Amma's health has improved in past one week she was totally fit n fine now . Everyone was gathered at dinning table as it was the time for breakfast. In past one week hamza n maham had rarely any interaction as he went to Islamabad for some work issue with n even rumaisa didn't get time for her plannings n all coz she was busy with taking care of bi amma n Murad n the boys were busy with business stuff n all basically the house was dead silent from past one week which made zarmina begum sad restless. So to clear the air bi Amma said "are hum Zara sa bimar kya hue aap sab ne toh mano sog manana shuru kar diya ho bhai khuda na khasta abhi hum aapke agha jaan paas ni gye h ki aap sab ase udaas ho gye ho" to which kabir said "sahi keh rhi bi Amma aap ye sab toh Umar se phle buddhe ho gye mai na kheta sahi waqt pe shaadi kara de are ghar m raunaqe lage". Listening to all this madiha said waise baat toh sahi keh rha ammi ye iss bare m socha ja skta h n all elders complied to her but seeing the stoic expression of Murad ,kainat said ye sab baat ab badon ke krne ki h toh aap log akele m kariyega abhi toh nashte baad humlog muree se bhot saare gift laye h woh dekhenge Sachi n like that after breakfast all were gathered in lounge waiting for girls to come n show their shopping n stuff . N soon all the girls entered with their suitcases making elders surprised as who shops this much in just 2 days trip . Seeing them their Haider bhaijaan said " tumlog ghumne muree gaye the ki apna jahez ikhata krne" but quickly miraal replied "bhaijaan apko ye jahez lgta h ye toh bas toh bas thoda bhot zaroori samaan h hamara jahez toh truck bhar ke hota wohi bada wala truck" n to stop their bickering maham said aapi ye sab chode chaliye hum apna samaan dikhate h n after the that they started giving the family members their gifts only rumaisa was left n seeing a single shopper in her hand her Saima maami asked her roomi bacha tumne kuch ni kharidaa apne liye n listening to her remark all the girls started grinning making rumaisa embarrassed but nevertheless she replied dulhan maami mujhe kuch pasand hi nahi aya but before she could speak any further maham interrupted saying aare roomi jo layi ho woh kam se kam woh toh dikha do chachi itne pyaar se puch rhi h n at the end rumaisa took the shawl out from the shopper n handed it too murad without saying anything making elders superised n happy at the same time n as she was about to run from their her beenish appi interrupted saying roomi betho toh zara abhi toh maine sabko shawl wala kissa bhi sunana h n just like that beenish started narrating the whole incident to everyone n listening to all this a smile crept on everyone's face but this wasn't all as Murad's reaction was shocker for everyone as he stood up n said mujhe iss ki kya zarurat roomi tum ye haider ko dedo waise bhi mujhe ye sab pasand ni n just like that he left from their leaving a sad rumaisa behind.

It was evening time n the elders were gathered in bi Amma's room as per her order all were present except rumnana begum  after 5 minutes she entered the room and settled beside her husband on the adjacent sofa and finally bi Amma spoke chale ab aap sab agaye h toh baat shuru karte h halanki humne zeenat se phle hi baat kr li h lekin iss faisle m rumana ki bhi razamandi zaroori h and just like that all the attention diverted towards rumana begum n she coldly said ammi hum iss baare m baat krne ko rehi kya gaya h hum iss masle par koi baat ni krna chahte listening to her blunt reply madiha asked "arre bhai akhir ko baat kya h humare toh kuch samaj ni ara hai "? The air in the room turned thick and at last bi Amma said hum murad aur rumaisa ki ruksati karana chahte h Isi mahine n further rumana said "magar kya roomi apna ghar basana chahti bhi h puche zara usse bhi toh koi, waisa bhi m apni bhanji ki mohabbat m apne ek lote bete ki khushiyan dao par nahi laga sakti" but khalid quickly said "tum chup kar ke suno amma kya keh rhi faltu m ghar ka sukoon kyu tabah karna chahti ho" seeing so much fuss arsal spoke "akhir ko baat kya h amma rumana roomi se itna kyu naraaz h"  to which Zeenat replied "bhaijaan harkat hi aisi ki h apki ladli ne ki aapi naraaz hi hongi"n she narrated the whole  incident which happened a few days ago during wedding festivities . After that the room fell silent and finally bi Amma spoke "Jo kuch bhi ho magar ye apke agha jaan ki sabse azeem khwahish thi jisse poora karna chahte h rumana beta bas ye samaj ye apki ammi aapke samne damaan pehlaye khadi unki khushiyan unki jholi m daal de gudiya" seeing her mother so helpless she said "aisa toh na kahein amma bhala aaj tak maine apki kisi baat ko mana kiya h fir yeh yeh toh mere baap ki akhiri khwahish thi jo pura karna m farz h aur rahi baat roomi se naraz hone ki toh woh toh waqti thi jo ab khatam ho chuki  n further more she smilingly said aur bhai saas hoon thoda Haq toh dikhaongi ni apni bahu par". At last madiha spoke haan toh gaya faisla ab bas bachon se baat karni h taki shaadi ki tayyaari shuru ho sake.

Hues Of LoveWhere stories live. Discover now