In a blink of eye

49 3 0
                                    

"phir lazim toh nahi ke jo dil me baste houn wo dil ka haal bhi jaante hou?"

The constant buzzing of alarm disturbed rumaisa's sleep she lazily woke up n looked her sorrounding only to find Murad sleeping peacefully beside her she yawned n said 'kaise Kumbhkaran h ye alarm se bhi nahi uthe aur jis din khud jaldi uth jate h hum sab masoomon ki class lete h inko ko toh khuda puchega'she was so busy in her ranting that didn't notice Murad was fully awake now n was smirking listening to her complaints he gently tapped her shoulders n she turned only to witness his smirk n said aap na koi jinn h kya kaise kar lete h ye sab he chuckled n replied 'ab jo bhi hoon jaisa bhi hoon tumhara hi shohar hoon so manage karna padega madam waise mujhe pata nahi tha itni shikayaten hongi tumhe mujhse kabhi Kumbhkaran toh kabhi jinn kabhi pyaar se mera naam bhi leliya karo' n roomi complied to his his request n said 'acha naam lena ruke abhi le leti hoon muraad bhaijaan ' he gasped listening her n scolded her 'khuda ka khauf karo itna zulm acha nahi h waise bhai delete kardo beech se then it's okay' in their cute little fight they didn't notice the time they got out of their Lala land by a knock on their door n arisha said bhai sab intezar kar rahe h nashte par n he replied tum chalo mein ata hoon n soon they both got ready .Murad was wearing a black kurta pyjama while rumaisa was cladded in a beautiful hot red Anarkali her long hairs were left open n face was adorned with a minimal makeup and a beautiful nose pin was resting on her nose n now she was wearing her muh dikhai ka gift after giving final touch to her look they both were descending down the stairs looking a perfect couple listening to the clinking sound of Rumaisa's heels all heads were turned in her direction both were finally downstairs n went towards their bi Amma n said their Salam too which she nodded n said kitni haseen lag rahi hai meri chanda kisi ki nazar na lage n made her sit beside her n slipped a pair of heavily studded gold bangles in rumaisa's wrist n the latter asked  bi Amma iski kya zarurat thi n she replied Chanda iski zarurat nahi ye toh riwaaz h humare khaandaan ka khaandaani kangan ye humare jo ab apko hue ye sirf ek kangan nahi zimmedaari h aur hume umeed aap isse ache se nibhayengi n rumaisa nodded.
All we're having their breakfast in little chatter when maham asked roomi muh dikhai m kya mila n she showed her neck n hands n then signalled towards her ankle everyone was happy seeing rumaisa's happiness n congratulated her but Murad interrupted them saying ye sabne roomi roomi kya laga rakha bhabhi h  tumlog ki so address her accordingly but Kabir complained bhala ye kya baat hui choti bhnn hai woh humari n Murad answered aur mai bada bhai samjhe bas usman aur maham usse naam se bula sakta h baaki tum sabne protocol follow karni h samjhe his speech was interrupted by a phone call which he politely attended n then excused himself saying office m bhot urgent kaam h m chalta hoon thodi der mai ajaunga indirectly informing rumaisa about his departure hearing him she sulked but nevertheless nodded with a sigh.after breakfast maham was roaming in the lawn when hamza came n stood beside her n said 'maaf nahi karogi mujhe maham' too which she replied "Maafi wahan mangte h jahan koi rishta ho aur jahan tak mera khayal hum dono ek beech esa koi talluq nahin hai hamza so please just don't make me feel guilty"
"Maham tum kyu apne aap ko aur mujhe aziyat m daal rahi ho aur Jahan tak rahi baat talluq ki toh woh bhi bohot jald ban jayega so please don't make all this complicated" listening to his boring speech maham left from there.

It was around afternoon all the ladies n men's of the house except Murad were gathered in the lounge as per bi Amma's order . Everyone was having their own gossip when kashf cleared her throat to gain attention n continued saying khaala ammi mein aapse maham ka haath mangna chahti hoon apne hamza ke liye too which bi Amma smilingly complied ye faisla toh humne bhot phle  hi apne dil m kar liya tha ab baat h ki aap madiha aur arsal se puche unki kya raaye h baaki maham toh humare faisle ki izzat karti h but before anyone could speak further rumaisa stood up n said "Khuda ka wasta h apko Bas kar dein bi Amma jahalat ki bhi koi intehaa hoti hai kya samaj liya h sabne ye koi chabhi wali gudiya jisse aap jaise chahe aapne according chalayenge nahi ek insaan hai woh jiski apni bhi koi zindagi aur marzi hai bhool h ye apki ki is ghar mai ek aur rumaisa banane dungi m aap log ko" and an instant n slap landed on cheeks n Zeenat shouted "roomi bade chote ka lehaz nahi h tumhe kaise baat kar rahi ho ammi se" but roomi shouted on top of her lungs "ammi aap toh rehne hi dein bhot karli apne meri parwarish ab mujhe mere haal par chod de ye dekhein mere jude hue haath aur maaf kareein mujhe kya mein kaafi nahi hoon aaplog ke so called rules n regulations follow karne ke liye ki apna naya target dhoond liya
aare dekhe mujhe taras nahi aata mujh par ruke zara mein batate hoon ek so called zimmedari ban chuka hai ye rishta mere liye jisme mohabbat toh h magar izzat woh nahi h kyuki woh toh khud murad ne mujhe aap sabke samne zaleel karke khatam kardi thi Arre mana ki mene galat kiya magar woh toh rishte ka maan rakh sakte the na magar nahi unhone nahi rakha aur meri kirdar Kashi kari lekin uske bawajood meri apni maa ne mujhe kasoorwar thehraya aur majboor kara ye rishta nibhane par unke liye toh mai jaise sirf aur sirf murad ki biwi hoon ye toh jaise woh bhool gayi ki mein unki apni aulaad hoon aur wo meri sagi maa mein hai lekin ab bas aur nahi ye vaadon ke sahare rishte nahi kayam ho skte aur ho bhi gaye toh zarrori nahi ki unne rishton m jude log khush ho agar aisa hota na toh mein aaj yun aap sabke samne na khadi hoti Arre aap sabki kya izzat mein toh apni khud ki izzat nahi kar pa rahi"saying this she was going outside of the house when Usman stood in front of her but she interrupted saying 'Usman bhai aaj nahi roke muihe warna mein kuch aisa kar guzrungi ki wapsi ke saare raste band ho jayenge' but he held her hand n asked 'roomi tum apne bhai se bhi naraaz ho' n she replied 'ab iss sawaal ka kya fayda mein aaj bhi apki wahi behen hoon jisse kal ko app murad ke hawaale nahi karna chahte the kyunki m aapki thi toh fir sabne kis Haq se mujhe unki property samajhkar unke hawaale kr diya'.
Murad was busy in his office n has just a call from Hayat informing him about the havoc happening in house she didn't inform him much but said ki ghar m roomi aur zeenat khaala ki ladai ho gayi h so left from work then their and was driving in full speed to reach home as quick as possible he reached his destination n was about put break when a girl came in his sight all messy that he forgot what he was doing n just like that a deadly accident happened right then their
Murad quickly got out of his car only too witeness a lifeless n injured body of rumaisa lying on the road in pool of blood n in an instant his whole world came crashing down in front of his eyes n he fainted.
Two lifeless body were lying in hospital the only difference was that one was just unconscious while other was lying in icu as if taking her last breaths. As soon as Murad gained consciousness he ran towards icu at the same time the attenting doctor came out n what he said sucked the life out of all the family members his exact words were 'we are really sorry we couldn't save the patient' .

Hues Of LoveWhere stories live. Discover now