"Abhi abhi khabar aayi hai ki Rg kar hospital mein ek trainee doctor ka rape karke behrehmi se hatya ki gayi hai...na badan mein kapre..na kuch..sirf khun se rangi hui Kaash payi gayi hai..aur jankaari Milne se zaroor suchit kiya jayega..tab tak ke liye dekhte rahiye Aaj Tak.."said the news anchor..while the Tv was switched off ...and Shehnaaz dejectedly fall on her sofa...while tears were continuously rolling off her eyes..... she was busy in her thoughts..when she felt a hand on her head.. caressing it lovingly while she closed her eyes... feeling the touch of her bestest friend..her Sid....
"Mujhe pata hai.. tujhe kis baat se dukh ho raha hai.."said Sidharth being serious..still caressing her head lovingly....
She suddenly sat straight and looked at her with red and tears filled eyes saying..."Sidharth kyu?kyun..hum ladkiyon ko itna dard sehna parta hai?Kya hum insaan nahi..kya humme emotions nahi?Kya hum itne laachar hai ki ..koi mard aakar humara rape karke chala jaata hai..humara soshan karke chala jata hai..humara izzat lut kar chala jaata hai..aur hum kuch nahi kar sakte?Har din , har min kitni ladkiyon ka rape karke murder ho jata hai...aur phir protest chalta hai..ek ya do mahine...phir sabh kuch pehle jaisa ho jata hai..na victim ko insaaf milta hai aur na hi gunegaar ko sajaa...aur phir kuch bhi karke case close kar diya jata hai...aisa kitne din chalega Sid?Kitne din?Mard raat ko 12 ya 1 baaje jaaye toh kaam..aur aurat ya ladki raat ko bahar nikle toh prostitute..darindo ke hawad ka sikhaar ban jaate hai...puraane samaye se aisa hi chalt aaraha hai..Pati mare toh vidwa aur sati ek aurat hi hoti thi..aur aaj rape ya us samman par aanch ek ladki par hi aati hai..jaise mujhe hi dekhlo..tum nahi hote toh shayad aaj main bhi Rg kar ki masoom doctor ke tarah hotel room mein pari rehti..akeli..shayad bina kapron ki.."saying so Shehnaaz covered her face crying loudly while Sid too had tears in his eyes feeling her each words...
Sid removed her hands from her face..and made her look towards him holding her chin lovingly.. saying..."Nahi Shehnaaz ladkiyon ki galti nahi..galti is samaj ki hai..jisne ladkiyon ko ek khilona samaj liya hai..galti darindo ki soch ki jinhone ladkiyon ko apne hawasi iradon ko pura karne wali machine soch ki hai..galti humari soch ki jinhone is samaj ke soch ko apna soch samaj..Ladkiyaan laachar nahi...bechari nahi ...ladkiyaan toh Maa durga hai..maa kali hai...jo humse bhi jyada takatvar hai...man aur tan dono se humse aage hai...ek insaan ko janam ek aurat hi deti hai mard nahi..Ghar ko saaf rakhne ka kaam...ek aurat ka hi hai..mard ka nahi...aur paap ke anth ke liye bhi ek aurat hi kaaran hoti hai..mard nahi..jaise Mata Sita ka aphaaran na hoti toh shayad Ravan nahi marta..aur agar Mata Draupadi ka bhari sabhi mein Kaurava apmaan na karte toh ..yeh Mahabharat hi na hota aur shayad Kauravon ka anth kabhi nahi hota.. isliye yeh mat samjho ki ladkiyaan laachar hai..nahi ladkiyon ko apni Shakti samajni hogi tab hi woh jaan paayenge ki in mardon se woh kitne upar hai..."
"Main samaj gayi teri baat Sid par..kya Nirbhaya didi, Asifa , Shilpi didi in sabke tarah ...Masoom Dr . Moumita ko bhi insaaf nahi milega?Kya phirse ek maa papa ko apne bacchi ko insaaf dilane ke aash mein haarna parega?"cried Shehnaaz holding Sid 's hand...
While he smiled sadly and said.."Pata nahi Shehnaaz..aakhir kab tak ladkiyon ko agnipariksha Deni paregi..kab tak unke mata pita..is desh ki sabhi ladkiyon ko insaaf ki guhaar lagani paregi..shayad yahi humara Government hai..jo Victim ko nyay na dekar Rapists ya dusre apradiyon ko fukat mein hi chod dete hai...ek mard hokar mujhe aaj itni sharam aarahi hai..yeh soch kar ki..hum hi tum sabke dukho ka kaaran hai..humari soch ne hi...tum sab ko barbaad kar diya hai..."
Shehnaaz stopped crying and holds his face lovingly, nodding no..she says.."Nahi Sid..apne aapko dosh may do..sab mard ek jaise nahi hote..uska jita jagta saboot..mere saamne hai ...jo meri zindagi mein sirf khusiyaan hi khusiyaan laya hai...Kushal, Jay Bhai..aur bhi bahut honge..jinki soch bahut bari hai..kuch logo ke tarah nich nahi... isliye kahi gi..khudko un darindo mein shamil mat hone do..tum unse bahut bar kar ho.."
Sidharth immediately holds her hands tightly and says.."Mujhe dusron ka nahi pata par..mein ek wadaa karta hoon..ki ab se jo bhi ladki raat ko akeli hogi..mere aas woh...meri zimmedari hogi..unka bhakshak nahi ..rakshak ban kar..saath du ga ..kyunki ...raat mein ek ladki..ek opportunity nahi..balki ek mard ki responsibility hoti hai..."
Listening his words... Shehnaaz hugged him tightly..while he too hugged her tightly.. promising to be an ideal man for the society..a safe place for all girls to feel protected..and being a responsible citizen....
"I dedicate this part to all women and girls out there...."