Everyone arrived Kasauli

365 82 5
                                    

Today all the Goenka's are coming to kasauli.

From morning, akshara was running here and there seeing all the preparations for last time.

Abhinav : akshara shaant ho jaiye sab ho jayega...

Neelaamma : haa beta subah se bhaag rahi hai baith jaa...

Akshu : abhinav main koi kami nahi rakhna chahti, aapne phone kiya kaha pohoche aur drivers bhijwaye...

Abhinav : akshara maine pehle hi gaadiyan airport bhijwa di hai, woh log airport se nikal chuke hai.

Akshu : accha main kaisi lag rahi hu...

Abhinav : yeh bhi puchne ki baat hai, bohot khubsurat lag rahi hai aap akshara... humesha hi lagti hai...

She smiled...

Abhir : mumma main aur smoothie bhi ready hai...

Akshu : betu mumma ne kaha tha yaad hai na, kisi ko bhi smoothie ki wajah se pareshani nahi honi chahiye..

Abhir : yes mumma... smoothie kisi ko pareshan nahi karega hai na smoothie...

He barked making them smile.

After some time,

They heard multiple car honks...

Akshu : aa gaye...

She ran outside, he chuckled and went behind her.

She saw suhasini and ran towards her and hugged her

Akshu : radhekrishna mimi...

Suhasini : radhekrishna kaisi hai...

Akshu : khush hu aur ab aap sab ko dekh kar aur bhi khush.

Abhinav took her blessings.

Suhasini : khush rahiye jamai sa kaise hai...

Abhinav : biwi khush toh hum khush...

Everyone laughed...

Manish : bilkul sahi kaha jamai sa..

He hugged him.

Akshu : mimi neelaamma...

Suhasini : namaste...

Neelaamma : namaste, aap sab ka swagat hai kasauli mein...

Muskan : bhai ji...

She hugged him...

Abhinav : thik hai na...

She nodded...

Ruhi : maasa...

Abhinav : arey ruhi aa jaa...

She scooped in his arms...

Aarohi : puri flight pareshan kiya hai isne mujhe, maasa maasi ka ghar kab aayega kab milenge...

Akshara got nervous seeing abhimanyu and manjiri...

Why she came here...the question was ringing in her mind..

Akshu(mind) : hey kanha ji, meri khushiyon ko kisi ki nazar na lage....

Ruhi : maasa billa boy kaha hai..??

Suhasini : arey haa humare chote kunwar sa kaha hai...

"Main yaha hu mimi..."

They turned and saw abhir coming and the smoothie was in his arms.

Muskan : abhir yeh kon hai aur kiska hai...

Abhir : bua yeh humara family member hai, smoothie Sharma...

Muskan : sacchi...wow kitna cute hai... bilkul tere jaisa...

Ruhi : wow billa boy yeh toh bohot cute hai main lu...

Abhir : haa lekin ghirana mat...

Manjiri : beta sambhal ke...

She took it...

Ruhi : wow yeh toh toccon jaisa hai...

Everyone got confused...

Abhimanyu : cotton...

Ruhi : wahi wahi poppy...

Everyone laughed...

Swarna : bohot cute hai...

Suhasini : akshu tumne hume bataya nahi ki tum log jangli janwar bhi paalte ho...

Abhir : mimi yeh cute sa puppy hai jangli janwar nahi...

Akshu : woh mimi ko dogs se bohot darr lagta hai lekin mimi aap tension mat lijiye smoothie aapko kuch nahi karega...

Abhinav : abhir mimi ke pass nahi aana chahiye smoothie..

Surekha : aur mere pass bhi nahi...

Abhir : okay papa....

Abhinav : aaiye aap sab...

They all entered the house...

Surekha : wah akshu ghar toh bohot accha hai...

Aarohi : sachme bohot cozy hai...

Swarna : kya hua manish ji...

Manish : apni beti ka sukhi sansaar dekh kar dil ko tasalli mil gayi...

Swarna : sahi keh rahe hai aap, kitni khush dikh rahi hai na akshu...

Akshu : arey badi mumma bade papa aaiye na waha kyu khade hai...

Everyone took seats...

Akshu : main aap sab ke liye chai naashta lekar aati hu, bhaiya aapke liye aapki favourite coffee lau...

He nodded meekly making her smile...

Abhir : papa hum smoothie ke sath lawn mein hai...

Abhinav : thik hai lekin wahi rehna...

They nodded and left...

After some refreshments,

Abhinav : bade papa yaha pass wale hotel mein aap sabke rehne ka intezaam humne kar diya hai, aur....

Manish : yeh kya keh rahe hai aap....jamai sa humse koi galti hui hai...

Abhinav : nahi nahi aisi baat nahi hai...aisa kyu keh rahe hai...

Manish ; hum koi paraye thodi hai na mehman hai hum pariwar hai aur pariwar hotel mein nahi rehte ek saath ek ghar mein rehte hai...

Abhinav : bade papa main bhi chahta hu aap sab yaha rahe lekin yaha aap sabko takleef hogi, waha aap log aaram se reh payenge....

Mimi : hume koi aaram nahi chahiye hum yehi thik hai apni beti aur damaad ke ghar...jisko hotel mein jaana hai jaaye hum toh yehi rahenge...

Manish : main bhi aur aap hume nikal nahi sakte...

He chuckled...

Abhinav : aap logo se kabhi nahi jeet paunga ji...

Kairav : toh koshish bhi mat kariye abhinav ji hum yaha reh lenge....

Akshara smiled...

Manish : toh bass yeh tay raha ki rahenge...

Manjiri : aap sabki baat sahi hai phir bhi ek saath sab yaha kaise reh payenge....

Akshara frowned....

Akshu : mere pass ek idea hai... abhinav humare pass wala ghar bandh hai, aur uske owner usse rent par dena chahte hai toh usse kahiye na ki kya kuch din woh rent par mil jayega...

Abhinav ; arey haa yeh toh maine socha hi nahi, main abhi intezaam karta hu...

Manish : chalo ab koi problem nahi hai...

They smiled...!!!

Akshnav : endless loveWhere stories live. Discover now