Tere Dil Ka Mere Dil Se

1.9K 93 28
                                    


"Thank you so much for supporting me and for your precious votes and comments."

Naveen and alekh were feeling emotional and proud as their little sister has saved so many lives and destroyed enemies evil plans....

Rajveer ka toh jaise garv se seena chauda ho gaya....use apni protegee par , uski himmat par, uski kabiliyat par , uske honsle, uske jazbe par ,jis tarah se naina ne tirange ke maan ki raksha ki aur apne desh aur tirange ke maan ko aur bhadaya hai.....uss par garv mehsoos ho raha tha ........apne pyar se fir pyar ho gaya tha rajveer ko.......

Nishi- yeh toh mai janti thi ki naina me itni mental strength hai ki puri military system ke against ja kar bhi naina ne naveen aur raj ki begunaahi sabit ki .....par naina me itna pysical strength aur will power hai ki itni takleef, itna dard bardasht kar sake ye mujhe aaj hi pata chala.....mujhe toh lag raha tha ki dushman ne dhoke se humare bahadur sipahi par vaar kiya hai.... lekin naina, usne itni chot ke bavajood dushmano ko itni aasani se mar dala ....... I Salute To Her Bravery......

All lfts together- We all salute to her and her bravery....

Raj , naveen ,gunny and alekh were soo happy and proud of her......they can very well understand that how much respect these lfts have for their naina mam.....especially Lft. Varun .....uski aankhon me vo izzat , vo pyar , vo garv hai jo ek chote bhai ki aankhon me hota hai.......who better than alekh knows this emotions well....

Naveen while looking at varun says...

Nav- naina ki kismat bhi kitni zabardast hai ....jahan jati hai use bhai mil hi jata hai jo uske liye kuch bhi kare.....bachpan se mai humesha uske sath tha....uska bada bhai......academy aai toh alekh mila......uska soul brother........ aur war field par aai toh varun mil gaya .....uska chota bhai.....hai na varun....

Lft. V - Of course Sir ! Naina mam mere liye sirf meri senior nahi balki badi behan hai......infact jaise maine pahle kaha hai puri family hai humari..... kyu guys...

All lfts- absolutely true....

Nav-Raj bach kar rahna ....naina ke bhai tujhe chodenge nahi........aur ye mai tujhe naina ka bhai bankar nahi balki tera dost ban kar kah raha hoon....teri safety ke liye kyuki mai toh tera hi sath dene vala hoon kisi bhi haalat me ....alekh bhi teri izzat karta hai toh tujhe zyada khatra nahi hai iss se par varun ...iss se bach kar rahna ....suna nahi chote bhai sahab kitne gusse me the sirf iss khayal se ki hum unn me se ho sakte hai jo naina ko hurt karna chahte hai....toh agar kabhi inhe pata chala ki tera aur naina ka chota sa bhi jhagda hua hai na toh tujhe chodenge nahi chote sahab......

Varun stood there slightly blushing and embarrassed....

Var- Kya Sir ! Aap bhi na .....
Par haan naina mam ko kabhi bhi koi takleef hui na toh mai .....toh mai..... ( he was confused) haan toh mai apni behan ko apne sath le aaunga....... aur kabhi kisi ko nahi milne dunga mai .....haan mai bilkul yahi karunga....

Raj- nahi bilkul nahi mai meri naina ko kahin nahi jane dunga.....kabhi nahi.....mai kabhi tumhari behan ko koi bhi takleef nahi hone dunga....mai use kaise takleef de sakta hoon .....mai hi janta hoon aaj naina ki takleef sun kar zinda nahi hoon mai....bas saanse nahi ruki kyuki inn saanso par , meri har dhadkan par , meri zindagi par sirf aur sirf naina ka haq hai.....naina ko hosh aa jae bas fir koi deri nahi karunga aur mera rishta lekar mera bhai , mera dost naveen jaega maa baba ke pass .....alekh aur varun ko toh koi aitaraz nahi hai toh sirf maa baba se baat karni hai vo naveen kar lega ....ladke valo ki sari tayari naveen aur nishtha bhabhi karenge aur ladki valon ki tayari alekh aur varun ... baki sabhi ko kaise sara kaam devide karna hai , kon ladki valon ki side , kon ladke valon ki side , ye sab tum log decide kar lena kyu sahi kaha na maine......chalo acha hai mai tension free hua aur aaram se naina ka , uski health ka dhyan rakh sakta hoon......

Tere Dil Ka Mere Dil Seजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें