Part 20: CLUMSY!!
''i was sad,very sad..bahut lonely feel hota tha Papa ke jaane ke baad par phir maine apne aap ko sambhaala...and i let the life go on!...phir maa ko laga meri aur unki care karne ke liye kisi ki zarurat hai....toh unhone dusri shaadi kar li aur mujhe mile ek naye Papa....'' she chipped bluntly....
he was listening to her without a blink and pause....
''i was okay...laga ki life achhi ho gayi hai...mere naye Papa,mera aur maa ka bahut khayaal rakhte thhe...maa bhi khush thi aur main bhi...woh mujhe apni god mein bitha kar pyaar karte thhe aur main khush hoti thi...ab mujhe life se koi problem nahi thi..sab achha ho gaya tha..par 6 mahine baad,maa..*sob*unki terrace se gir kar death ho gayi!...'' her eyes welled up....
he too felt sorry for her and grasped her shoulders to soothe her....
''i was broken..sirf 13 saal ki thi main,itni si umar mein apne maa papa ko kho diya maine...lekin ek ummeed thi mere paas,ek insaan tha abhi bhi mere saath, jo mujhe laga meri care karega....mere naye Papa..'' she continued....
''1 mahine tak unhone mera bahut dhyan rakha,mujhe laga ki koi toh hai jise main apna keh sakti hun,par phir mujhe woh thode ajeeb lagne lage,woh chhoote thhe mujhe..yahan wahan!..ganda lagta tha mujhe!..bahut...par phir laga ki shayad main galat soch rahi hun...unka apni beti se pyaar jatane ka tarika hoga yeh!...'' she bit her lip in disgust....
he didn't want to disturb or distract her while she was narrating her story but inside he was getting restless....
''woh mujhe apne haath se khaana khilaate thhe apni god mein bithake....aur raat ko sone se pehle doodh dete thhe peene ko..mujhe pehle kabhi doodh achha nahi lagta tha,par jo doodh woh dete thhe woh mujhe achha lagne laga...aadat hone lagi uski,din mein 4 baar main doodh maangti thi aur mujhe mil jaata tha par raat ka doodh kuchh alag sa hota tha!...usko peete hi meri body ek dum halki lagne lagti thi,sab kuch numb ho jaata tha aur main bed par gir jaati thi...lekin aadhi raat ke kareeb mujhe lagta tha koi aaya hai mere paas,mere kapde nikaal raha hai aur mere saath kuch kar raha hai..kuchh bahut kharab...mujhe dard hota tha...*pant* bahut dard....par main kuchh nahi kar paati thi...'' she held her head and her eyes welled up....
his eyes too became moist by the moment....
''har raat mere saath yeh hota tha aur main ek laash ki tarah padi rehti thi..kuchh kar hi nahi paati thi,apni aankhein bhi khol nahi paati thi...lekin kabhi kabhi lagta tha shayad yeh mera veham hai..phir ek din maine socha ki shayad raat ke doodh ki vajah se mere saath yeh sab hota hai,toh i decided ki dekhun Papa aisa kya daalte hain raat ke doodh mein jo mujhe itni gehri neend aa jaati hai,maine kitchen mein dekha toh woh ek white colour ka powder daal rahe thhe uss mein!..uss raat mein maine doodh nahi piya,bahut craving ho rahi thi par maine usse khidki se bahar phenk diya aur sone chali gayi...aadhi raat huyi aur phir koi aaya,wahi sab karne lekin main uth gayi,aur dekha ki mere so called Papa,mere bed par thhe,mere upar..aur he was trying to...trying to enter me!...
i was shocked,mera dimag kaam karna band kar diya!..then i shoved him!..and u know what!..he was laughing!..he said aaj cocaine ne apna asar nahi dikhaya!'' she clenched her teeth and cried...
TO BE CONTINUED
YOU ARE READING
CLUMSY
FanfictionPROLOGUE: CLUMSY Okay so its time to tell u people about CLUMSY and its characters... Its a different story with different kind of characters....like a matryoshka doll!..which has many other dolls hidden inside it...it runs on the theme,WHAT GOES AR...