shaadi mein zaroor aana

1.8K 125 5
                                    

This is OS after shivika separation during KM. This is also based on my dream.

After Obro ramp

G- jiji ab ghar chalo
A- nahi gauri ab wo meri ghar nahi hai.
G- kya bol rahe hai aap.
R- bhabhi aaj bhi wo aap ke ghar hai.
A- nahi rudhr. Ab pooja aap ki bhabhi hai. Mai nahi. Waise he kal meri shaadi hone wali hai

Everyone was in shock.

O- bhabhi kya bol rahe aap
A- haa om kal meri shaadi hai viraj se.
Ek minute

She gave him the wedding invitation.

A- aap tho mere behan ki sasural wale hai aur aap se mujhe poorana rishte hai.
Iss liye mai bula rahi hoon
Meri shaadi mein zaroor aana.

Viraj came there.

A- tum teek hona.
V- haa. Ghar chale
A- haa shaadi ke thayari bhi karni hai.

Anika left to the house.
Shivomrurivya left to OM.

Shivaay was broke down and crying badly.
Gauri is also crying.
All are sad.

Here anika also broke down and crying.

A- sorry shivaay mujhe aap ko aur hamari family ko bachane ke liye aur koi tarika suja nahi.

Flash back

Before the day of this event.

Anika goes to roop and acts like hating shivaay. She tells that she want to take the revenge from him. Roop asks her to marry viraj. If not she will kill shivaay and the family.

So to save them she agreed for the marriage.
Flash back ends.

In OM

G- omkaraji hame lagta hai hame shaadi ke liye jaana chahiye.
O- tum kya keh rahe ho gauri.
G- mai jaanthi hoon chahey gusse mein bhi ho jiji sirf bade bhaiyaa ko pyaar karthi hai. Mujhe poora barosa hai ki jiji ke mann mein kuch chal raha hai.
R- matlab
G- matlab jaise bade bhaiyaa ne shaadi ke natak kia ho sabhut ke liye jiji bhi kuch aisa hi kar rahi hogi. Iss liye hame shaadi mein jaana hoga
B- bhabhi is right bhaiyaa. I think we must go to the wedding
O- I just hope aisa he ho gauri.

Finally they have decided to go for the wedding and convinced shivaay and the elders. Mean while pinky came out of coma. And came to whatever happened.
Next day

Every thing is set for the marriage.

Viraj sat on the mandap.
A bride covering her face with the veil came there.
Oberois came for the wedding.

Pandit begins the rituals.

Pandit- vivah sampan hua.
Aaj se aap dono pati patni ho.

Oberois are shocked.
Shivaay want to break the world.

Bride calls bua.

Br- aap ne shaadi karne ke liye kaha mai kardi wo bhi apne sasural walon ke samne ab tho please wo joote sabut dedho jo inn hone mere papa ke kilaf kia tha.
Ro- anika tum bahut he innocent ho.
Maine jo kuch kaha wo kardi. Tum jaise bevakoof ko mai kabhi nahi dekha. Tho sunno
Maine KM mein aag laga dhi maine Mr. Kapoor ko maara  tumara baap ko maara. Saare kilaf tumare baap pe lagai. Apne ghar khud jalane ki koshish ki. Apna khud ke parivaar ko dhoka kia maine.
Joote sabhut dikha ke shivaay ko shaadi karne ke liye black mail ki aur uski shaadi karvai uss shaadi tume dikhaya. Aur tum uss nakli shaadi ko asli samjha. Mujhe laga tum inn logo ke kilaf jawo gi lekin tum uss sabhut ko dustbin mein fekkar chali gayi. Iss liye mai anika ki pehchaan banake police ko sabhut dia yeh sabh maine kia phir bhi aap ke paas mere kilaf koyi sabhut nahi.

Some claps.
Voice: kisne kaha sabhut nahi hai. Mai aap ki saari bakwaas ko record kia aur police ko bheja bhi. Kuch he dher mein aap ki sasural wale aathe hai aur aap ko bharat mein le jaathe jai.
Ro- anika tum yaha ho tho gunghat mein kaoun hai.

She opens the veil. It was some other girl. Viraj was shocked.

A- kya hua chop gai.
Mujhe pata hai bua shaadi ke bath tho tum apna pole kologi. Iss liye mai yeh sab ki pakka planning ke sath.
Ek insaan ko ek he baar bevakoof banaya jaatha hai baar baar nahi. Inthni se logic aap ko pata nahi hai. Aur aap ko kya laga mai aap ke jal mein phas gayi thi. Ji nahi. Aap khud meri jal mein phas gayi.

*To viraj* aur tume kya laga ek ladki se pyaar ke natak karke usse apna baccha ke maa banake usse dhoka deke baag jaogi tho kisi ko pata nahi chalega. Aur paise ke liye itna gir gaya ki tum roop bua ki ungli yon pe naachne laga.
Aaj ke badh kabhi iss ladki kho pareshan ki tho theri tai tai piss karungi mai.

Police came there and arrested bua and viraj.

R- bhabhi yeh sab natak tha. Kya Khidkithod natak ki aap ne.
O- waise yeh plan kabh banadi aap ne.
A- tabhi jab roop bua mujhe shaadi ke proposal diya. Bas mujhe ek doubt tha ki agar bua iss mamle mein pooja aur viraj ko layi tho zaroor koyi wajah hogi iss liye maine enquiry ki unn dono ke baremein tabhi pata chala sirf money ke liye kia.

She apologies to everyone.
And everyone forgave her.

G- jiji ab seek hogayi tho ghar chale.
A- nahi gauri abhi nahi. Mujhe aur ek zimedari abhi bhi baaki hai.

She goes to the girl.

A- tum uss viraj ke baremein bool jao aur khushi se aona zindagi shru karo apna bacche ke sath.
Yeh lo maine tume pune ke liye ticket book kar liya. Waha chale jao.
Waha shole kaka hai wo tumare dyaan rakega.

Br: thank you.

She was about to touch anika's feet.

A: yeh kya kar rahe ho tum mai itne buddi nahi bane jo tum mera ashirvaad le rahi ho. Waise tume mujhe thank you kehne ki zaroorat Nahi hai tum meri behen jaisi hai aur mai sirf insaafi ka sath diya.

They have a hug.

S- matlab tum pune uss ke liye book kia.
A- tho aap ko kya laga ki mai jaa rahi hoon.
Mr. Pagad billuji iss janam mein tho aap ko mujhse itni aasani se chutkara nahi milne wali.

Everyone laughs.

They live to OM and lead a happy life.

******Happy ending******

I always think why did this pooja and viraj came.

So how is the chapter?
Please don't forget to vote.
Target : 50 votes and 200 views.

shivika os (Completed)Where stories live. Discover now