Part : 8
Rudra Oberoi Manshion bhuch jaara hai
Rudra - Dadiii
Dadi - Tu aa gya putaar
Rudra hug his dadiDadi - pinky Shakti dekho Rudra aa gya
Pinky - Mera beta aa gya .Kaisa tha
Function
Rudra - Bhut accha .Mom.waha sab bhut ache the Mujhe laga hi nhi mai waha first time gya hu
Rudra apne saath huee hadse kai baane mai bhi sab ko btata haiPinky - Kaise huaa
Shakti - Tumne humne iske baare mai phone btaya kyu nhi
Pinky - Kahi chot toh nhi lagiRudra -Nahi Mom mai theek hu bilkul aur mom mujhe waha do bhaii bhi mil gye agar vo na hote toh aaj shyad mai jinta na hota
Dadi - Shub Shub mol putar .tu hi humare jeene ka sahara hai
Shakti - Kon hai vo RudraPinky - haaaa kon the vo phrishte beta .sari umar hum unka ehsaan nhi chuka sakte
Rudra - Mom unka naam Shivaay bhaita aur Omkara hai
Dadi - Jinki sagii mai tu gya thaRudra - Haa didi O ki hi sagii thi
Dadi - O ????
Rudra -Omkara ,maine unhe short name diya O
Shakti - Beta unko ghar le kar aana
Rudra -Laauga papa
Shakti -.Jaoo thuk gye hoge rest kar loPinky - Hmmmm mai tumhare liye kuch khaane kai liye laati hu
Rudra - Ok
Few days pased
Bhavya apni IPS ki training kai liye cli jaati hai
Shivaay raat din Apni fast car bnane mai busy hai but itna busy hone kai baat bhi use Annika har taraf dikhti hai (in his imagination kabhi usse tool deti huii kabhi helpkarti huii ) He was so tensed why it happened with him .He almost complete his automatic fast car Last touch mai baar baar kuch problem aa rhi hoti hai .itne mai Shivaay ka phone bajta hai
Shivaay: hello (Surprise ho jata hai awaz sun kar )
Annika -Hello kya mai Mr.Shivaay Kapoor se baat kar sakti hu
Shivaay - Smile karta huaa bolie
Annika - Kaise friend ho ek phone bhi nhi kiya
Shivaay - (In his thoughts waise hi har jagta dikh rhi ho )Bas waise hi thoda busy tha
Annika - Aur aapne bola tha aap jo fast car per kaam kar rhe the vo complete hone wala hai kuch kaha tak phucha aapka kaamShivaay - All most complete hai bas last touch baki hai
Annika - Kya mai aa kar dekh
sakti hu
Shivaay - Haa sure why notAnnika Gauri kai saath aati hai
Gauri - Namaste shivaay bhaiya
Shivaay - Namaste Gauri kaisi ho
Gauri - Bilkul theek
Om bhi aa jata hai
Sab ek duste ho hi hello karye hai
Om Annika se - Happy to see you here
Annika -Gauri aa hi rhi thi aur mujhe bhi Shivaay ki car dekhne thi soOmkara - Okay
Gauri - Cle omkara ji
Shivaay - Kaha
Om -Vo maine kuch Gauri ko dekhna tha
Shivaay -kya
Omkara - Yaar samaj jaa na (whispering in Shivaay ear)Shaadi se phele golden period hota hai So want to enjoy it .
Shivaay -Hmmm
Annika Shivaay se aap dekhyo mujhe apni car
Shivaay -Clo
Annika car dekhti hai
Annika -It's beautiful bhut sundar hai yeh
Shivaay - really aapko achi lagi
Annika - Yaaaa
Shivaay - Well thanku
Annika - First don't say aap okay
Shivaay -Okay
Annika - Kya last touch bacha haiShivaay -Bas jab start kar rha hu start nhi ho rhi .sab dekh liya kaha problem hai but koii bh8 problem.nhi dikh rhi I can't understand phir start kyu nhi ho rhi
Annika - Let me try ?
Shivaay -sure
Shivaay Annika ko car ki kye deta hai n Annika starts it
First try she failed but second try she successful to start it
Annika - Wowww it starts
Shivaay -Shocking mode mai .Mai itni din se try kar raha hu butAnnika -.Shayad aapki car ko maire hi haath se start hona tha .Let's go for ride
Shivaay - Yaa sure
Shivaay car drive karta hai
Anjika se seat belt band nhi ho rhi hoti Shivaay helped her n shivika eyelock moment
(back ground music start ."Tum hi ho, tum hi ho .Mairi Aashiqui aab tum hi ho )
After sometime their eye lock breaks
Annika - Band ho gyi
Shivaay - Hmmm
Dono drive per jaate hai aur jab wapas aate hai
Annika - It's wonderful car
Itne mai Om Gauri bhi aa jate hai
Shivaay - Om Gauri mairi car start ho gyi
Omkara - Sach Shivaay
Shivaay - Hmmm
Annika - Maine start ki hai
YOU ARE READING
Aashiqui Do tadpate dilo ki kahani
Romance: Story based on only Shivika rebirth and others r chatactters of the story .How destiny reunite them after rebirth .#ShivikaRebirth journey full of intense ,emotions,n romance .and different from #Ibpart1.Hope you guys like it .Please comment unde...