Ch:15...

977 59 8
                                    

(Swara was shocked seeing the person who had slapped her)...

Let's begin...

(It was none other than dp... Everyone was spellbound seeing dp slapping swara... The one who supported swara had now slapped her... Mis was all quite now... Fear was seen on many faces but 3 persons had glimpse of happiness on their faces... They were suj ram and uttu... Sanskar was yet again lost in those harsh memories of him troubling ragini and blaming her for things that she was not responsible for... Gaining everyones attention Dp started speaking...

Dp: muze sharam aa rahi hai khud par ke maine tum jaise Giri hue ladki ke baato mai aa gaya or tum pe bharosa kiya... Rag ke baat na mann ke tumhare baat manne... Uspar shak kiya usko bhala bura kaha... Bhot bada paap karava diya hai tumne hamse... Woh ladki jisne mere andar ke nafrat or ghamand ko durr karke muze sahi rasta dikhaya usse ko maine aapne ghar se nikal diya kiske wajase... Tumare wajase swara tumhare wajase... Iske kimat toh tumhe chukani hoge... He was going to slap swara again but now her so called dida popped in between and stopped dp from slapping her again...

Dida: ye kya kar rahe ho aap... Amar shona galat nahi hai galat toh bass woh rag thi jo abhi yaha se or mere shoru ke life se ja chuki hai... Bachpan se amar shoru ne samaj ke tane sunne kyu sirf or sirf rag ke wajase... Usko uske baba se durr rehena pada kyu rag ke wajase... Meri misthi ko pati ka pr nahi mila kyu rag ke wajase... Jo khushiyon ke hakk dar mere swara or misthi the woh sab khushiya kise mile rag ko... Muze samjta nahi hai ye rag nam ke bala mere shoru or mishti ke jindagi se chali kyu nahi jate... Badi mushkil se toh usse bachpan mai he durr bheja tha ye sochke ke mere swara ko uske pita ka pyaar mil jayega paar nahi re marwaran woh hone dete toh na... Or abhi bhi jab woh chali gayi hai fir bhi sab ko usse ke padi hai mere shoru ke nahi...

Sh: matlab uss din mere rag ke koi galti nahi thi... Usne swara ko dhakka nahi mara tha... Woh sab aapke wajase hua tha...

Dida: ha maine he kiya tha sab maine he swara ko jhuth bolne ko kahata... Taki tumhe rag pe gussa aye or tum usse apne jindagi se durr kar do...

No one from Maheshwari's had any idea about what the gf were talking except uttu,suj and sans... uttu knew the entire story while suj and sans just knew half part of the story... But suj was not interested in knowing any story right now... She was just desperate to know about her ragu...  She was happy with dp slapping swara... But as dida kept on blabbering her frustration grew more... Now it was her turn to speak...

Suj: bass... Bohot ho gaya aap logo ka ye family drama... Muze toh pehele se he iss ladki pe ratti bhar bhi vishwas nahi tha... Woh toh mhare bhole ragu ne muze samjhaya tha issliye isko swikar kiya tha warna mai toh iska chehera bhi na dekhti... Mai etne dino se soch rahi thi ke isne jo dau pech khele ragu ka sach samne lane woh usne sikhe kahase paar aaj uska javab mil gaya... Jab nani he aise chalak ho toh uski poti mai uske gunn na utre ye ho he nahi sakta...

Uttu: chodo mom aap bhi kin logo ke mu lag rahe ho... Are jiss ladki ko aapne kiye par thode bhi sharmindagi na ho usse hamare kuch bolne se kya farak padega bhala... Thankfully iske or bhai ke shadi nakli thi warna jo ladki apne pariwar apne behen ki jisne usse iss society mai respect dilaya uske na ho paye woh bhala bhai or hamare pariwar ke kaise hote... Waise bhi kutte ke puch aaj tak kabhi sidhi ho paye hai jo iss matlabi ladki pe hamare bato ko kuch asar hoga... Chodo... Isse toh haam baad mai nipat lenge filal toh bass rag ke baremai clue dhundna hai... Ek baar woh mil jaye fir isse dekh lenge... Bhai aap aage padhiye...

But sans was still lost... Tears were not not stopping to flow from his eyes... Finally uttu shook him to bring him back from his imagination...

Uttu: bhai... Aage padhiye jaldi... Hame pata lagana hai ke rag laga ho sakte hai...

Ragini: A Mystery...Where stories live. Discover now