Ch:38...

260 28 4
                                    

That's when sanskar tured back and saw her crying... He reached her and held her through shoulders and enquired what's wrong... She pointed in the direction of the person who was standing at the stairs... He got shocked as well seeing that someone there...

It was non other than uttara...

Sujata came running to her and hugged her... Almost in tears...

Suj: uttu... Chori... Kaisi hai tu... Aaj yaad aayi hai tuze apni maa ke ha... Chal chhod pehele na kuch kha le fir aram se baith kar baat karenge...

(By then everyone has gathered in the hall and looking at uttara and sujata... That's when sanskar spotted someone else too walking behind utta with her purse in hand)

Raj (without looking anywhere): uttara tumhara bag... Car mai he reh gaya tha... Ye lo... tumhara ho Jaye toh bahar aa jana mai car mai wait kar raha hu...

(Handing her the bag he was ready to leave the house again... But sans stopped him...)

Sans: (coming up...) Mr Shah plz ruk jaiye...

Raj: nahi thanks woh mai bahar wait kar lunga mai buss uttara ko uska purse Dene aaya tha... He was about to leave but uttu stopped him...

Uttu (holding his hand in low audible only to him voice): plz ruk jao raj muze daar lag raha hai... Maine socha tha mai kar lungi but nahi... I need you...
(Audible to everyone) Ruk jao Raj plz...

Listening to her he agreed...

Everyone settled down on dining table except Raj...

Raj: no thanks mai bf karke aaya hu... Sorry... Aap sab kha lo...

Durga Prasad: Mr Shah plz thoda kha lijiye hamare sath...

Uttu (interrupted): ji plz unhe force maat kijiye... Waise bhook toh muze bhi nahi hai... But aap sabke khatri I'm sitting here... Toh plz nasta kar lete hai... Mai yaha kisi kaam se aayi hu... Muze aap se jaruri baat karni hai...

With this they all had their bf... By then time Raj was sitting on sofa in the living room trying hard to control his anger and frustration looking at their happy faces...

Raj (inner voice): meri princess ke jindagi kharab karke yaha ye log aram se hass rahe hai... Just wait and watch... Bass ye shaadi ho jane do fir inko bataungi ke meri bachi ko dukhi karne ka kya natija hota hai...

After everyone was done with their bf they all settled onto the sofas in living room...

Suj: bolo uttu kya baat hai...

Uttu was still quite...

Ap: bolo uttara hame chinta ho rahi hai...

Uttu: mai shaadi kar rahi hu...

Everyone was in state of shock... It was sanskar who spoke 1st...

Sans: (with mixed emotions) kyaaa...? Kise...? Kab...? Kaha...? I mean ye achanak kaise... Uttara ye kya ho raha hai... Tu aise bina mom dad se puche kaise kar sakti hai... Tu bhool gayi unhone tere liye kya kya kiya hai... Kya ho gaya hai tuze uttara... Tu hosh mai toh hai...

Uttu: (cutting him in between) bass bhai... (She got agitated too listening to his que and accusations)...

Suj: bass kar sanskar... Usse uski baat kehne toh de... (Side eyeing AP dp an laksh) N meri beti koi dudh piti bachi nahi hai jo baki logo jaise hamare mu par kalik pothne ke naubat laye... (Looking at uttu) Tu bol beta kya baat hai...

Uttu: maa... Tysm muze samjhne ke liye n mujpar bharosa karne ke liye... (Sat down on knees infront of sujata and ramprasad and held their hands) Maa Papa... Mai shaadi kar rahi hu... N bass yahi batane ke liye mai aaj yaha aayi hu... Agle mahine ke 27th ko shaadi hai... Aur yaha Mumbai mai he hai... Rahi baat kiske sath toh (she got up and went near Raj... Held his hand hand made him stand up) Inse miliye... Mr. Raj Shah... Mere hone wale pati aur apke jamai sa... The owner of the Shah enterprises... A self made man... (Entangling fingers with Raj and side eyeing sans) Are mai kuch nahi bhuli hu ke iss gharne mere saath kya kya kiya hai na mere mom dad ke sanskar bhuli hu na unke ahesan... Issliye aaj yaha aayi hu... Aap sabko apni shaadi par invite karne...

Sanskar was still in state of shock... But suj n ram were excited...

Suj: ji sunna apne... Hamari bachi shaadi kar rahi hai... Finally hamara sapna pura hoga apne bachi ko dulhan ke jode mai dekhne ka... (Hugged uttu with happy tears)... Acha je bata ke inke maa pita se baat ho gayi hai ya hum baat kare...

Ram: ha bachi... Mr Raj aapke maa papa se milna ho toh bata dijiye... Hum unse baat kar lenge sab chijo ke baremai...

Raj: (still frustrated at the back of his mind but trying to act normal) Ji uski koi jarurat nahi hai... Shaadi mai aake...

But uttu sensing his anger cut him in between...

Uttu: ji papa uski jarurat nahi hai... Sab fix ho gaya hai... Raj ke mom dad bhi ready hai... Infact mai toh yaha bass shaadi ka card Dene aayi thi... (She took the card out and was about to hand it that's when someone intruded)...

It was none other than swara and sharmistha descending the stairs...

Swara: (clapping her hands in mocking way)... Are iss ghar mai shaadi ke baat chal rahi hai aur Ghar wale bahu ko he bhool gaye...

Suj: (looking at laksh and warning him in tone audible to him) apni biwi ko sambhal warna mujhse bura koi nahi hoga...

Lak: swara... Bass karo...

But she gave no heed to him...

Swara: (Snatching the card from uttara's hand)... Jara dekhe toh hum kis amir bakre ko fasaya hai tumne... (Reading the card and looking up and fanning the invite infront of her face)... Mr Raj Shah... Toh aap ho Raj... Pranam hone wale jamai sa... Hum iss ghar ke choti aur eklauti bhau hai aur apki eklauti hone wali bhabhi...

That was enough for Raj... He was about to snap... But uttu reacted sooner...

Uttu: (snatching back the Card from swara's hand) ji pranam bhabhi sa... Woh kya hai na muze meri mom ne aapki maa jaise sanskar nahi diye hai ke jaha amir ladka dikha nahi waha uspe kud jao... Raj ne jab zero se start kiya tha tab se mere sath hai aur mai unka sath marte dum tak dungi... Aapki jaise chanchal maan nahi hai na mera ke aaj iss bhai pe toh kal uspe... Bhale he umar mai badi aap ho but old school wale pyaar ka concept na aapse jyada hame samjh aata hai... Toh kya hai na ke isse pehle mai aapko aur kuch ache vachan sunau kripya apni ye not so pretty se shakal leke mere samne se hatt jaiye... (Pushing her a bit from her way uttu walked towards ap and dp)...

Swara was in utter shock... And boiling with anger...

Lak: (audible to her) karva li bejati... Bola tha na chup kar jao...

Uttu: waise toh mai card mom dad ko dena chahati thi... But woh dono aaj bhi aapki ijjat karte hai n usse maan ke khatir ye meri shaadi ke pehele card mai aapko dene aayi hu... Plz aap sab shaadi mai jarur aana...

Raj was looking at uttu being all proud...

Raj: Ji uncle aunty agar apko mom dad se milna ho toh aap bata sakte hai... Mai mom dad ko inform kar dunga...

Ram: (joining hand infront of Raj) ji beta ji agar hum kal milne aa jaye toh chalega kya...

Raj: kya uncle beta bhi bolte ho n hath bhi jod rahe ho... Aap bina jhijak aa jana milne... Ha bass try kijiye ga ke aap dono he aaye... (Side eyeing sans)... Mai nahi chahate ke kisi aur ke wajase meri bachi ko koi taklif ho...

But ram was to overwhelmed to pay heed to the last part...

Raj: (getting happy) ji hum kal aa jayenge...

Uttu and raj bent down to take their blessings...

Uttu: mom dad hum chale hai...

They went back with uttu giving no heed to sanskar...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

To be continued...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Sorry for the delay...

Uff... A long one... I would plz appreciate reviews coz I don't really know how the strong is going... Also sorry for the inconsistency...

No proof reading done so plz bear with the typos plz...

Tysm for bearing with me...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

~Mercury...

Ragini: A Mystery...Where stories live. Discover now