PART 39- ATTACK

2.9K 184 12
                                    

HM: chaliye cabin me baithe hai.
KS: haan.
Both were in cabin completing there work.
Late night
KS: hasu chaliye na chai pikar aate.
HM: haan thoda sa fresh b feel hoga.
KS: chaliye.
Comes out and KS was about to sit on her bike.
HM: ruhkiye karu.
KS: kaa hua.
HM: chal kar jate hai. Dehkiye mausam kitna acha hai.
KS: ok.

It was cool night with wonderful weather
Both holds each other hand with fingers intervened
HM: kitna acha lag raha hai na.
KS: aap k saath sab kuch acha hai
HM: aaj hum dono situation bht se handle ki. Aur aap ne kitni ache se jawab diya bina gussa kare.
KS: aap ki Sangat ka asar.
HM: acha
KS: aur hum bina baat k gussa nahi karte.
HM: nahi aap bina baat k b gussa karti hai.
KS: nahi aisa nahi hai.
HM: aisa hai kyuki hum dehk chuke hai.
KS: kaa dehka aap ne.
HM: jo aap chote bacho ki tarah hum se naraz hoti hai aur kaise sab ko gussa karti hai.
KS: theek hai hum se baat mat kijiye aap. Waise bhi hum humesha gussa karte hai to.
Leaves her hand and walks faster
HM: aree karu humari baat to suniye.
KS: nahi.
HM( to herself): bacho ki tarah phir se naraz hogayi. Ab hume hi manana hoga.
Runs to her and catches her walking speed.
HM: acha sorry na.
KS: nahi maaf karenge.
HM: kyu
KS: hum to gussa karte aur naraz hojate to phir se baat kyu karni hai.
HM: naraz to aap ab bhi hai. Baat isliye karni hai kyunki aap humari girlfriend hai.
KS realises but continue to act that she is still upset.
KS: nahi maane wale
HM hugs her from behind.
HM: abhi b nahi.
KS: kya kar rahi hai aap. Koi dehk lega.
HM: dehkne dijiye. Ab to sab ko pata hai.
KS: hum nahi maane wale.
HM kisses on her cheeks.
HM: abhi bhi nahi?
KS: nahi.
Both reaches tea stall
HM: bhaiya do kaddak chai dena.(to KS) Ek dum humari karu jaisi.
KS: aap apna time waste kar rahi hai.
HM: plz karu sorry na...
KS turns away her face to other side.  HM goes to that side .
HM: plz karu aage se nahi bolenge aisa ki aap ko gussa aata hai.
KS: dehka phir bola aap ne.
HM:🤦🤦🤦🤦. Kya kare hum aap ka.
Bhaiya: madam aap ki chai.
HM: haan dijiye.
Takes both the cups.
KS: chai dijiye hume.
HM: nahi. Phele boliye aap ne hume maaf kiya.
KS: to rahkiye chai aap k pas rahkiye.
HM: chaliye aaj chai hum pilate hai.
KS: theek hai.

HM makes KS drink the tea.
KS: aaahhh!!!
HM: kya hua.
KS: chai garam hai.
HM: sorry sorry.
Blows the tea and makes to drink her again
HM: ab theek hai ?
KS: haan.
After KS drinks tea. She also drank and left for thana.
HM: ab naraz nahi hai aap .
KS: nahi ab b naraz hai. ( Childish voice)
HM: to kya kare aise ki aap ki narazgi dur hogi.
KS: hume nahi pata.
And moves forward.
HM: to ye aap ka favourite chocolate b nahi chahiye.
KS stops. HM plan was working.
HM: chaliye hum ki kha late.
KS comes and snatch chocolate 🍫.
HM: ye to humare liye thi.
KS: magar ye ab humari hai.
HM: abhi b bikul bachi hai.
Pulls her cheeks 😘.
KS: ab aap ko sabhalna hai iss bachi ko.
HM: haan kar lenge. To maaf kiya.
KS: haan.
HM: shukr hai.... Ab hume bht saare chocolates humare pas rahkne hoge.
KS ( while eating chocolate): kyu.......
HM: aap hum se baat baat par naraz hoti hai. Aur chocolate dene se maan jati hai isliye.
KS: haan baat sahi hai.
KS hugs HM.

HM sees a shooter on the tree with aim on KS and was about to shoot.
But HM turns around while hugging and the bullet hits HM in her back.
KS: hasu.....
HM: hum theek hai aap usko pakadiye.
KS: nahi hum aap chord kar nahi jane wale.
KS sees for taxi. Fortunately she finds a taxi and takes HM to hospital.
HM was in operation theatre.
KS waiting outside continuessly crying. Thens calls SS.
KS: santu......
SS: kya hua km aap kyu ro rahi hai. Sab theek to hai.
KS: wo....wo..... Hasu ko goli lagi hai.
SS: aap chinta mat kariye . Main aa rahi hoon.
Within minutes Santu comes. Sees KS crying while HM was still in OT.
SS: km.....
KS: santu.......dehko kya hogaya.
SS hugs her rubbing her back and consoles KS.
SS: sab theek hojaiga. Aap chinta mat kariye . Dehkiye abhi wo theek hojaigi aur bolengi. " Tajurba kehta hai Humara"........
KS stops crying but still on the verge of crying.
SS: par madam goli lagi kaise.
KS: hum dono chai peene gaye the pas me hi. Jab hum wapas aa rahe to hum ne hasu hug kiya aur kisne ussi waqt goli mardi. Sab humari galati hai. Na hum naraz hote na wo hum manane ki koshish karti na hi ye sab hota.
SS: isme aap ki koi galti nai hai. Par wo koun tha aap ne dehka kuch.
KS: nahi....
SS: aap ne PJ aur ammi ko bola ?
KS: nahi. Hum nahi bata payenge.
SS: theek hai main bol deti ho.

Doctor comes out.
KS: kaisi hai hasu. Theek hai na wo. Zyada to nahi lagi.
Doc: relax . Relax. Dehkiye goli unke shoulder aur neck k beech lagi. Aur ye achi baat nahi hai. Waise goli to nikal di hai. Phir hume unhe 24 hours critical hai. Aap log dua kijiye ki sab theek ho.
KS was numb listening to this.
SS: km aap sambhal liye. MS ko sab se zyada aap ki zaroorat hai. Aap strong rehna hoga HM k liye. Main baki sab ku bolti hai.
KS: doc kya hum mil sakte hai .
Doc: haan . Par abhi hosh nahi aaya hai.
KS: theek hai doc.

HM was shifted to room.
SS informs everyone about the incident. While KS goes to the room sits beside her Holding her hand.
KS: aap jldii uthiye na. Ab hume koun manaega . Hasu plzz uthiye na. Hume ye soti hui hasu bikul nahi pasand hai. Hume wo romantic naughty hasu pasand hai. Wo doctor ne kaha ki aap ko bht gheri chot lagi. Lekin hum jante hai aap fighter hai. Isse kuch nahi hoga. Hai na?........... Kuch to boliye.....
In some time everyone comes to hospital.
A: kaha hai meri bachi. Theek hai na wo.
PJ: haan santu karshima kahan hai.
SS: Doctor ne kaha ki next 24 hours critical hai. Aur KM andar room me hai MS k saath.
A: kyaaa.
PJ: sambhal apne apko salma behan. Sab theek hoga.
CC and billu comes.
CC: santu ji MS kaha hai.
SS: andar room me.
PJ: par ye sab hua kaise.
SS tells everything that KS told her.



PJ: ye zaroor SK ka kaam hai.
CC: haan pj.
In the room
KS sleeps next to HM holding her hand. HM gain consciousness. The first thing she sees KS sleeping next her. Tries to remove her hand without disturbing KS but she wakes up.
KS: aap ko hosh aagaya. Pata hu kitna daar gaye the. Jaan nikal gayi thi humari. Aap kya zaroorat ye sab karni.
HM: karu relax......
KS (in anger): aap ko goli lagi hai. Aur aap hume relax kar rahi hai.
Everyone comes in the room listening to KS voice.




That's it for today
Dont forget to vote and comment if you liked







LOVE AND SUPPORT Where stories live. Discover now