AS: arey mata ji aap hume anu boliye.
A: arey aise kaise . Aap to sheher k dsp hai. Main aap ko aap k naam se kaise bol sakti hu.
AS: nahi mata ji aisi koi baat nahi hai.
HM comes out of the room
HM: koun hai ammi.
A: dsp sir hai.
HM: jai hind sir. Andar aayie na.
AS: ji.
A: aap yaha kaise. Pushpa behan aur karshima to thane me hai.
HM: ammiii.......
AS: wo hum hj se milne aayie the. Hume aaj hi pata chala aap ko goli lagi hai. To soucha ki aap ka hal chal puchle.
A: acha aap souchte b hai. Hume laga ki aap sirf aap ni duty nibhaate hai chahe uske k liye kuch karna ho.
HM: ammi aap chai laiye sir k liye
A: theek hai....
Ammi leaves.HM: sorry sir humari ammi b na......
AS: iski koi zarurat nahi hai hj. Hum samhjte hai. Ab aap kaisi hai.
HM: ji hum theek hai.
AS: ye kis ka kaam tha kuch pata chala.
HM: ji KS ne uss shooter aur SK ko arrest b kar liya hai. Aap jante hai karu.......... I mean KS ko.
AS: haan ache se jante hai. Waise uss din k shaama kijiye hume.
HM: kis din k liye ...
AS: wo uss din hume bht zyada react kiya tha. Par hume aise achanak pata chala aap k aur behna k baare me.
HM: it's ok sir.
Ammi comes tea
AS: arey iski zaroorat nahi thi.
HM: humare ghar aaye hai to par to chai to banati hai.
A: haan chai to banti. Lijiye pijiye
AS: dhanyawad.
A: waise aap aise duty k beech me hi aayege. Phir aap ka farz ka kya hoga aur desh ko koun bachayega.
HM ( to ammi): bas kijiye ab aap.
AS: wo hum yaha se guzar rahe the to soucha ki hj se mile.
A: achaaa....... . Waise aap ko apni behen se kuch sikhna chahiye.
AS: hum samhj nahi.
A: mera mtlb tha ki wo dhoka kha sakti hai par kis aur dhoka dena ka souch b nahi sakti.
AS ( bows his head down): ji.
A: tum dono bhai behen ek dum opposite ho.
AS: haan wo bht gusse wali hai aur hum bikul shaant.
A: wo b hai. Magar main kuch aur baare me bol rahi thi.
AS: kis baare me.
A: karshima apni duty k saath rishte b sambhal thi. Magar dsp sir aap ............... Jane dijiye ab.
HM ( to ammi): aap jaiye hum dsp sir se baat karni hai.
A:jo b hua acha hua. Karshima best hai meri beti k liye. Meri haseena best hai karshima k liye. Koi aur deserve nahi karta meri beti. Theek hai tumlog baate karo . Mujhe kaam hai
AS: ji.
( HM ne bacha liya AS ko ammi k taano se. Phir b bhaar bhaar k taane maare ammi ne😂😂😂😂)Meanwhile in MPT.
SS: km ye file check kariye .
KS: kyu....
SS: cheete ne banayi hai to ......
KS: haan theek hai. Lao.
KS was checking the file.
SS: ek baat bolu km.
KS: haan bolo( still looking in the file).
SS: MS ne peechle 5 ghanto me 5 baar phone kiya hai.
CC: wah!!! Santu ji kya observation hai aap ki .
PJ: haan bhai karingi na. Ghar me kahan dil lag raha hoga.
SS: km ko miss kar rahi hogi.
KS: hogaya aap sab ki baketi. Check kar liya hai jao HQ bhejdo.
SS: haan bhejti hu. Dehkna next 5 mins me MS ka phone aayega.
KS: haan haan ab jao.
From inside KS was happy that how much HM was missing her. But after 30 mins she realises that HM didn't call her.
KS ( to herself): kaa baat hai hasu ne phone nahi kiya. Sab theek to hai. Hum hi karte hai.
But SS listens KS.
SS: haan haan call kijiye bht der hogayi .
KS: amma tumhe kaise pata chala.
SS: ab aap itni zor se souchenge to sunaiye to dega na. Waise call kariye MS ko.
KS calls HM but HM declined it.
KS: kaat diya.
PJ: haww!!! Shyd kisi aur se baat kar rahi hai.( Teasing her)
KS: chup kariye aap. Busy hogi.
PJ: unke haath me chot hai aur Salma behan unku kaam karne nahi degi. To phir kya hoga ( doing her over acting 😂)
SS: haan sahi bol rahi hai PJ.
KS: hum phir se karte hai.( Tensed)
KS calls HM again but instead of declining it HM answer the call and she doesn't know that.HM: haan sir bikul sahi hai aap ne.
KS: hasu...
But HM doesn't know.
AS: aur aap ko pata hai hj. Hum Bachpan me aise hi karte the.
HM: aap b
AS: haan.
HM and AS share a laugh.
KS: ye anu bhaiya ghar pe kaa kar rahe hai.
PJ: haww!!! Ab to aap ka patha (leaf) kaat( doing her over acting 😂).
KS: aisa kuch bhi nahi hai pj.
SS: agar dsp sir ne MS ko pata liya to...............
PJ: aur wo dono has b rahe the.
KS: par anu bhaiya ghar kyu gaye.
SS: MS ka haal chal puchne. Unhe goli lagi hai na.
PJ: ek dum sahi bol rahi hai santu.
KS: pj aap thana sambhal liye hum aate hai.
PJ: kaha jaa rahi hai aap.
SS: obviously ghar MS se milne.
KS stops .
KS: nahi hume kuch kaam hai
PJ: haan jaiye jaiye.
But KS decides not to go and returns to her desk.
SS: kya hua aap nahi jaa rahi.
KS: nahi.After an hour AS realise the time.
AS: arey hume to der hogayi hai. Time ka pata hi na chala. Hum chalte hai.
HM: ji.
AS leaves.
HM sees the time.
HM: hum to karu ko call karna tha.
Calls KS immediately but KS declines
HM: humara phone kyu kaat rahi hai karu baar baar. Ek baar aur try karte hai.
Calls KS again and KS answers.
HM: kaha thi aap . Hum tab se call kar rahe the.
KS: ye sawal to hume puchna chahiye.
Humne kitni baar call kiya.
HM: wo dsp sir aaye the .
KS: hum jante hai.
HM: kaise?
KS: aap ne galti se phone utha liya tha. Bht has rahi thi unke saath.
HM: awww!! Humari karu jealous ho rahi .......
KS: nahi hum jealous nahi hai.
HM: jhoot mat boliye hum pata hai.
KS: bola na nahi hai.
HM: acha ye sab chordiye. Aap ne lunch kiya.
KS: nahi.
HM: kyu. Time to kab ka hogaya lunch ka.
KS: hum thode busy the.
HM: ab aap jldi se kijiye lunch .
KS: theek hai karte hai. Par usse pehle aap boliye aap ne kiya aur dawai li.
HM: haa......haan kar liya.
KS: ab koun jhoot bol raha hai.
HM: wo dsp sir k saath busy hogaye the. To bhul gaye the.
KS: pata tha ye anu bhaiya ki wajah se na.....
KS cuts the call.
HM: karu.... Karu...HM tries to call her again but she doesn't answer. Within minutes KS reaches home and rings the door bell.
A: ab koun aagaya.
HM: hum dehkte hai.
A: nahi main dehkti ho . Tum aaram karo.
HM: hum haath me chot hai. Pair me nahi.
Before that ammi opens the door and sees KS.
A: karshima beta tum itni jldii.
HM: karu aap yaha.
KS: aap ne khana khaiya hasu.
A: nahi
KS: kyu.
A: tumare anu bhaiya aaiye the aur ye unke busy hogayi.
HM: ammi......
KS holds her and takes to dinning table.
KS: chup chap baithiye.
KS serves a plate and starts feeding HM.
HM: karu.....
Before that KS puts bite in her mouth. HM: aap ne b nahi khaiya hai to aap b khaiye.
HM feeds KS
KS: aap time pe dawai lena aur uske liye time khana khana hoga. Aap aise nahi kar sakti.
Ammi leaves them alone.
HM: ab mat daantna hume.
KS: theek hai. Magar anu bhaiya k saath bht hasi aa rahi thi aap ko.
HM: wo bas unke bachpan k Stories suna rahe the. Aur kuch funny the .
KS: hmm. Aap ne humare bachpan k stories nahi suni aur anu bhaiya k sun liya.
HM: haan unho ne bataya to hum
ne sun liya. Ab itna jealous mat ho.
KS: hum jealous nahi hai.After lunch.
HM: waise hum aap ko bht miss kiya.
KS: acha. Magar aap to busy thi
HM: sach me iss cute se chehre ko bht miss kiya.
KS blushes.
HM: waise thane me koi new case aaya.
KS: haan aaya tha aur hum ne solve kar diya.
HM: wohi muka aur laat k tarike se.
KS: nahi uski zarurat nahi padi. Aap k jajbaat walo tarike se solve kiya.
HM: achi baat ye to. Ab jaiye magar usse phele hume kiss chahiye.
KS: phele ye dawai khaiye.
HM eats the medicine 💊
HM: ab jldi se dijiye.
KS: theek hai apni aankhe band kariye.
HM closes her eyes.
KS runs to door...
KS: byee hasu. Jab hum wapas aayege to tab denge.
HM: karu yaaar..........Dont forget to vote and comment if you liked 😊❤️
YOU ARE READING
LOVE AND SUPPORT
FanfictionIt's all about Yuki/KarEena. But with some twists and turns