PART 97 - THE D-DAY II

1.3K 133 22
                                    

All once again they congratulated kareena and left. Now only kareena was there on the stage.

In the evening. Many officers came and congratulates them. Then comes Rajvir.

RT: bht bht badhai ho aap dono ko.
Kareena: thanks.
RT: ye aap k liye 💐
HM: arey iski kya zaroorat thi.
KS: haan. Waise b yaha bht phool hai.
RT: ab rakh lijiye na madam.
KS: ab tum itna bol rahe ho to theek hai.
RT hands over a bouquet to KS.
RT: ji ab main chalta ho. Kal thana b jana hai.
HM: ji.
RT: bye.
KS: bye.

RT leaves. Ammi and PJ comes back on the stage.

A: chalo khana khalo.
KS: haan ammi bht bhook lagi hai.
A: ji bahu rani
HM: ye aap log kya bahurani bahurani kar rahe hai.
PJ: to kya tum humari bahurani nai ho.
HM: nai.... Hum aap k beti hai aur beti hi rehenge.
PJ: aise to tum dono behen hojaogi.
HM: amma..... Bas kariye ab to. Kab tak hume satayenge.
A: aise hi satayenge. Ye sab to chalta rehega. Chalo kuch khalo.
KS: hum to kab se bol rahe. Magar humari sunta koun hai.
HM: acha madam chaliye. Hume suna aap ki hi baat wo b puri zindagi.
KS: isliye to aap se shaadi ki hai.
HM: haan kyuki hum hi aap ki saari baate maan lete hai. Koi aur aise nai kar sakta. Aur na himmat aap ki itni saari farmaish sune ki
KS: correct.
PJ: ab bhook nahi lagi hai?
HM: haan haan chaliye.

HM and KS went dinner table. It long  decorated table with lots of dishes. HM and KS take seat in the middle beside each other.

A: phele ek dusra ko kuch meetha khilao.
Kareena: ji.
KS(to HM): par hume ice cream chahiye.
HM: acha theek hai. Billu ice cream lao.
Billu: yes madam.
HM first feeds KS then KS did the same. Then ammi and PJ feeds them the first bite of food.
PJ: ab tumlog khalo.
KS: ji.
SS: HD......
HM: ji boliye......
CC: aap KD ko kya wedding gift de rahi hai?
HM: hum khud hi unke k liye gift hai.
Billu: haan par gift to dena padta hai.
HM: kuch der me aate hi hoga.
KS: kaa hai boliye na....
HM: nai khud dehk lijiye.......
SS: KD aap ka gift kahan hai?
KS: shanti se khana khale. Uske baad.
CC: okay.

After dinner.
SS: KD aap k gift?
KS: haan haan. Bille wo box do jo hum ne diya tha.
Billu: ji.

Billu gives KS the box. KS opens the box. It was same bracelet that HM gifted to her. KS takes it and ties around her wrist.

HM: karu ye same waisa hi bracelet hai jo hum ne diya tha.
KS: haan. Hum ne same bracelet banwaya hai aap k liye. Ye bracelets humari rishte k tarah hoga.
HM: mtlb? Hum kuch samhje nai?
KS: ye ki hum hamesha aap k saath honge. Ye bracelet dehk kar aap humari yaad aagayi aur hum aap ka diya hua bracelet dehk kar aap ki yaad aagayi. Aur humesha aap aur humare saath honge chahe kuch b ho.
HM: wow!!! So deep.....
HM hugs her.
CC: HD ab aap ki baari.....
Billu: haan.
HM: theek hai uske liye hum log ko bahar jana hoga.
SS: kyu??
HM: bas chaliye.

HM extended her hand to KS and she holds her hand tightly. All the family members went outside. HM called someone.

HM: ji la lijiye.
PJ: aisa kya mangwaya hai?
HM: aap log khud dehk lijiye. Ab koi kuch nai puchega.

A truck 🚛 comes in. Some men brings out a huge gift box out of truck and leaves from there. 🎁

HM: karu.... Jaiye aur bow open kariye. 🎀
KS: ji.

KS opens the bow. As soon as she opens the bow the sides of box falls. And everyone is shocked 😲. It was a sports bike. KS shouts in excitement.
KS hugs HM tightly.

SS: wow!!! Kya bike hai!!!
KS: thank you so much jaan........... I love you too much......
HM: I love you too baby...
A: acha par kab kharidi tum ne ?
PJ: tum ye kyu diya haseena. Phele wo bike plane k tarah chalti hai. Ab to .......
KS: to ab aur tez hogi amma....
HM: no baby..... Aap speed limit k andar hi hogi.
KS: jaise aap bole. Par aap ko kaise pata chala hum hi bike lena chahte the.
HM: to hum ne ye bike parso office jane k baad k li. Special order de kar banwaya hai. Aur aaj hi delivery hui hai. Aur aap ne hi bola tha New York me ki bike lena chahti hai. To bas hum ne kharidli.
KS: thank so much......
CC: kya bike KD.....
Billu: haan ek dum kamal......
KS: ab hum ghar iss par hi jayenge.
PJ: bikul b nahi.
A: haan hume dono sahi salamat chahiye. 
PJ: ab andar chalo kuch rasame baaki hai aur uske baad Bidaai.

LOVE AND SUPPORT Where stories live. Discover now