Chapter 25 Dewana babu

5K 91 8
                                    

Next day Anirudh went to office and he entered in his cabin. Bondita was working there.

Bondita : arre sirbabu aap aagaye?

Anirudh thought he is dreaming again.

Anirudh : tujhe kiya hogaya hain anirudh? har jaga bas bondita hi dikh rahi hain. tu pagal hogaya hain sayad.

He ignored bondita and started cheking files. Bondita was confused.

Bondita in her mind : inhe kiya hogaya? yeh aise mujhe ignore kiyu kar rahe hain?

Bondita : sir? kiya hua hain aapko? naraz hain kiya mujhse?

Anirudh : dekho main jaanta hu tum yaha nehi ho. main pagal ho jayunga.😭

Bondita : yeh aap kiya keh rahe hain? main yaha nehi hu? aap thik to hain na? kahi aapko bukhar to nehi hain?

Anirudh still thinking that he is dreaming.🤣Bondita touched his forhead.

Bondita : nehi aapto bilkul thik hain. aap itna ajeeb bartav kiyu kar rahe hain? Biristarababu?


Anirudh didn't listen her. Than bondita pinched on his waist just the way she pinched anirudh on their wedding day.

Anirudh : aaah... aah...

Bondita : aap thik to hain na? birristara babu?

Anirudh : Bondita.... matlab tum sach main ho? 😳

Bondita : haa yakeen nehi hota to ek or baar pinch karu kiya?

Bondita again pinched him🤣🤣

Anirudh : Aah...kiya kar rahi ho bondita? kitni zoro se pinch kiya?

Bondita : to kiya karu? aap bohat ajeeb behave kar rahe hain. bilkul pagal o ki tarha.

Anirudh : kiya kaha main pagal hu?

Bondita mummering : usse kaam thori na hain?

Anirudh : kuch kaha tumne? 1 min aaj to tumhari shadi thi na? to tum yaha?

Bondita : ha...woh Dev ko kuch kaam agaya ishiliye usse urgent london jaana para. or humari shadi delay hogayi.

Anirudh got very happy. in exitement he hold bondita ' s hand.

Anirudh : sacchi? 😄😄

Bondita : haa par aap itne khush kiyu ho rahe hain?🙄🙄

Anirudh : tum nehi samjhogi.

and he pulled Bondita's hand and satrted dancing.

Bondita : kiya kar rahe hain? thik to hain na aap?

Anirudh realise what he was doing and leave bondita. He was started blushing.

Anirudh : woh.... woh...

Anirudh got nervous and slipped. he fail upon bondita. they lost in each others eyes.

Anirudh : kash yeh pal yehi pe tham jaye. main tumhe aise hi qareeb se dekta rahu. kitni sundar ho tum...😍

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now