Chapter 74

996 84 6
                                    

After hearing everything he got fainted.
Everyone got tensed.

Kaka : Anirudh aa beta kiya hua tujhe? ishliye main nehi batana chahta tha?

Binoy : som , batuk jaldi koi doctor ko bulao.

They took Anirudh to bedroom and called doctor. Doctor came and checked him.

Doctor : abhi thik hain par inhe aise stress maat dijiye. inki dimag pe asar kar raha hain. inhe kisi ki zarurat hain jisse inhe Khushi mile.warna tabiyaat or kharap ho sakti hain.

Binoy : ji doctor.

The doctor left. Kaka was sitting beside him and creasing his hair.

Kaka : pata nehi bahu tum kaha ho? humare anirudh ko tumhari zaruraat hain. wapas aaj jao bahu.

Binoy put hand on kaka's shoulder. After few hours anirudh openned his eyes.

Anirudh : kaka meri bondita aise kaise mujhe chodh sakti hain? usse bulaiye na please. main uske bina kaise jiyunga?

Kaka : beta aise ro maat.

Anirudh : kiya woh jane se pehle mujhse ek baar bhi nehi mili thi?

Kaka : ha beta woh gayi thi tujhse milne.

In Flasback :

Kaka gave permission to let bondita go thinking about the child.

Bondita : mujhe yehi umeed thi aaplogo se. mujhe khushi hain aap logo ne mujhe samjha. Vinita meri madat karde.

Vinita in a breaking tone : bondu....kiya keh rahi hain tu....

Bondita : tujhe hi ish gharko samhalna hain age. tu kamzor kaise padh sakti hain?

After packing eveyone went to hospital. Anirudh was still lying unconscious on bed.

Bondita : doctor kiya main unse ek baar mil sakti hu?

Doctor : unki halat bohat critical hain.

Bondita : please ek baar doctor.

Doctor : thik hain par ziyadah der nehi.

Bondita noded her head and went inside the room. Bondita saw his whole body was bandaged. His face were bruised. Bondita touched his face and crying.

Bondita : kiya halat hogayi hain apki? sab kuch meri wajah se hua. par aab or nehi main jaa rahi hu apse dur humesa ke liye. main wadah karti hu apse humare bacche ko urne ke liye asman dungi. usse bilkul waisi zindegi dungi jaise aap chahte thei chahe mujhe duniya se kitna bhi ladna padeh. usse bilkul apke jaisi banaugi. wadah hain yeh bondita ka apse.

Bondita kissed his forhead and left from the room.

Kaka : par bahu tum kaha jaoyogi?

Bondita : yaha se bohat dur.jahan yeh samajh mere bacchi tak nehi pouch sake.

Binoy : par aise....

Bondita : baba main abhi Kolkata jayungi fir waha se kahi dur. par aaplogo ko mujhse ek wadah Karna hoga.

Kaka : kaisa wadah?

Bondita : ke aaplog mujhse koi rista nehi rakhoge or age badh jayenge zindegi main.

Kaka : yeh kiya keh rahi ho bahu?

Bondita : aaplogo ko meri kasam na maat kariye.

Kaka : aisa maat karo bahu. agar Anirudh uthega to usse kiya jawab denge hum?

Bondita : kehna ki unki bondita unsse bohat piyaar karti hain par sayad kismaat ko humara alag hona hi manzur tha. or kehana mujhe bhul jaye humesa ke liye or kisi acche insaan ke sath age badh jaye.

Kaka : bahu....

She hugged everyone including Liana.

Bondita : or haan yeh bondita humesa aaplogo ki karzdar rahegi. albidah.

She left from hospital.

Flashback ends.

Anirudh was crying badly hugging kaka.

Binoy : useke badh hum a kuch nehi pata uske bare main. woh kaha hain kaisi hain.

Kaka : ha nahi usne kabhi humse sampark kiya na humne.

Anirudh brust into tears.

Anirudh : woh aisa kaise kar sakti hain mere sath? main uske bina mar jayunga.

Kaka : nehi beta aisa maat kaho.

Anirudh : agar woh mere sath nehi rahegi to main jee ke bhi kiya karunga? isse aacha main ushdin maar hi jata. kamse kam uske bina rehne ki taqleef to nehi hoti mujhe.

Binoy : nehi beta. hum dhundenge usse...

Anirudh : par kaise? hum e to kuch bhi nehi pata.

Kaka : agar tu sacche maan se dhundega to jarur milegi tujhe. aise haar maat maan.

Anirudh : main usse dhundunga or wapas bhi layunga yeh wadah hain Anirudh Roy Chowdhury ka.

Kaka : sabas beta.

Binoy : ha beta main abhi information nikalwata hu.

Anirudh : sukriya baba...

The trio hugged eachother. They broke hug.

Kaka : abhi niche chalo beta. tumne nasta nehi kiya. tumhe dabai bhi to leni warna kamzor nehi padh jayoge kiya?

Anirudh noded his head. They went to dining table. Liana served them food. Anirudh looked at her.

Anirudh : par Liana batuk tum dono ki shadi kaise huyi?

Liana : woh dada...kiase batayu....

Anirudh : matlab?

Batuk : woh jab boudi chali gayi thi uske kuch din badh....

In flashback :

After Bondita left, everyone was waiting at hospital for Anirudh's response.

Binoy : kaisa hain humara beta?

Doctor : unfortunately woh coma main chale gaye.

Everyone got broken hearing that.

Som : woh kab tak thik honge?

Doctor : hum kuch nehi keh sakte. din, hapte yah salo lag sakte hain unhe bahar ane main.

Kaka : hum kiya karenge aab? humari bahu bhi chali gayi or anirudh pass hain fir bhi sath nehi.

Doctor : hum intezar ke alawa kuch nehi kar sakte.

Doctor left. Everyone was crying and broken.

Liana : aap log samhaliye khudko. woh thik hojayenge.

Batuk : tum kuch bolna maat. sabke zimmedar kahina kahi tum hi ho. na tum mere dada ke zindegi main aati na mere dada boudi alag hote.

Kaka : batuk! uski wajah se hi tere dada ko samay pe haspatal la paye. maafi mang usse.

Batuk : main nehi mangnewala.

Liana : sahi keh raha hain batuk. mujhe jana cahiye yaha se.

Binoy : par itni raat ko kaha jayogi.

Liana : hotel chali jayungi. fikar maat karo.

Binoy : batuk tum usse hotel chodhne jao.

Liana : nehi main chali jayungi uncle. meri gadi hain.

Binoy : fir bhi beta. itni raat ko akele jana thik nehi. batuk tum jao uske sath.

Batuk : par main kiyu....

Kaka : batuk...

He glared at him. Batuk noded his head and left with Liana.

Wha had happened then? how they got married? I will tell you in next chapter.











Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now