Chapter 73

1K 88 4
                                    

Next morning in Rc mansion everyone was sitting.

Kaka : Anirudh utha kiya?

Batuk : nehi dada abhi sou rahe hain.

Binoy : pata nehi hum sach kaise batayenge usko.

Kaka : daar lag raha hain kahi uski tabiyaat or kharap na hojaye sach sunke.

Suddenly anirudh came from behind.

Anirudh : kaisa sach kaka?

Everyone got tensed. Anirudh went to them.

Kaka : tu uthgaya anirudh? itni jaldi kiyu? tujhe thoda or aram karna chahiye.

Anirudh : aram kaise karu? mujhe bondita se milna humare baby se milna hain. par yeh to batao koi ladka hua ya ladki?

Binoy made courage and spoke.

Binoy : hum e nehi pata Anirudh.

Anirudh : matlab? kuch samjha nehi.

Kaka : Anirudh. Bahu ne humse sare riset tod diye.

Anirudh : rista tod diya matlab? kaisi baate kar rahe hain aap log.

Som : ha dada...boudi hamai tab hi chodh ke chali gayi thi jisdin apka accident hua.

Batuk : aapne boudi ko gadi se to bacha liya par samajh se unhe koi nehi bacha sakah.

Anirudh : matlab? saaf saaf batao.

Flashback :

That day from hospital They went to Rc mansion. Bondita was resting and crying holding Anirudh's photo.

Bondita : mujhe maaf kardijiye patibabu. nehi main mafi ke layak nehi. maine aapko galat kaha pata nehi kiya kuch nehu kaha mujhe ghin aa rahi hain khudh pe.

Suddenly someone threw pebbles trough window. Bondita looked down and saw coward.

Bondita, Kaka, batuk, Vinita, liana everyone came outside and saw Sampoorna standing with people and she was smiling.

Kaka : kiya hua? aise chillah kiyu rahe ho?

Man : hum a sab pata hain apki bahu bondita yeh bohat buri hain.

Womens : Buri nehi papi hain papi.

Man : ha apne pati ko kha gayi. yeh manhus hain or iska pet main baccha bhi.

Kaka : zubahn samhal ke baat karo.

Women : are apne bhagwan jaise pati pe ghinohna arope lagaya. yeh layak nehi hain ish samaj main rehne ki?

Man : arre hum e to sakh horaha hain ki iske pet main jo baccha hain woh apke beta ka hain bhi nehi?

Batuk : apki hinmaat kaise huyi itni gandi baat bolene ki?

Women : aare sach hi to kaha. 5 mahine dur thi apne pati se. kiya pata kisi or ka baccha ho?

Bondita was staying numb hearing all this.

Man : arre hum e to lagta hain ki janbuch ke apke bete ka accident karawa taki bacha sakhe khudko. kiyuki pet main kisi or ka baccha hain.

Women : isse nikalo huamre gao se. yeh yaha nehi reh sakti. yeh papi hain papi.

Man : arre isko to ghar se nikal dena chaiye. yeh yaha nehi reh sakti.

Everyone : ha ha nikalo isko yaha se.... yeh rehegi to humare betiya bhi bigad jayegi. yeh yaha nehi reh sakti.

They started throwing pebbles.

Kaka : Bahu.... ander chalo inki baat maat suno.

Vinita took her inside the house. Sampoorna also came inside

Kaka : tum? tumhari hinmaat kaise huyi yaha aane ki?

Sampoorna : kiya jeith ji yeh ghar kabhi mera bhi tha. ish bondita ne mujhe nikala tha na ghar se aaj maine isko nikal diya gao se. dekha mujhse ulajhne ka anjam.

Kaka : tum itni niche kaise gir sakti ho?

Bondita : ksj giri huyi to yeh pehle se thi aaj sabit kar diya.

Sampoorna : ha ha tu to kahegi hi. kiyu ki tu khudh jo giri huyi hain? kiya sabut hain tere pas ki yeh baccha roy Chowdhury khandan ka hain? Anirudh ka hain.

Kaka : Sampoorna....!

Sampoorna : chillaiye maat. agar hoga bhi to ish samaj ko yakin kon dilayega? yeh ladki hain ishliye ungli uspe hi uthegi. Anirudh pe nehi.

Kaka : tum kuch bolti kiyu nehi? waise to bohat tark karti ho bahu.

Bondita : kiya bolu main? baat to yeh sahi keh rahi hain. ungli to humesa aurrat ke Charitra pe uthaya jata hain. kuch bhi ho dos to aurrat ko hi dete hain yeh samaj. humara samaj aisa hi hain ksj.manhus to aurrat ko hi kaha jata hain.

Sampoorna : pehlibar tere baato se main sehmaat hu bondita. sahi kaha tune manhush to tu hain. teri wajah se aaj tere pati ki yeh halat hain? kisiko chain se tu jine kaha deti hain? jiski bhi zindegi main jaati hain usse barbadh kar deti hain bachpan se hi tu aisi hain. arre tu to Anirudh ke layak bhi nehi thi fir bhi pata nehi kiyu unse teri shadi hogayi. aaj to tune ush insaan pe ungli uthai thi jisne tujhe humesa har muskil se bachaya. jisne tere liye sabse ladai ki aaj unse hi ladh bathi? kaisi aurrat hain tu? kalank hain tu kalank.

Kaka shouted : bohat bol liya tumne aab jao yaha se warna dhakke maar ke nikal na aata hain hum a.

Sampoorna : ha jarahi hu. kabhi khush nehi reh payoge tumlog. yaad rakhna or khas kar ke tu bondita tu to mahush hain jo apne pati ko kha gayi.

Sampoorna left. Bondita sat on her knees like a statue.

Kaka : bahu iski baat maat suno. hum jante hain tum kitni acchi ho. sab jante hain ghar pe.

Bondita : sahi to kaha unhone. sab kuch meri wajah se hua. aaj patibabu ki yeh halat shirf meri wajah se hua. main unke layak nehi. jabse main unki zindegi main ayi ho tabse unhe shirf taqleef huyi hain. kitni baar mere liye unhone apni zindegi dao pe lagayi fir bhi mera sath nehi chodah. or maine badle main unhe kiya diya? aaj woh meri wajah se zindegi or moth ke bich lad rahe hain. main unki layak nehi.

Kaka : aisa maat kaho bahu.

Bondita : maine faisla kar liya. mai yeh ghar chodh ke chali jayungi humesa ke liye. kabhi wapas nehi ayungi unki zindegi main kabhi nehi. main unke layak nehi. woh mujhse bohat acchi koi ladki deserve karti hain.

Kaka : yeh kiya keh rahi ho bahu.

Bondita : ha ksj or main aaj hi chali jayungi.

Kaka : aisa maat kaho bahu. bacche ke bare main to socho?

Bondita : bacche ke bare main hi soch rahi hu. mujhpar jo arop lahaya gaya hain agar fir bhi main ruki to mere bacche ko yeh log nehi chodenge shanti se jine nehi denge usse. aap hi bataye kiya ish bacche ko samman milega samaj main? mujhe daar hain kahi yeh log mere bacche ko maar na de. ishliye ish bacche ke liye mujhe jaane dijiye. main lad bhi nehi payungi ish samaj se aaj kiyuki unka accident to meri wajah se hua hain or

Eveyone was quite then. kaka noded his head. Bondita smiled with teary eyes.

Flashback ends.

Anirudh was numb hearing all this and
his head started paining again. he fainted.

Now what will happen next? will they meet? or stay separate forever?


Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now