Chapter 24 kulfiwala day

1.7K 60 0
                                    

It was bondita's haldi day. Her haldi function will start at evening.At morning Bondita went to office.

Bondita : aaj ka kaam jaldi se khatam karna hoga. aaj meri haldi hain ghar jaana hoga jaldi.

Then she went to Anirudh 's cabin to get the permission for early leaving.

Bondita : May I come in?

Anirudh : yes come in.

Bondita : woh Sir.....

Anirudh : tum mujhe birristara babu bula sakti ho bondita 🙂

Bondita : woh..... Mujhe aaj chutti chahiye thi.

Anirudh : kiyu?

Bondita : woh aaj meri haldi hain na. mujhe ghar jaldi jana hoga.

Anirudh felt very hurt hearing this. But he noded his head.

Anirudh : Main to bhul hi gaya tha. Ha thik hain aaj tumhari chutti hain. 🙂

Bondita : Thankyou biristarababu🙂

Bondita about to leave but she stopped.

Bondita : kiya ek or cheez mang sakti hu aapse?

Anirudh : haa bolo kiya chahiye?

Bondita : Kiya aap mere sath ekbaar last time kulfi khane chalenge?

Anirudh with teary eyes : main? main kaise?

Bondita : kiyu nehi jaana chahte hain mere sath?

Anirudh :Nehi aisi baat nehi hain. Par aab to humare bich koi rista nehi raha na?😓

Bondita : kisne kaha humare bich koi rista nehi hain? hum dono ka rista kiya shirf pati patni ka tha? uske alaba kiya humara koi rista nehi?

Anirudh : matlab?

Bondita : kiya aap mere dost nehi hain? kiya aap mere siksakbabu nehi hain? kiya aap mere raksak babu nehi the? or aaphi ne to kaha tha humare bich dosti ka rista hain. to kiya ek dost dusre dost ke sath kulfi nehi kha sakta?

Anirudh with a smile :ha zarur. main chalunga na tumhare sath.

Bondita : to chaliye.

Bondita pulled anirudh 's hand and they went to eat kulfi.

Anirudh : woh raha kulfiwala.

Bondita : ha chaliye.

They started eating kulfi. Kulfi was melting

Bondita : Arre biristarababu thik se khaiye. kiya baccho ki tarha kha rahe hain. aapke shirt pai gir gayi.

Anirudh : arre ha. main abhi saaf karta hu.

Bondita : rukiye main saaf kar deti hu.

Bondita started cleaning his shirt. Anirudh was satring Bondita.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now