Chapter 14 a night together

2.2K 78 0
                                    

Bondita and Anirudh got into the car. Anirudh satrted driving. Bondita was quite. she doesn' t even looking at him.


Bondita in her mind : kiyu aap mere sath itna samay bita rahe hain? kiya zarurrat hain mujhe ghar chodhne ki? main aapse jitna dur rehana chahti hu aap utne hi pass aate jaa rahe hain.😞


Anirudh : kiya soch rahi ho Bondita?


Bondita : kuch nehi aise hi.


Anirudh : to tum kuch bol kiyu nehi rahi ho? abhi bhi ghussa ho mujhse?


Bondita : Nehi sir. aap se ghussa nehi hu.


Anirudh : Waise ek baat puchu?


Bondita : mere mana karne par to aap jaise nehi puchoge😒


Anirudh : kuch kaha tumne?


Bondita : maine kaha puchiye.


Anirudh : Waise... woh dev hain kon?


Bondita angrily : aap firse dev ko laa rahe hain kiyu?😠


Anirudh : Nehi mera matlab hain woh kaisa lagta hain tumhe?matlab kaisa ladka hain? dekho ghussa maat ho na.😅


Bondita : thik hain. to suniye... woh bouhat matlab bohat accha ladka hain. woh mere school friend hain. woh humesha meri madat karta hain. humesha mere sath khada rehta hain. agar main udash hoti hu to woh mujhe jhaat se khush kar deta hain. sachmain uske jaisa koi nehi.😊 ( she told many good things like this about dev and anirudh was hearing.)


Suddenly the car stopped.


Bondita : aapne gadi kiyu rokh di?


Anirudh : maine nehi roki. woh khudh ruk gayi🙄


Bondita : matlab gadi kharap ho gayi.


Bondita : Yeh kiya hogaya?aab kiya karenge hum?


Anirudh : fikar maat karo main abhi thik karta hu.


That moment suddenly it started raining.


Bondita : ish barish ko bhi abhi aana tha?


Anirudh : aaj ka din hi kharap hain😔 Bondita woh dekho ek ghar hain waha pe. chalo dekte hain.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now