Shehnaaz's House - 🏡
Shefali - shehnaaz ! Tumhe Aman kaise lagte hai 🙄❓
Shehnaaz - Woh bahut achhe insaan hai shefali. 🙂
Mai unki bahut respect karti hu. 🙂Shefali - Are woh toh thik hai shehnaaz 🤷
Tumhare man mein kuchh aur feelings nahi hai kya unke liye 🤨❓Shehnaaz - jaise ki 🤨❓
Shefali - Are pagli love jaisi 😅
Shehnaaz - yeh kya bol rahi tum shefali 🤷❓
Mai unki bahut izzat karti hu. woh ek acche writer toh hai hi aur sath hi bahut achhe insaan bhi hai. 😌Shefali - Bas yahi rishta hai 😕❓
Shehnaaz - Haan yahi ek rishta hai humara ! 🙄
iske aage kuchh bhi nahi. 🙅♀️Shefali - phir jab yahi normal rishta hai toh mr. Aman verma ko kyu aane deti hai apne ghar roz. 🙄❓
Shehnaaz - woh mujhse millne thodi naa aate hai, papa se millne aate hai.
Papa unke college ke teacher reh chuke hai toh isi bahaane papa ka haal-chaal puchhne chale aate hai.
Aur meri study mein bhi thodi help kar dete hai. 🙂Shefali - But mujhe aisa nahi lagta 🙅♀️
Mai jab bhi Aman se millti hu unki aankhon mein tumhare liye jo pyar dikhta hai aur is baat ka andaaza koi bhi laga sakta hai. 😌
Tum kaho toh uncle se baat karu tumhari aur Aman ki shadi ke liye. 😉Shehnaaz - Tu naa kuchh bhi sochati hai, aisa kuchh bhi nahi hai. 🙅♀️😒
Woh bas mujhe ek friend ke jaise samajhte hai, mere assignment mein meri help karte hai. mujhe dictation mein problem hoti hai toh woh mujhe apne hisaab se dictate karke batate hai. Aur tu jo humare baare mein soch rahi hai aisa kuchh bhi nahi hai.Shefali - mujhe kya 🙄, mujhe jo laga maine tujhe bata diya ab aage teri marzi. 😒
Midnight - 🌌
Aman verma's house - 🏡
Aman was writing something on his personal diary. ✍️
Aman - "Kya aisa nahi ho sakta ki baat mujhe kehani naa padhe aur shehnaaz samajh le ki mai uske ghar sirf dictation lene yaa ek cup chai peene nahi aata. yahi baate har waqt inhi words mein maine kal bhi likhi thi aur shayad kal bhi likhunga." 😌
"Mai pyar karta hu tumse shehnaaz, bahut pyar karta hu." 😌
"Tumse pyar kab hua yeh toh mujhe bhi nahi pata chala." 😌
"Na jaane aisa kya darr chhipa hai mere Dil ♥️ mein Jo main tumse apna Haal-E-Dil bhi nahi bayaan kar pata." 😔
Next day - ⛅
At Hospital - 🏥
Shehnaaz takes dayashankar Sharma to the hospital for a check-up
Doctor checks up dayashankar's eye 🔦👁️
Doctor - Dayashankar tum apni aankhon ke sath bahut zyadti kar rahe ho. 🙄
SD - Nahi doctor sahab aisa nahi hai.
Shehnaaz - Nahi toh kya Papa 🙄
jab bhi mauka millta hai chashma 👓chadakar baith jaate hai padhne ke liye. 😒Doctor - Yeh toh badi galat baat hai dayashankar 🤨
Tum khud ek teacher reh chuke ho aur meri kehi baat maante nahi.
Hum doctor ki baato ko serious liya karo, warna apni laparwahi ke chalte apni dono aankhon 👁️ ko kharab kar ke baithonge. 😐SD - Thik hai ! Doctor sahab ! Aage se dhyan rakhunga. 🙂
Doctor - shehnaaz ! jara idhar aana 😐
Shehnaaz - ji ! 🙂
Doctor - Dekho shehnaaz tumhare papa ke saamne yeh baat mai kah nahi paya but yeh baat bahut serious hai aur tumhe yeh baat batana bahut jaruri bhi hai. 😐
Mr. Dayashankar ki aankhon 👁️ ki condition bahut hi khrab ho gayi hai. Medicine se unki aankhon 👁️ ko koi farak nahi padh raha. Aur aisa hi chalta raha toh woh humesha ke liye andhe ho sakte hai. 😐
Isliye meri salaah hai ki unke better treatment ke liye jald se jald unhe delhi ke hospital mein admit kar do.
Haan waha ka treatment thoda kharchila hai but effective bhi hai. Jyada waqt mat lagana beta, jo karna hai jald se jald karo. ☹️Shehnaaz - Thik Hai Doctor ! 😔
YOU ARE READING
AJNABEE
Hayran KurguSidharth Khanna is a rich Casanova, who uses his money and powerful status in society to win over girls. A rich businessman, dilsillusioned with women courtesy a cruel act by the woman who he was once supposed to be marry. Treating women like commod...