My heart beats only for You

1.6K 145 26
                                    

Next day
(It was around 9am.Baba and Ishq had already gone for work.)
Ks: Anu bhaiyya Itni Ka jaldi Hain aapko?kamse Kam Maddam sir se ekbar Milke toh jaiye.
As: Nahi bahena unhe sone dijiye..(in mind).waise bhi unhe Bina dekhe janahi aasan Hoga..(he sighed and left.)
------------------
Noor's room:
(She woke up gasping..she was sweating profusely,her head was still hurting.She glanced at the clock.)
Noor(HM): ya Allah!9 baj Gaye..(she rushed downstairs didn't even bother to freshen up.)
------------------------
Noor(HM): Karishma Singh Anubhav Kaha Hain?
Ks: Woh Bhaiyaa Nikal Gaye..
Noor(HM): Nikal Gaye!Humse Bina mile?..issbar Nahi Jane denge hum aapko..(she rushed out of her house.)
Ps: hey Bholenath,issbar inndono ko Mila dena..
--------------------------
On a rickshaw
Noor(HM): Chacha junglewala rasta pakadiye..Hume Jald Se Jald gaon Ke sima par pounchna Hain..(the rickshaw driver did as said.)
(Noor reached the border of Dhumgarh and was waiting for As's car to arrive.)
(As was driving..his eyes blurry with tears..he was trying hard to control his emotions..he was constantly reminding himself that he's an agent and hence can't fall weak but nothing seems to work today..He was lost in his thoughts when he noticed a woman..her back facing him.. standing Infront of his car..he immediately applied brake.)
As: Devi Aap Iss prakar bich sadak par kyun khadi hui Hain..abhi ek durghatna ghat jati(he said coming out of his car..the lady turned shocking him to his core..)
As: Noor Aap Yaha..
Noor(HM): Bina mile jaa rahe the..(she said looking straight into his eyes.)
As: Nahi Woh Aap so rahi thi toh jagaya Nahi..
Noor(HM): aadat Hain na Anubhav Singh bar bar Hume Akela chhod ke chale Jane Ka..
As: kya matlab..Humne apko kab.(he was confused.)
Noor(HM): Sagai se ek Raat pahele Bina Kuch Bataye sirf ek chitthi chhod Kar Nahi Gaye the?(she asked raising one eyebrow.)
As: MATLAB aapko sabkuch Yaad tha..(he was now double shocked.)
HM: Nahi tha..par shayed Khuda ki bhi yahi raza thi ki aaj apko hum Jane na de..isiliye waqt rahete Hume sab Yaad aagaya..
{A/N: I'll now use only HM for Haseena as she has got her memories now.}
As: yeh toh atyant harsh vishay Hain ki aapko sab Kuch Yaad aagaya...hum bohot Prasanna Hain..(he was genuinely happy that she got her memories back.)
HM: Baat ko mat badaliye Aap Anubhav Singh..phirse Hume chhodkar jaarahe the?(she asked loudly.)
As: Nahi Haseenaji..hume Kuch Avashyak Kam Hain isiliye..
HM: phir ek jhoot..kya dushmani aapko Humse..kyun Itni takleef dete Hain Aap Hume ..jhootha Pyar..jhoothe Saath Ka wada...sirf aur sirf fareb Kiya Hain Aapne humare Saath..(she cried loudly.)
As: Humare prem ko fareb mat kahiye Haseenaji...(he pleaded.)
HM: Fareb Nahi toh kya kahe..agar humse sach mein pyar karte na aap toh humpe thoda sa(gestured by pinching her fingers.)..itna SA bharosa karte ki hum Kabhi aapko apki duty Karne se Nahi rokenge...
As: hume Pura bharosa tha,Hain aur humesha rahega Haseenaji..hum Nahi chahte the ki humare intezaar mein aap apni Zindagi k haseen varsh bita De..humara Maksad sirf aapko Khush Dekhna tha Haseenaji bhalei Kisi aur k Saath...
HM: Waisa Pyar toh humne Kiya hi nahi Anubhav..Jo ek pal mein  Kisi aur k ho jaaye hum..(she said through her tears.)
Aur Hume Kisi aur k Saath Khush dekhne ki Baat Kar rahe the na Aap phir kyun AJ Yaha se jaa rahe Hain...
As: Nahi Haseenaji..hum sach mein Bohut Khush Hain Aapke aur Ishq k liye..aur ab toh aapki yaadein bhi wapas aachuki Hain..ap Dono Bohut Bohut Khush rahenge Saath mein..bas ek vinti Hain Police ki Naukri mat chhodiyega..desh ko Bohut zaroorat Hain Aap jaise afsar ki..(he smiled a bit and turned to go.Haseena was standing dumbfounded..She was like what this man is made of ?!)
HM: yeh Sahi Hain.. mohabbat Dono ki aur faisle Lene Ka Haq sirf aapko?(he turned back.)..phir ekbar apni Rai Sunakar Chal diye Aap..
As: Thik Hain kahiye Aap kya kahena chahti Hain..itna galat Kiya Hain Humne Aapke Saath..Jo bolna Hain boliye hum sunne ko taiyyaar Hain..
HM: galat toh Apne Kiya Hain..Bohut Bohut galat kiya Hain..saare faisle khud le liye..aaj bhi khud hi tai karliya ki hum Ishq k Saath Khush rahenge...
As: kya Aap Khush Nahi Hain is Shaadi se?
HM: Aapne itna galat Kiya Haseena k Saath phir bhi use aapse Pyar hua..aur toh aur dekhiye kismat ka khel Noor bhi aapse hi apna Dil haar baithi...(As looked at her shocked..)
As: matlab?
HM: matlab yeh ki Noor ko bhi apse Pyar  ho Gaya Anubhav....
As: par Aap Ishq se Pyar Karti Hain na?Humne khud Apne kaano se suna Hain..
HM: ha hum karte Hain Ishq se Pyar(tears made made way through his eyes listening to her..)par Mohabbat Nahi karte..hume Bohut zyada lagav Hain Ishq se..par Humara dil sirf Aapke liye dhadakta Hain...bhalehi Aap Humse mohabbat na Karo hum karte Hain..(she now went close to him and looked straight into his eyes.)
HM: Iss Zindagi mein hume jitni bar bhi Pyar,Ishq ya mohabbat Hoga na..har bar sirf Aap hi se Hoga..(he said nothing just pulled her into a bone crushing hug..)
As: hum apse Bohut zyada prem karte Hain Haseenaji..hum apko khona Nahi chahte..(he said with chocked voice.)
HM: phir yeh badi Badi baatein kaheneko kon bolta Hain.."humara Maksad sirf aapko Khush Dekhna tha Haseenaji bhalei Kisi aur k Saath..." (mimicking him)
As: Humne sabak Sikh Liya..Nahi rahe sakte hum Aapke Bina(he declared tightening the hug.)
Whispering voices:
Hey Bhagwan,Dekho toh khullam khullah kaise gale mil rahe Hain...Sharam Nahi Hain aajkal ke ladke Ladkiyon ko..
(Hm opened her eyes while being in the hug and noticed few villagers passing by eyeing them as if they were doing some crime..she tried to break the hug but Anubhav didn't let her.)
HM: Anubhav Chhodiye sab log Dekh rahe Hain...
As: Dekhne dijiye Hume fadak Nahi padhta..
HM: (chuckling)Accha thik Hain..par abhi Ghar chalna Hain..hum jis Tarah se bhaage Hain na Ghar se..Hume dar Hain sab Hume dhundne Nikal Gaye Honge..(He reluctantly broke the hug.)
As: Chaliye..(they both sat in his car and Anubhav took U-turn.)
----------------------------
Precap: Ishq-Noor marriage date fixed.
----------------------------
Finally the moment arrived..HM got her memories back..she confessed her love again..But will things be so easy or will Anuseena's love has to face more problems?
------------------------------
Do vote and comment if you like the chapter.
Thank You.


ANUSEENA -Two Have The Same Beloved✓Where stories live. Discover now