sab alag alag rahenge ??

277 37 3
                                    


After some years

Kids were in 8 std.

Ptm meeting

All went to school

Teacher= kavya ruhi kiran and aayesha and mishti are good in studies ..i suggest ki in logo ko yeh boys se dur rakhe.....manish manav karan Sameer unhe bigad denge

Elders nodded At home

aly= humne kuch decide kiya hai

Kav= kya hua chachu ?

rahul = hua nahi hoga ..

sid= hum sab aaj se alag rahenge

Kids= kyu ?

jay= boys ke vajah se kavya , mishti aur ruhi ka padhai bhi effect ho raha hai....

kush= we can't afford that to happen.....

sana= tum log toh sudhar nahi rahe ho

Kids went in their room...

Elders looked at each other and smirked

Mani= acha hi hai ...vaise bhi in logo se compare nahi hona tha muje (controlling emotions)

Kar= muje bhi (tears)

Kav= natak bohot acha karte ho tum sab ladke (tears)

Girls were in tears

Dinner

sana= hum kal niklenge

shefu = pack ur things except kavya and ruhi

Girls went in their rooms..

Next day..

All were in hall and were about to leave the house

Kav= Sapno ka wo aangan kahan Darpan bata bachpan kahan

Ruhi= Sapno ka wo aangan kahan Darpan bata bachpan kahan Seedha saral tha jivan jahan

kiran= Darpan bata bachpan kahan Sapno ka wo aangan kahan

aaye= Darpan bata bachpan kahan.

ruhi=Bhai se yaari, Behno se masti Udti patango jaisa tha mann

kavya=Jitne the riste, Saare the mann ke Unme na uljhan na thi jalan

Hoti na thi anban jahan Darpan bata bachpan kahan

Mishti =Seedha saral tha jivan jahan

kiran= Darpan bata bachpan kahan

kavya= Sapno ka wo aangan kaha Darpan bata bachpan kahan.

Aaye=Khaane ki chinta, sone ki fikre Hoti bhi toh hoti thi kam

ruhi=Khushiyan judi thi khilauno se apni Khabar hi na thi kya hota hai gham

kiran=Paawan the sab bandhan jaha Darpan bata bachpan kahan Seedha saral tha jivan jaha

kavya=Darpan bata bachpan kahan Sapno ka wo aangan kahan Darpan bata bachpan kahan

all 4=Darpan bata bachpan kahan

all were in tears

boys were still in there places

kav= jao na ..bhai , manav karan and sam..

ru= comparision se aab  mukt  jaoge tum chaaro

kir= I mean..comparing se bura lagta hai..lekin teacher jab kuch ache ke liye bole vo faltu lagta hai

aaye= bachpan me jo masti kiya na...vo bhi bhul ke hi iss ghar se bahar jaan a

boys went towards their parents

mani= mom.dad...hum aaj se ache se padahyi karenge

manav= hume yaha se nahi jaana

kar= plss...

sam= plss mom dad

sid = pakka ?

boys = yes....

Elders started laughing

Kav= kya hua dad..

jay = yeh log kahi nahi ja rahe hai

rahul = yeh sab toh boys ko line me lane ke liye tha...

kush= itne saal jo sath rahe..aab thodi na alag honge.

. All smiled and did a group hugged

plss vote and comment ki kaisa laga??

sidnaaz : parenthoodजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें