Mohabbat

306 6 4
                                    

Mohabbat kya ha? Mohabbat aik achi cheez hai.. Mohabbat aik bhut bara hisa ha zindagi ka... Mohabbat duo(2) insanoon sai shuru hoti ha... Mohabbat sirf bachoon ka kilona nhi... Ka jab dil chaha kahla aur jab dil chaha tuo phank diya... Mohabbat aik bari cheez ha... Jo unjana kis naseeb walo ko milti ha... Aur bad naseebo ko toti howi mohabbat... Mohabbat bhut anookhi cheez ha... Kabhi usko asan lai kar jana maat dena😜.... Love is necessary..😑...

Kabhi khushi tuo kabhi gham ❤️❤️..Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin