Sumedh in a Fix

422 25 0
                                    

Sumedh:
Heyy wifeuuuu
Mallika:
Haa bolo
Sumedh:
Yarr kahin bahar chale?
Mallika:
Jarur!!!
Sumedh:
Mallika ek baat puchu? Tumhe ye saara plan mujhe jail ke bahar laane ka aaya kaise? Its tooo criminallish
Mallika:
Maine kaha na main bhi ek criminal hu.
Sumedh:
Haa haa mera dil jo churaya hai tumne hahahahahha.
They go out for dinner. Mallika sleeps in car. He picks her up in his arms. Ge adores her. He keeps her on the bed. Caress her hair. She holds his hand nad cuddles him. They sleep cuddling each other.
Morning
Mallika wakes up and find her in his strong arms. She looks at his kiddo face with love. She plays with his curls.
Mallika to herself
Mallika:
Kyun karte ho aisa? Sumedh agar tumne crimes nahi kiye hote na toh I swear humari love story kitni happy hoti. Tum jail chalegaoge, main saher chodke. Wahh what a end!
Sumedh wakes up. They all are having  breakfast. Mallika leaves to meet Virat saying she is going to parlour.
Dadi:
Bhagwan ka laakh laakh shukar hai ki Sumedh ab humare saath hai.
Anu:
Haa Maaji, aur Mallika na hoti toh pata nahi kya hota.
Sumedh:
Mallika hai hi kamal ki!!
.
Mallika:
Ab aapka aur mera safar yahi tak tha.
Virat:
No way! Abhi thode aur sabut laao. Itne ki 10 saal tak bahar nahi aana chahiye.
Mallika:
4 saal tak ka intejaam hogaya na, bass kafi hai itna.
Virat:
You cant back off!!!
Mallika:
I have already.
Next day.
Virat:
Chaliye chaliye Crime Master Sumedh Mudgalkar.
Sumedh:
Ye kya kahe rahe hai aap?
Virat:
Aapke khilaf sabut hai mere pass. Arrest warrant ke saath aaya hu. Koi chalaki ya behes nahi
Mallika acts innocent
Mallika:
Ye aap kya kahe rahe hai Virat sir? Abhi toh Sumedh innocent prive hua hai na
Virat:
Khanna ke murder mein prove hua hai par inke khilaf egyptain gold smuggle karne ka case daraj hua kal subha.
They take him to station. Mallika then meets Virat.
Mallika:
Good Job
Virat:
You too Mallika. Waise actually main jaanta hu Khanna ki death se pehele Sumedh usse mila aur usse maara. Bass iska sabut agar tum laaugi toh help hogi.
Mallika:
Ji nahi. Main aisa nahi karungi.
Virat:
Agar nahi kiya tumne toh jaanti ho na ki tumne bhi kuch galat kaam kiye hai.
Mallika:
Haa. Par woh maine kuch jaane bachane keliye ki hai aur aap kya karenge sir? Mera license cancel karenge? Toh kariye par main Sumedh ko 4 saal ke upar jail mein nahi rehene dungi.
.
Precap: Dhoke ki khasiyat.
This book may end now. If u are loving this book and want it keep going then do comment and tell.
Radhe Radhe

Khwabfaroshi.Where stories live. Discover now