Sumedh rushes to Hospital. He calls everyone there.
Doc:
Chinta ki baat toh hai. Agar 1 hr hosh nahi aaya toh...
Sumedh feels guity of his actions. He feels regret for all the bad behaviour he did to her. He is crying
Sumedh:
Bhai woh goli mere liye thi. Woh usne apne pe kyun li?
Basant:
Shaant hoja bhai.
Sumedh:
Dadi dekho na...kya karo kuch samjh nahi aa raha
Dadi:
Waha dekh Sumedh. Woh Radhakrishn ke murti hai...agar tu pachta raha hai aur chahata hai mikku theek ho toh apna ego, gussa side rakh aur pray kar.
He goes there.
Sumesh:
Main apko nahi maanta..par woh andar zindagi keliye taras rahi hai qoh maanti hai. Main nahi jaanta ki bhagwan se baat kaise karni...par wih toh jaanti hai. Mallika ko theek kar do. I promise uspe kabhi shaak nahi karunga. Plzz.
He goes to her room and holds her hand tight.
(Music-
Kanhaiya Kanhaiya pukara karenge latao mein braj ki nihara karenge.)
Mallika moves her finger. Sumedh looks at ther finger
(Kahin toh milenge woh banke bihari charan unke chitt lagaya karenge)
She opens her eyes. Sumedh's eyes sparkling with happiness
(Kanhaiya Kanhaiya Kanhaiya)
Sumedh:
Mallika kaisi ho?
Mallika:
Aaa... theek hu.
Sumedh:
Kya jarurat thi ye sab karni ki?
Mallika:
Woh tumpe goli chala raha tha
Sumedh:
Haa toh? Main bhi chalai hai goliyian. Maine ek bar khai hai goli. Jab dushman mera tha toh victim tum kyun bani Mallika? Tumhe kuch ho jata toh?
Mallika:
Tih?
Sumedh:
Toh Karthikey, Monica, Maa, dadi, siya, basant, devesh ka kya hota?
Mallika:
Aur koi baaki hai kya?
Sumedh:
Ofc mera kya hota yarr?
Anu:
Aaj Mikku Sumedh ne bhagwan se tumhare liye pray kiya hai. Pure 15yrs baad isne bhagwan ko maana hai.
Mallika surprised
Mallika:
Tumne mere liye?
Sumedh:
Hmmm.
.
Diwali 1st day.
Dadi:
Sumedh, Mallika humne bohot sochke ye decide kiya hai ki...agar Diwali ke baad 1 month tak tum dono ek dusre saath khush nahi rahe toh...hum divorce file karenge.
Mallika:
Kyaaaa???
Sumedh:
Kyun????
Anu:
Itna fark kyun pada raha hai?
Sumedh:
Biwi hai woh meri!!!!
Mallika:
Pati hai ye mera!!!
They look each other.
.
Ye soch rahe ho na reader ki acchanak Sumedh ne itna change kaise? Aree RadhaKrishn temple jaake aaya hai!!! Radhakrishn ki hi krupa barsi hai ispe
.
Keep reading
YOU ARE READING
Khwabfaroshi.
Fanfiction2 totally opposite people Sumedh and Mallika are forced into a marriage. Will the aggression of the guy and peaceful girl's heart collide just as there fates did.
