Monami was sitting on the hospital bed , when Ayra and Ashi came.
Ayra (excitedly screaming) - Mumma !
M - baby !
Ayra comes and hugs her tightly ,
A - Ayra baby , aaram se mumma ke lgi hui hai na.
Ayra makes a pout and breaks the hug ,
Ayra - kahan lgi mumma aapko !?
Monami pointed towards the injury , while Ayra looked at it with tears and kissed the injury.
Ayra(smiling) - ab thik ho jayega mumma .
M - yes , ab vaise bhi meri Ayra mere paas aa gyi hai , toh main toh thik ho hi jaungi.
A - mumma , aap kaise ho ab ?
M - mujhe kya hua , main toh bilkul thik ho .
A - ha voh toh dikh hi rha hai.
Monami pouts ,
M - tum na bilkul apne papa par gyi ho , indirect taunts toh de hi dete ho tum dono.
Ashi chuckles.
M(towards Ayra ) - aur kaisa gya mere baby ka trip !?
Ayra - bahut mazza aaye mumma . Aapko pta hai ma'am ne hume bahut saari games aur adventures karvaye.
A - yeh madam toh Ghar aate hi aapko aur papa ko dhoondhne lag gyi , maine kaha ki aap nhi hai , par phir zidd karne lag gyi ki mujhe aapke paas aana hai aur aapko apne saare kisse sunane hai.
M - acha
Saying this , she tickles Ayra , who laughs wholeheartedly.
While Ashi smiles on seeing their bond.A - baby , chalo ab aap mere saath chalo , mumma ko rest karna hai na.
Ayra pouts and nods . She then climbs down the bed , and walks towards Ashi.
A - mumma hum chalte hai.
M - umm Ashi , ek minute.
A - yes mumma !?
M - beta , tumne apne papa ko kahi dekha hai. Voh na mujhse naraaz ho kar betha hai.
Monami pouts.
A(scrunching her eyes) - aap hi ne kuch kiya hoga na ?
M(innocently) - nhi , maine kuch bhi nhi kiya.
Ashi chuckles ,
M - acha baby , mujhe btao na main tumhare papa ko kaise manao.
A- mujhe kya pta , voh aapke aur papa ke beech ka problem hai , aap khud solve kijiye.
M- ha ha tum toh apne papa ki hi side logi na.
Ashi suppresses her laughter.
Ayra(tapping her finger on her head) - simple hai mumma , aap papa ko ek gift la do , aur unhe pyaari si kissi kardo.
M - hmm , yeh idea sahi hai. Par baby , tumhare papa itne khadoos hai na ki agar main unhe gift dungi , toh voh kehenge -
(Mimicking him ) - mujhe nhi chahiye tumhara koi gift , huh !
' Acha , Rani sahiba. '
M(smiling) - ha , itna khadoos jo hai vo.....
Realisation hit her , and she hits her head.
K - kya keh rhi thi aap ?
M(smiling nervously) - umm , kuch bhi toh nhi kaha maine.
K(stares at her) - acha.
आप पढ़ रहे हैं
Till you are with me - Moran Stories
Short StoryThis book will contain OS / TS on our favourite couple ' MORAN ' ❤️ Ranked 1 in #moran on 25th February. 💞