guilty

820 65 11
                                    

[continuation from previous part]

Pj : kya

HM: bahar hand pump hai toh wahan naha sakte hai aap (she said controlling her smile)

AS: whatt !!!! Never mein wahan nahi nahaunga

Mm: kya bol Rahi hai tu haseena

HM: bua ji aap hi sochiye inhe late ho raha hai toh aur koi option nahi hai na

Pj: toh ek kaam karte hai na hum balti mein Pani le aayenge

HM: arre ammi aap kab jayengi  Pani bharkar layengi time waste ho jayega na isiliye ye direct chalenge toh time bachega

Seeing option he agreed, HM took her out to the hand pump which is in the centre of the colony. He sits on the stone platform under the handpump and she started the handpump. All the people from the neighborhood came

Shikha khala: kya hua haseena aaj yahan Kyun naha rahe hai ye (to AS)

HM: woh kya hai na inhe office ka kaam hai aur Pani khatam ho gya hai toh hum inhe yahan le aaye .

The kids were laughing at him.

_________________________________________
In the afternoon AS comes home (hms) as his work is completed and goes to his room. After sometime the bell rings and pj open the door.

Pj: ji aap

Cb:woh Anubhav Singh

Pj: ji yahin hai,  aap

Cb: woh unhone khana order kiya tha

Mm: kya hua

Pj: woh jiji Anubhav ne Khama mangwaya hai

Mm: kya?? Ab kya kare (to cb) kitna bill hai

Cb: ji 6000

Mm: ab kya kare , unse paise nahi maang sakte hai , accha nahi lagega

Pj: Lekin Jiji kya kar sakte hai humare pass jo paise hai uss se ghar kharch karna hai

Mm: tum ruko (she opened an old box and took out some rupees) ye lo

PJ: ye paise ??

Mm: humari bachat ke hai par koi baat nahi (to cb) ye khana dedo (he gave the food packet and left)

HM came and saw this and she was very angry but mm and pj told her not to say say something to AS.

At the time of Lunch AS came out of the room

AS: bua ji meine khana mangwaya tha , aa Gaya

Mm: ha beta aa gaya tum baitho hum paroste hai

AS: toh payment?

Mm: humne kar di tum baitho na

AS: aapne kyu ki mujhe bula lete

PJ: koi baat nahi beta tum baitho , haseena tu bhi aaja

Mm: waise beta tumhe khana nahi pasand nahi aaya kya jo tumne ye

AS: aisa kuch nahi hai bas  thoda different taste hona chahiye isiliye , aur maine sab ke liye bulvaya hai, waise bhi haseena Ko bahar ka chatpata khana pasand toh.. aap log bhi baithiye. (All sat) ye palak paneer Bua ji aapke liye aur ye rajma chawal aunty aapke liye , ye soup uncle ke liye kyunki unhe light khana hai aur ye Shahi paneer tumhare liye haseena.

Everyone was happy seeing his care.

They all started eating when mm phn rang and she excuses her self and went to talk to a side

Mm: ji verma ji boliye

Verma: arre Madhumati ji meine isiliye phn Kiya ki woh aapke ghar ka kiraya ab tak nahi aaya

Mm: dekhiae ab humare ghar damad Ji aaye Hain toh bahut kharcha ho gya hai toh hum agle hafte tak de denge please samjhaiye na

Verma: thik hai Lekin agle hafte tak de Dena

Mm: ji bilkul , namaste (disconnected the call)

AS overheard the conversation and feel guilty because inspite of financial problems they have to pay for the food he ordered . He decided to help them  and calls AK to find out about the house owner and leaves .

2 hours later.....

He came out and said to PJ

AS: aunty voh mujhe kehna tha ki woh mein kisi kaam se bahar ja raha hu ek ghante mein aa jaunga ok

PJ: thik hai 😊

HM: aap Ammi Ko aunty kyu Bolte hai ammi boliye na

PJ: rehne de na haseena unhe jo bulana hai bulane de

HM: Kyun agar hum inke ghar ka har rishta apna sakte hai toh ye Kyun nahi

AS: dekho haseena mein inhe maa nahi keh sakta

HM: Kyun nahi keh sakte

AS: dekho mein tumhe reason nahi bataunga

PJ: jane de na haseena

AS: aunty mein chalta hu

HM: Ammi (stressing on the word)

AS: mein inhe ammi nahi bol sakta kyunki meri maa mar chuki hai aur unke alawa koi meri Maa nahi hai (shouts) sun Liya ab mein jaun (he left)

PJ: pagal hai tu haseena, bewajah gussa dila diya unko (she left wiping her tears)

An hour later....

He came back home and goes to the kitchen and saw PJ

PJ: arre aagaye beta

AS: Haan aunty and I am sorry, mujhe aise chilana nahi chahiye tha

PJ: koi baat nahi hum samjhte hai aapki baat, haseena toh pagal hai (both chuckled softly)

AS: kahan hai haseena

PJ: jabse aap Gaye hai kamre mein hi hai

AS: ok I'll see

He went to the room and saw her crying slowly . He feels bad for shouting at her . An idea struck in his mind and he called AK and Said something.

After sometime the bell rang and HM opens the door and smiles on seeing AK

HM: Arun Tum

AK: good evening ma'am (she nodded) woh ye Anubhav sir ne mangwaya tha (handling her polythene)

HM: thik hai hum de denge

AK: ok mam (he went)

HM: ab kya mangwaya inhone 
She opened the bag and sequels in happiness .

HM: chole bhature aur kabab aur kachori bhi hai

PJ: ye sab kisne mangwaya hai

AS: meine (he said entering)

Mm: par Kyun

AS: woh haseena Ko pasand hai toh isiliye , specially Lucknow street food se 😊

Mm: dekha haseena kitna pyar karte Hain Anubhav tujhse

Anuseena look at each other.

AS: chaliye khate hai phir

First haseena refused to eat but later agreed and they enjoy the snakes .
_________________________________________
To be continued.....

So it's the second day of AS in his in-laws and it's fine . How will the story unfolds . Will his misunderstanding be cleared? Janane ke liye bane rahiye mere saath....

Please vote and comment 💗

Keep supporting ❤️

Keep watching madam sir on TV at 10 00 pm every mon to sat on SAB TV.










Contract marriage ✓Where stories live. Discover now