blame

734 77 14
                                    

[sorry for late update]

[continuation from previous part]

AS picks ks in his arms and take her to the room .

Nani: santu beta pani le aaiye

SS nodded and went to bring water .
Nani sprinkle water on her face

KS: Sj, Sj unhone Aisa nahin Kiya , Anu Bhaiya aap unhe mat nikaliye (she mummers)

AS: behna (he said softly)

Ks slowly opened her eyes and looked at him

CS and SB made her sit properly

AS: behna aap thik hai na

He tried touching her cheek but she jerked off his hand

Ks: Nani mein thik hoon please in se kahiye jaaye yahan se please

Everyone was shocked by her behaviour with his brother but they understood her pain . Anuseena left the room sadly.

CS: di aap aaram kijiye warna aapki tabiyat kharab ho jayegi

SS: haan di mein aapke liye kuch khane Ko lati hoon

Ks: Nahi Santu humein bhook nahi hai

SS: par di

Nani Stop her and nods in no she nodded.

Everyone left the room expect Nani . She sat beside her and ks keep her head in her lap and cried her heart out . After sometime when she was assured that she's sleeping. She keeps her head on the pillow and went out .
She saw haseena and Anubhav sitting in the hall

AS: Nani behna thik hai na

Nani: nahi bahut toot chuki hai woh (sadly). Anu hum damad Ji ko la nahi sakte kya? ho sakta hai koi galatfehmi ho

AS: nahi Nani ye galatfehmi nahi woh shyam sach mein bahut hi Gira hua hai (he told her everything)

Nani: agar aisa hai toh thik hai . Lekin haseena bitiya aap kuch din kashi se dur rahiye , jab tak unka dard Kam nahi ho jata

She nodded

Nani: ab aap dono so jaiye Raat bahut ho gyi hmm

AS/HM: ji

Next morning

Cheetosh room

CS : Santosh aapne humein ye sab pehle Kyun nahi bataya

SS: I am sorry cheetah par mein majboor thi

CS: Aisa konsi majboori thi ki Apne Pati se ye baat chupayi

SS: I am very sorry cheetey

CS: kya Karu mein sorry ka Haan aaj jo bhi hua hai aapki aur haseena bhabhi ki wajah se hua hai

He left the room leaving her cry.

Ks was sitting in her room when haseena entered.

HM: Kashi

She just glanced at her

HM: hum aapke liye khana lekar aaye Hain thoda sa kha lijiye aapne kal bhi nahi khaya kuch

KS: humein bhook nahi hai (coldly)

HM: hum mante hai aap bahut hurt huyi hai Lekin apni beti ke liye kha lijiye please . Jo hua hai aapke aur sj ke beech hua hai usmein uss masun ki kya galti hai , usse saza kyu ? (She kept the food on table) please kha lijiye (she left)

Anuseena's room

AS was sitting in balcony and doing some work when HM came with breakfast

Contract marriage ✓Where stories live. Discover now