🍁||The engagement Day||🍁

263 47 5
                                    

Continuation from previous part.

꧁☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎꧂
🏰 𝕊𝕀ℕ𝔾ℍ 𝕄𝔸ℕ𝕊𝕀𝕆ℕ 🏰
ⓁⒾⓋⒾⓃⒼ ⓇⓄⓄⓂ︎

Nani ji: Anu Jara saurabh aur Nandini ko Bula Le, shaadi ki tarikh pakki karni hai

HM: Ham bhula kar late Hain nani ji

She was going when they saw saurdini coming

AS: a gaye ye donon

Sb: aap sab log aise kyon dekh Rahe Hain

HM: vah tumhari shaadi ki tarikh pakki karni hai, abhi ready hona ki thoda sa time chahie

Nt: ham log ready hain Baki jaisa Nani thi aur aap log sahi samjhe

Nani ji: theek hai FIR aaj sham ko Karishma damad Ji aur pushpa ji aur Pratap bhai sahab ko Bula lete hain , Mahesh tu pandit Ji ko bhi phone kar dena.

Mama: ji Maa

🌆 🅔🅥🅔🅝🅘🅝🅖 🌆

Everyone was sitting in the living room and pandit ji was seeing the kundali of saurabh and Nandini

Pandit ji : kundli ke hisab se ek muhurt 20 din bad ka hai aur ek 4 mahine bad ka aur uske bad agale 2 sal Tak Koi shubh muhurt nahin Hai.

Nani ji: theek hai FIR 20 din bad wala muhurt hi rakhte Hain

HM: lekin Sari taiyariyon ke liye bahut kam samay bachega

Nani ji: lekin uske jyada intezar nahin kar sakte kyunki FIR aapki bhi delivery ki date pass aane lagegi.

Everyone agreed, saurabh and Nandini were silent .

AS: Tum donon itne chup kyon Ho

Sb: Ham kya bole sab kuchh to decide Ho Gaya.

HM: Tum donon ki Shaadi Hai excitement to dikhao

Both looked at each other and smiled

Nani ji: shaadi to Ho Gai Ham kah rahe the ki panch din bad  sagai bhi kar lete hai.

Mami ji: yah bilkul sahi rahega, ham log cal hi sari shopping kar lenge. Santu haseea Nandini ke liye lehenga bhi order karna hai

SS: ab chinta mat kijiye mummy sab ho jaega.

Nani ji: theek hai FIR yah tay Raha ki 5 din bad sagai aur uske 15 din bad shaadi.

🌌 🄽🄸🄶🄷🅃 🌌
🅰︎🅽🆄🆂🅴🅴🅽🅰︎'🆂 🆁🅾︎🅾︎🅼

HM: aapko kya lagta hai Anubhav, saurabh aur Nandini khush to hai na

AS: tumhen kyon aisa lagta hai ki vah khush nahin Hai

HM: matlab unki shaadi hai itna special din hota Hai yah lekin unke chehre per thodi si bhi excitement nahin thi

AS: sab kuchh bahut jaldi hua Hai isiliye unhen bhi samajh Mein nahin a Raha hoga Na ki kaise react karna hai.

HM: hmm ye bhi sahi hai

Contract marriage ✓Where stories live. Discover now