||Years of togetherness||

441 57 13
                                    

Continuation from previous part

~•🦋Rock and roll's cafe🦋•~

Anuseena and Tapasya sit on the chairs

Tapasya: boliye kya khana hai

HM: Humein sirf sach jaan na hai

AS: Haan meri Jaan but aise bina kuch khaaye toh hum yahan baith nahi sakte hain

HM: okay!

They ordered coffee and some snacks for them

Tapasya: Toh let's begin, actually baat 5 mahine purani hai , mere husband Ravindra Kumar ki death huyi thi , mere bete ne apni aankhon se Apne Papa ko marte dekha tha , woh trauma mein tha itne mahino tak , har wakt apne dad ko miss karta tha . Ek mahine pehle

Flashback

Tapasya: Aaryan ye batao kaunsa toy chahie aapko

Aaryan: mujhe dad chahie

Tapasya: par woh god ke paas hai na toh woh nahi aa sakte beta

Aaryan: Toh unko bolo na ki woh wapas aa jaye , woh mujh se bahut pyar karte Hain aur jarur aa jayenge.

Tapasya: beta ab aisa nahi ho sakta (moist eyes) aap toy lelo

He went of the shop and came to the road, a truck was about to hit him but AS holds him in his arms around cross the road carefully

Tapasya: thank u 😊 aaj aap nahi aate toh pata nahi kya ho Jata

AS: it's ok (sits on his knees) aap bhaag kyu rahe the , lag jaati na

Tapasya: actually kuch mahine pehle mere husband ki death huyi thi, mera beta ussi baat ko leke upset hai

Aaryan: mere dad ko bolo na ki woh aa jaye

AS: par woh god ke paas hai na toh isiliye nahi aa sakte

Aaryan: Toh aap ban jaiye na , aap bilkul dad jaise mujhe protect karte ho

Tapasya: ye kya bol Rahe ho tum Aaryan (little bit loudly)

AS: koi baat nahi, beta aap mujhe dad bol sakte ho (smiled)

Aaryan: sacchi (excitedly)

AS: Haan

Tapasya: thank you Lekin aap ko dekh kar lagta hai you are engaged or married to someone (he nods) Toh phir aapki wife ya family

AS: Woh sab bahut acche hai , woh kuch nahi kahenge

Tapasya: thank you so much! Ek stranger hokar bhi aap mere bete ke liye soch rahe hai

AS: no need, Aaryan jaise bacche ki help kar ke bahut accha lagega mujhe (he smiled at aaryan who was selecting a toy) btw myself Anubhav Singh

Tapasya: Globlex corporation ke owner right

AS: ya but aapko kaise pata

Contract marriage ✓Where stories live. Discover now