Pati

727 55 6
                                    

Continuation from previous part

The family was going to a temple .

Nani: aaj hum sab Mandir ja rahe toh haseena bitiya Santu aap dono ready ho jana hum log 1 ghante mein niklenge

SS: ji dadi

HM: Nani ji hum Nahi aayenge

Nani: kya hua haseena bitiya aap Kyun aayengi

HM: woh Nani ji aap toh janti hai Kashi hum se naraz hai aur itne dinon Baad Mandir jaane ke liye tyaar huyi hai. Hum nahi chahte ki humari wajah se unka mood kharab ho aur waise bhi ghar pe bhi toh koi hona chahiye na isiliye aap log jaiye.

Mami: Haan toh naraz bhi toh tumhari wajah se huyi hai na (taunts) na tum damad ji par itna ghinona ilzam lagati na ye sab hota

Nani: Manorama chup ho jaiye . Agar aap sacchai nahi janti toh boliye mat (to HM) haseena bitiya aap sahi keh Rahi hai koi baat nahi

AS goes to ks room

AS: behna (softly)

Ks glanced at him

AS: mein kya bol Raha tha aaj aapke saath mein bhi Mandir chalta hoon

Ks: sacchi Bhaiya (he nodded) ye toh bahut acchi baat hai

Just then his phone rang .

AS: excuse me

AS: Haan Arun bolo

AK: sir woh aapki aaj Delhi mein meeting hai meine clients Ko bol diya hai aap chale jaana

AS: you idiot tumne mujh se pucha tha fix karne se pehle

AK: par sir

AS: what sir

Ks knew he will cancel the meeting so she nodded in no . He tried to argue but she didn't agree

AS: thik hai I'll be there till afternoon. (Call disconnected) behna aapne humein Kyun roka . Hum meeting cancel kar dete

Ks: nahi Bhaiya aap jaiye kaam pehle baki sab baad mein hmm aur waise bhi humara dhyan rakhne ke liye sab log haina aap jaiye

AS: thik hai Lekin apna Dhyan rakhna (kissed her forehead)

Nani came

Nani: Kashi chale

Ks: ji Nani

AS: Nani behna ka dhyan rakhna

Nani: ji

In the car cheetah was at the driving seat . SS came

SS: cheetey meri baat sun

Just then Mami ji came with ks

Mami: oh maharani aage nahi peeche baitho . Tumko nahi pata pregnant lady Ko aage bithate hai

SS: Haan maa mein toh bas Pani ki bottle dene aayi thi

She goes and sit in the back. CS feels bad for her but didn't say anything as he was angry on her .

Singh mansion

HM: aap Gaye nahi sabke saath

AS: Nahi woh kya hai na mujhe tumhare saath time spend karna tha (moving forward)

HM: ye kya bol Rahe hai aap (fumbling)

AS: Kyun Pati hoon tumhara I  have the right

HM: aap bhul rahe hai shayad ki ye ek contract marriage hai toh hum aapko apna husband nahi maante

AS: manogi woh bhi 12 ghante ke andar tum meri bahom mein hongi woh bhi apni marzi se

HM: challenge de rahe ?

AS: jaisa tum samjho

HM: challenge accepted

AS: thik hai khair Abhi toh mein Delhi ja raha hoon aur tum bhi chalo

HM: hum kyun

AS: kyunki Ghar pe koi nahi hai aur Shanky aur vimla kaki bhi nahi hai toh

HM: hum ghar mein akele reh sakte hai

AS: as you wish

He went

After an hour

HM was in her room when the light starts flickering and she gets scared .

HM: ye kya ho raha hai (scared) kaun hai wahan

She takes a flower vase and started moving out of the room.
Now are lights are completely gone. She comes to the living room with torch in her hand and sees the reflection of AS. The runs to him throwing the vase and clings to him.

AS: meine bola tha na ki 12 ghante ke andar tum meri bahom mein hongi woh bhi apni marzi se and I won the challenge (he whispered to her seductively)

She looked at him

HM: aapne ye sab jaanbhujkar Kiya hai na (he made a inocent face) aap ne cheating ki hai (she started beating his chest)

He holds her hand and again hug her tightly. Just then the family members return.
Ks sees the scene and thinks that AS wants to spend time with HM that's why he made an excuse .
She without saying anything went from there wiping her tears. AS and HM understand the situation and AS went behind her. All returns to their respective rooms.

Karishma's room

Ks was sitting on the bed and crying slowly. He went to her and sat beside her

AS: behna meri baat suniye aap jaisa soch Rahi hai waisa nahi hai meri meeting cancel ho gyi toh isiliye mein Ghar aaya meine jhoot nahi bola tha (she looked at him)

AS: behna aapko pata hai meine haseena se shaadi Kyun ki thi kyunki aap chahti thi aapke liye Lekin haseena mera pyar hai woh pyar Ko aap bolti thi ki humein hoga aur jab hoga toh pata nahi chalega . Haseena woh pyar hai behna . Lekin iska ye matlab nahi hai ki aap ki ahmiyat (importance) Kam hai . Aap aaj bhi Haseena se pehle hai aur zindagi bhar rahengi. Hum wada karte hai humare beech koi bhi nahi aayega

Ks: sach bhaiya (he nods and smiles and kisses her forehead and hugged her tightly)

______________________________________
To be continued.....

Please vote and comment 💗

Keep supporting ❤️

Keep watching madam sir on TV at 10 00 pm every mon to sat

Contract marriage ✓Where stories live. Discover now