🪔||shubh deepawali ||🪔

352 57 17
                                    

Continue from previous part

𝟚 𝕕𝕒𝕪𝕤 𝕝𝕒𝕥𝕖𝕣 📆

Nani ji: Manorama mithai time se ban jaani chahiye, 8 baje ka muhurat hai laxmi pujan ka

Mami: Chinta mat kijiye mummy ji sab ho jayega

Nani ji: santu bitiya aur hasina bitiya kahan hai

Mami ji: santu bahar Rangoli banaa rahi hai aur hasina puja ghar ki sajavat kar rahi hai

Nani ji: Kashi ko sham ki puja ke liye nyota de Diya hai Na

Mami: han mummy ji Mahesh Ji ne phone kar diya tha.

Nani: chalo achcha hai bus ab bhagwan Kare sham ka Lakshmi pujan samay pe ho

Mami: sab ho jaega aap befikr rahiye

🔱🅣🅔🅜🅟🅛🅔🔱

HM was decorating the puja Ghar when Anubhav came

AS: are vah bhagwan ki bhi to maje hai , matlab itni Sundar ladki unko saja rahi hai . Itna Pyar se kabhi mujhe bhi sawar liya karo

HM: kuchh bhi bolate hain na aap , hamari help karne ki jagah hamare sath time pass kar rahe hain

AS: main help hi to karne aaya hun na meri jaan

HM: Toh phir ye lijiye aur ye lights yahan laga dijiye

AS: jo hukum mere aaka (Bowing his head a little, he chuckled softly

▼・ᴥ・▼

𝕆𝕦𝕥𝕤𝕚𝕕𝕖

SS was making Rangoli when CS came

CS: are vah Rangoli to bahut acchi bani hai

SS: thank you

CS: bus ek chhoti si kami hai

SS: kya hua

CS: ye (applied some colour on her nose)

SS: cheetey (frowned)

CS: aap bahut cute lag rahi hai santu ji

SS: acha (she too applied some colour on his cheek)

CS: yah kya hai

SS: tum bhi bahut cute lag rahe ho

Both brusted out laughing

𝑬𝒗𝒆𝒏𝒊𝒏𝒈🌆

Haseena boss choosing a dress for the Diwali celebration

AS: itni der se cupboard ke pass kyon khadi Ho Tum

HM: hamen kuchh samajh mein nahin a raha hai ki Ham Kya pahne upar se pregnancy ki vajah se aadhe se jyada dresses to tight Ho Gaye hai

AS: yah to acchi baat hai na, yah to sign hai ki hamara beta Bada Ho Raha hai aur bahut jaldi mere hath mein hoga. (She smiled)

Contract marriage ✓Where stories live. Discover now