🤍|| Celebrating HAPPINESS ||🤍

452 54 10
                                    

Continuation from previous part

☘☘☘🌹 🌹 🌹☘☘☘
🛏️ 𝔸𝕟𝕦𝕤𝕖𝕖𝕟𝕒'𝕤 𝕣𝕠𝕠𝕞 🛏️

Ari: ammi apne Baba ko good news batai

HM: nahin, nahin batai Tum Hi bata do

AS: konsi good news

Ari: yahi ki ab main akeli nahin rahungi I will get a partner

AS: kya, haseena Tum Arisha ki shaadi karva rahi ho, how is it possible sirf 5 sal ki hai yeh. Tum janti ho na ki child marriage is crime in India

HM: Ham aapko pagal lagte Hain Jo Arisha ki shaadi karvayenge

AS: lekin abhi to usne bola ki she will get a partner

PJ: vah isiliye kyunki Arisha ab badi bahan banne wali hai aur Tum fir se abbu banoge aur haseena ammi (she said entering)

AS looked at her surprised

AS: sacchi

Haseena: haan (she blushed)

He takes her hand in his hand

AS: sach mein haseena aaj main bahut khush hun, main apni family ke pass wapas aa Gaya aur FIR itni badi good news. Lekin Meri gudiya ke bad Tum सीधे-सीधे bhi Bata sakti thi

Ari: oh ho baba mujhe laga ki aap samajh jaaoge isiliye maine aapko hint di

PJ: bilkul sahi kah rahi ho tum, Anu beta tumhen apna dimag lagana chahie tha

AS: kya Ammi aap iski side le rahe ho, FIR dusra natin ya naati aajayega tu uski side loge.

PJ: han to ismein galat kya hai, Maa baap ko apne bacchon se jyada unke bacche pasand hote Hain.

Anuseena smiled at her

AS: galat To kuchh bhi nahin hai

HM: abbu kahan hai

PJ: vah Bahar baithe Hain, main tujhse yah poochhne aayi thi beta ki bahar ek ladki bhi hai kaun hai woh

HM: Dr nandini thakur, unhone Anubhav ka ilaaj kiya tha aur unhen yahan lekar aayi

PJ: ohh, achcha ab Ham chalte Hain, haseena Anu ka khyal rakhna aur Anu tum bhi haseena ka khyal rakhna

AS: aap bilkul chinta mat kijiye main haseena ko bahut acche se khyal rakhunga

PJ: mujhe pura bharosa hai Tum per

ᵃᶠᵗᵉʳ ˢᵒᵐᵉᵗⁱᵐᵉ
『L』『i』『v』『i』『n』『g』『r』『o』『o』『m』

Nt: theek hai phir, ab main chalti hun

Nani ji: aise kaise, tumne hamare Anu  ki itni madad ki , use theek Kiya aur FIR use yahan bhi Le aayi. Ab hamen bhi mauka Karo tumhari mehman nawazi  karne ka, kuchh din yahi ruk jao

Nt: lekin main yahan kaise matlab...

AS: kyon nahin, nandini tumne Meri itni madad ki hai, aaj tumhari vajah se main apni haseena ke pass apne parivar ke pass hoon, thode din to ruko please

Contract marriage ✓Where stories live. Discover now